Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Se Mana …

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne
Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya,
Hatta Ke Suraj Achi Terha Zahir Ho Jaye ,
Aur Namaz Asr Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya.
Hatta Ke Suraj Achi Terha Gayab Ho Jaye..

– (Bukhari, Mawaqiat Salaat, Hadith no.581,
– (Muslim, Salaatul Musafreen, Hadith no.825)

4.9/5 - (64 votes)

Leave a Reply

Related Posts: