Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain –
“(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye,
Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi !
Iske Ma’ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein,
Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.
Agar Nikah Karne Se Sirf Aulaad Haasil Karna Aur Sunnat Par Amal Karna Hi Kisi Shakhs Ka Maqsad Hai
Aur Khubsurati Nahi Chaahta Tou Yeh Parhezgari Hai”.
(Kimiya-e-Sa. Aa Dat Safa:260)

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: