♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho
Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega…”
– (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare
Related Posts:
- Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Hadees of the Day Rehmat ke Farishte, Kutta ya Tasweer ki Wajah se nahi aate Abu Talha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Farishte us Ghar me dakhil nahi hote jaha Kutta aur (Jandar ki) tasweer ho.❞ 📕 Sahih al-Bukhari 5949 & 3322📕 Sahih Muslim 2106…
- Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tanha Gair Aurat Ke Paas Jaane Se Parhez Karo!..." Ek Sahabi Ne Sawaal Kiya: "Ya Rasool'Allah! Dewar Ke Bare Me Kya Irshad Hai?" Aap (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya - "Dewar Tou Mout Hain". - (Bukhari Sharif Jild 3, Bab…
- Jhoota Khwab Sunaane Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jisney Aisa Khwaab Sunaaya Jo Usney Nahi Dekha Tou Allah Usey Jow Ke 2 Daanon Me (Qayamat Ke Din) Gaanth (Knot) Lagaane Ko Kahega, Lekin Wo Aisa Nahi Kar Sakega (Isliye Sazaa Paata Rahega) ,.. *Aur Jo Logon Ki Baatein Sun'ne…
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Rizq-e-Halaal Kamaney Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache, Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare Tou Wo Qayamat Me Iss Taraah Aayega Ke Iska Chehra Chaudhvin Ke Chand Ki…
- Kisi Takleef Ki Wajah Se Mout Ki Aarzu Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Me Se Koi Shakhs Kisi Takleef Ki Wajah Se Jo Tumhe Pohanchi Ho, Mout Ki Aarzoo Na Kare. Aur Agar (Takleef Ki Noeyat Aysi Ho Keh Iss Ke Bagair) Chara Na Ho Tou Iss Tarhan Dua Kare, "Aye Allah !…
- Apne Amal Ke Charcha Se Parhez Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ki, Unhone Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Hue Suna Ki, "Jo Shakhs Logo Me Apne Amal Ki Charcha Karega Tou Allah Ta'ala Uski Riyaakari(Showing Off) Ko Logo Me Mash'hoor Kar Dega Aur Usko Beizzat Karega." - (Baihaqqi Sharif) ♥…
- Jhooti Qasam Se Parhez Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Koi Aisee Jhooti Qasam Khaye Jiske Jariye Wo Kisi Ke Maal Par Naahaq Qabza Kar Le Tou Wo Allah Se Iss Haal Me Milega Ki Allah Ta'ala Uss Par…
- Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta Hai (There… ✦ Hadees: Roman Urdu ✦ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila aur usne isme utar kar paani piya. jab bahar nikla tou wahan Ek Kutta…
- Paani Pilaney Ka Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Kehte Hain Ke, Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas Ghum Raha Tha Aur Pyaas Ki Vajah Se Marney Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki Ek Zaniya Aurat(Zinaakar) Ne Iss Ko Dekh Kar Apna Juta(Shoe) Utaar…
- Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Naa hi Zulm Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Eyaaz Ibne Himaar Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, Allah Ta’ala Ne Mujhe Wahi Farmayi Ki Inkisar Karo Hatta Ki Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Koi Kisi Par Zulm Na Kare. - (Mishkatul Masaabih. Al Hadees: 4898, Jild 2 Safa 202)…
- Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ,Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi Shakhs Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De…
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Imam Ki Ahmiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata Hai Ki Uss Ki Pairvi Ki Jaye, Lihaza Uss Se Ikhtelaaf Na Karo. Jab Woh Takbir Kahe Tou Tum Takbir Kaho, Aur Jab Woh Ruku Kare Tou Tum Bhi Raku Karo Aur Jab Woh 'Sami…
- Mayyat Ke Ghar Khaanaa Pakaa Kar Bhijwaana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Jaafar(RaziAllahu Anhu) farmate hain ke, jab Jaafar ki wafaat ki khabar aai to Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Aale Jaafar ke liye khaana Taiyyar karo in Logo’n par Aisee museebat aai hai Jis me wo khaana nahi pakaa sakenge." - (Abu Dawood: al Janaaez 3132…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sauban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Main Khatam-Un-Nabiyeen Hu! Mere Baad Koi Nabi Nahi Hoga.." - (Abu Dawood, Tirmizi, Mishkat:Page-465) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya -…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan Uss Ki Izzat Ki Jati Ho Tou, Allah Uss Ko Uss Jagah Zaleel Karega Jahan Uss Ko Allah Ki Madad Ki Zaroorat Hogi". - (Abu Dawood, Jild 3, Hadis No-1455) # Sabaq:…
- ♫ Gutka-Tobacco ka Business kya Jayez hai ? Aajkal dekha jata hai ke Gutka Tobacco ko Makrooh ke naam par dhadalle se istemaal me laya jata hai, iske karobar ko jayaz tarike se baaz musalman hazrat kar rahe hai,. aayiye jante hai ke Gutka-Tobacco ki tijarat karna kaisa hai? iske kya kya Nuksanat hai aur logo ko is…
- Nijaat kya hai aur Musibato se kaise Nijaat paye ? ✦ Mafhum-e-Hadith: Uqbah bin Amir ra ne arz kiya 'Allah ke Rasool ﷺ Nijaat ki kya Soorat hai ?. tou Aap ﷺ ne farmaya: ❝Apni Zubaan ko Qabu me rakho, apne Ghar ko kaafi jaano aur apni Khataon par rotey raho.❞ -Jami'at Tirmidhi: jild-4, kitab Az zuhd 36, Hadith 2406-Hasan…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai: *"Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare !!!" • Logon Ne Puncha - "Agar Uske Paas Sadqa Dene Ke Liye Kuch Na Ho Tou Kya Kare ?" *Irshad Farmaya - "Apne Hatho Se Mehnat Majduri Karke Apne Aap Ko Bhi…
- Quwwat Ke Bawajud Sawal (Manga) Na Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - 'Jo Shakhs Logon Se Sawaal Kare (Bila Jarurat Mange), Halaaki Na Usey Faaka(Gareebi) Pahucha, Na Itne Baal-Baache Hai Jin Ki Taqat Nahi Rakhta Tou Qayamat Ke Din Iss Tarah Aayega Ki Uss Ke Muhh Par Ghost Na Hoga'. - (Shoebul Emaan,…