♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mera Shaana (Shoulder) Pakad Kar Farmaya –
“Duniya Me Iss Tarah Raho Jaise Musafir Ho Ya Raasta Chalne Wala Ho,”
Ibn Umar Kaha Kartey They Ki – ‘Shaam Ho Jaye Tou Subah Ke Muntazir Na Raho
Aur Subah Ho Jaye Tou Shaam Ke Muntazir Na Raho,
Apni Sehat Ko Marz Se Pahle Ghaneemat Jano Aur Zindagi Ko Maut Se Pahle”.
– (An Nawawi Hadees-040)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Sehat Ko Marz Se Pahle Ghaneemat Jano ….
Related Posts:
- Paanch Cheezon ko Paanch cheezon se pehele Ghaneemat samjho ✦ Hadith: Roman Urdu: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Nabi (ﷺ) ne farmaya "Paanch (5) Cheezon ko Paanch (5) Cheezon se pehele Ghaneemat samjo. (1). Apni Jawaani ko Budhaape se pehele, (2). Apni Sehat ko Bimaari se pehele. (3). Apni Maaldaari ko Gurbat(Gareebi) se…
- Do Neymato Ki Aksar Log Qadar Nahi Kartey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Do Neymate Aiseee Hain Ki Aksar Log Unki Qadar Nahi Kartey, (1) Sehat (Health) Aur Dusri Neymat Hai (2) Fursat (Achchey Kaam Karney Ke Liye). - (Sahih Bukhari)
- Allah Sota Nahi Hai Aur ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Hum Me Khade Hokar 5 Baatein Irshaad Farmayee, »(1). Allah Sota Nahi Hai Sur Sona(Sleeping) Uski Shaan Nahi Hai, »(2). Allah Tarazu Ko Jhukate Hain Aur Upar Uthatey Hain (Yani Kisi Ka Rizq Ziyada Kisi…
- Ikhtiyar, Takat aur Doulat .... ∗ Daulat Behtarin Khaadim Hai Magar Badtareen Dushman Bhi Hai. Jin Logon Ke Khayalat Behtar Hai, Woh Kabhi Tanhaa Nahin Hote. ∗ Apni Umr Aur Doulat Pe Aitbar Mat Karo, Kyun Ke Jo Cheez Ginti Me Aa Jaye, Usse Ek Din Jaroor Khatm Hona Hai. ∗ Ikhtiyar, Takat aur Doulat,…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Qabro Ko Masjide Na Banana ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Jundub Bin Abdulullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Irshad Farmatey Huwe Suna Ki: “Tum Me Se Pahle Ke Log Apne Nabiyo Aur Waliyo Ki Qabaro Ko Masjidein Bana Letey They, Khabardar! Tum Qabro Ko Masjide Na Banana, Mai Tumhe Iss…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Benamazi Ke Munh Kale Kiye Jayenge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)Ne Irshad Farmaya - "Qayamat Me Sabse Pahle Namaz Na Padhne Walo Ke Mooh Kaale Kiye Jayenge, Phir Sanpo (Snake) Ki Waadi Lam-Lam Me Phenk Diye Jayenge, Waha Ke Saanp Ounth Jaise Honge, Waha Benamazi Ko Dasenge, Unka Zeher 70 Saal Tak Badan Me Josh…
- Haq Baat Chupane Wale Ke Liye Dardnak Azaab ... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshak Jo log Kitab Allah Ki Bato Ko (Jinko Allah Ne Nazil Farmaya Hai) Chupatey Hai Aur Usey Thodi-Thodi Keemat Par Baichtey Hai Yakeen Jano Unke Liye Dardnaak Azaab Hoga.." - (Surah Al-Bakarah Ayat:174) Allahu Akbar ! ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez!! Allah Ta'ala Hume Har Haal Me…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Zaalim Duniya Me Hi Mazlum Se Muafi Mang Le ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Jisney Apney Kisi Bhai Par Zulm Kiya Ho Tou Usey Chahiye Ki Iss Se (Duniya Me) Muaf Kara Le, Kyunki Aakhirat Me Dinar Aur Diraham (Rupye Paisey) Nahi Hongey, Iss Se Pahle (Muaf Karwa Le Warna) Uskey Bhai Ke Liye Uski…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Ghar ke Afraad ki Taraf se "Sadqa-e-Fitr" Sadqa fitr se Murad Ramdan ke Mahine ke pura hone par Namaze Eid se pahle har Musalman shakhs ki taraf se Fitra ada karna hai. ♫ Sadqaa-e-Fitr Ke Audio Bayan Ke Liye is Link Par Jaye ✦ Hadees: Hazrat Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se marvi hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alahi…
- Samjhote me Pahal Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, "Do Jhagda Karne Walo me Pahle Sulah (Samjhota) Karne Wale ke Gunah Muaf Kar Diye Jate hai" - (Sahi Al Targeeb 2759) ♥ मफहूम ऐ हदीस: "नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलेही वसल्लम) ने फ़रमाया: "दो झगड़ा करने वालों मे पहले सुलह (समझौता)…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga Hadees of the Day Qayamat ke Din sabse pahle Khoon ka Faisla hoga Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Qayamat ke Din Logon ke Darmiyan Sabse Pehle Jis Cheez ka Faisla hoga woh Na Haq Khoon ke Badle ka hoga.” 📕 Sahih Bukhari: 6533
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Bimari Momeen ko Gunaaho se paak kar deta hai ✦ Hadith: Bukhaar Momin ko Gunaaho se paak kar deta hai: Abu Huraira (RaziAllahu anhu) ne farmaya ki, "Rasool-e-kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas bukhar ka charcha kiya gaya, tou ek shakhs ne bukhar ko bura kaha. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Bukhaar ko bura na kaho !, iss…
- Qayamat Ke Roz Sabse Pehla Sawaal ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tameem Dari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Bandey Se Qayamat Ke Roz Sabse Pahle Namaz Ka Hisaab Hoga !! *Agar Uski Namazein Puri Hongi Tou Uske Nawafil Alag Se Likh Diye Jayenge *Aur Agar Usne Namazein Puri Nahi Ki…
- Safar aur Bimaari me Roz-Marra ki Ibadaton ka Sawaab ✦ Mafhum-e-Hadees: Ibrahim Abu Isma'il As-Saksaki (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki: ❝Jab Banda Bimaar hota hai ya Safar karta hai tou uskey liye unn tamam Ibadaton ka Sawaab likha jata hai jinhe Sehat ke Waqt kiya karta tha.❞ 📕 Sahih Bukhari; Hadees…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Momeen Dozakh aur Jannat ke darmiyan rok liye jayenge Jabtak… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed khudri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Momeen dozakh se chutkara pa jayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jaha unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par kiye gaye zulmo ka badla liya jayega…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - Allah Ki Lanat Bad-Nigahi Karnewale Par Aur Jiski Taraf Bad-Nigahi Ki Jaye,. - (Bayhaqi Sharif, Mishkat Sharif, Jild : 2, Safa : 77) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Kisi Aurat Ki Khubiya Dekh Kar Nigaah Jhuka De Allah Ta'ala Usko Aesi Ibadat…