Search Results for “feed” – Ummate Nabi ﷺ Hinglish https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees ki Baatein Sat, 01 Feb 2025 05:24:23 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.7.1 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2024/05/favicon-hinglish-150x150.png Search Results for “feed” – Ummate Nabi ﷺ Hinglish https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Islamic Quizzes https://ummat-e-nabi.com/islamic-quizzes/ Mon, 06 Jan 2025 04:37:22 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=61105 ._hidetitle h5, ._hidetitle .is-divider, ._title10 .is-divider, .block-html-after-header, #toc_container p.toc_title { display: none; }h1.entry-title.mb { margin-bottom: 5px; }div#toc_container>ul>li { list-style: none!important; width: 100%; }._pb-0 { padding-bottom: 0; }._highlited_text .from_the_blog_excerpt { font-size: 1.1em; } .flbox .box-text { padding: 0; margin: 0; }.flbox .box { display: block; color: #15273a; background: #f2f6ff; padding: 20px; border-radius: 10px; }.flbox .box-image { width: 110px; margin-left: 20px; margin-bottom: 20px; float: right; }.flbox img { border-radius: 10px; }.flbox .button { width: 300px; margin: 30px auto 0; display: block; border-radius: 50px; background: #ffffff; border: solid 1px #ddd; color: #333; font-size: .9em; }.flbox .button:hover { background: #2196F3; color: #fff; }._gp { background: #f1f3f4; }.rounded-img img { border-radius: 10px; }._title10 h5.post-title { max-height: 40px; overflow: hidden; }._btnv3 .button { width: 300px; background: #f1f3f4 !important; }._btnv5 .button { display: flex; flex-direction: row; align-items: center; justify-content: space-between; padding: 0 15px !important; background: #f7f8f9; border: none; } @media screen and (min-width: 769px) { ._btnv3 { border-top: solid #f1f3f4; margin-top: 30px; }._btnv3 .button { margin-top: -22px !important; } } @media screen and (max-width: 768px) { ._gp { margin: 0 -15px; }._mt-0 { margin-top:0px !important; } }

Islamic Quizzes

Islamic Sawal Jawab in Roman Urdu Quizzes in the light of Quran and Sahih Hadees, Explore Aajka Sawal, Quiz Game, English Question and Answers.

Aaj ka Sawal

Islamic Quiz of the day | 5 February 2025
 
Islamic Quiz 196 : Khana banaate hue Chakhne se Roze ka kya hoga?

Khana banaate hue Chakhne se Roze ka kya hoga? | Options are: A. Roza Toot Jayega, B. Roza Nahi Tootega

View Options

Islamic Quiz Game

Islamic-Quiz
Islamic Sawal Jawab Quiz 1
Islamic-Quiz
Islamic Sawal Jawab Quiz 2
Islamic-Quiz
Islamic Sawal Jawab Quiz 3
Islamic-Quiz
Islamic Sawal Jawab Quiz 3
View All Parts

Quiz Categories

]]>
61105
Hadees Collection https://ummat-e-nabi.com/hadees/ Sun, 05 Jan 2025 07:21:30 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=60720 h1.entry-title.mb { margin-bottom: 5px; }.block-html-after-header, ._fp_rc_post .box-image, ._fp_rc_post .box-blog-post .is-divider, #toc_container p.toc_title { display: none; }#toc_container p.toc_title+ul.toc_list { padding: 0; }div#toc_container>ul>li { list-style: none!important; width: 100%; }#toc_container .toc_list a { padding-bottom: 10px; }._pb-0 { padding-bottom: 0; important; }._fp_rc_post { margin-left: 0 !important; margin-right: 0 !important; }._fp_rc_post .post-item .box-text a { border-top: none; }._fp_rc_post .post-item .box-text { padding-top: 0; padding-bottom: 0; } ._hidetitle h5, ._hidetitle .is-divider, ._title10 .is-divider, .block-html-after-header { display: none; }._highlited_text .from_the_blog_excerpt { font-size: 1.1em; } .flbox .box-text { padding: 0; margin: 0; }.flbox .box { display: block; color: #15273a; background: #f2f6ff; padding: 20px; border-radius: 10px; }.flbox .box-image { width: 110px; margin-left: 20px; margin-bottom: 20px; float: right; z-index: 9; }.flbox img { border-radius: 10px; }.flbox .button { width: 300px; margin: 30px auto 0; display: block; border-radius: 50px; background: #ffffff; border: solid 1px #ddd; color: #333; font-size: .9em; }.flbox .button:hover { background: #2196F3; color: #fff; }.box-vertical .box-text { padding-left: 0; }._gp { background: #f1f3f4; }.rounded-img img { border-radius: 10px; }._title10 h5.post-title { max-height: 40px; overflow: hidden; }._btnv3 .button { width: 300px; background: #f1f3f4 !important; }._btnv5 .button { display: flex; flex-direction: row; align-items: center; justify-content: space-between; padding: 0 15px !important; background: #f7f8f9; border: none; } @media screen and (min-width: 769px) { ._btnv3 { border-top: solid #f1f3f4; margin-top: 30px; }._btnv3 .button { margin-top: -22px !important; } } @media screen and (max-width: 768px) { ._gp { margin: 0 -15px; }._mt-0 { margin-top:0px !important; } }

Hadees Collection

Hadees collection, Hadees in Roman Urdu, Hadees in Hindi, and Aaj ki Hadees.
Access authentic Islamic teachings easily in your preferred language.

Aaj ki Hadees

Hadees of the day | 5 February 2025
 
Insan ke liye pakeezah khana mehnat ka khana hota hai

Insan ke liye pakeezah khana mehnat ka khana hota hai Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aaisha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Insan ke liye pakeezah tareen khana woh hai jo usne apni mehnat se kamaya ho.” 📕 Abu Dawood,... [Read More]

View Post

Islam for All

Hazrat Muhammad SAW ki shikshao ki ek jhalak image
99 Qeemti Baatein image
Islam ki khubiyan
99 Direct commands mentioned in the Holy Quran image
Rishtedaro ke Huqooq Quran Hadees ki roshni mein
View All Hindi Hadees

Hadees in Hindi

View All Hindi Hadees

Related Searches

]]>
60720
Meanings https://ummat-e-nabi.com/meanings/ Fri, 03 Jan 2025 23:14:35 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=60518

















]]>
60518
Namaz https://ummat-e-nabi.com/namaz/ Fri, 03 Jan 2025 21:59:20 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=60468




Namaz (Salah)

Namaz ka Tareeqa, Surah, Duaein, Ahmiyat aur Fazilat














Namaz Search







Namaz in Hindi


Loading RSS Feed








]]>
60468
Duas https://ummat-e-nabi.com/duas/ Fri, 03 Jan 2025 20:16:24 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=60406




Duas (Zikr Azkar)

Duas Zikr Azkar Collection in the light of Quran and Sahih Hadees.













Aaj ki Dua

Dua of the day | 5 February 2025
 

Dua e Qunoot | Witr ki Namaz mein padhne ki Dua

Dua e Qunoot : अल्लाहुम्मदिनी फीमन हदैत, वआफिनी फीमन आफैत व तवल्लनी फीमन तवल्लैत, वबारिक ली फीमा अस्त ....

View Post







Search Dua







Loading RSS Feed







]]>
60406
Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua hai siwaye Allah ke Zikr ke https://ummat-e-nabi.com/jo-kuch-duniya-me-hai-wo-lanat-kiya-hua-hai-siwaye-allah-ke-zikr-ke/ https://ummat-e-nabi.com/jo-kuch-duniya-me-hai-wo-lanat-kiya-hua-hai-siwaye-allah-ke-zikr-ke/#respond Wed, 25 Dec 2024 14:36:23 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jo-kuch-duniya-me-hai-wo-lanat-kiya-hua-hai-siwaye-allah-ke-zikr-ke/ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Duniya maloon (yaani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai, siwaye Allah Subhanahu ke Zikr ke aur jisko Allah subhanahu pasand farmata hai (yaa jo uske zikr ke liye mufeed ho) aur siwaye Aalim ke,... [Read More]]]>

Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua hai siwaye Allah ke Zikr ke image

Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua hai siwaye Allah ke Zikr ke

Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Duniya maloon (yaani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai, siwaye Allah Subhanahu ke Zikr ke aur jisko Allah subhanahu pasand farmata hai (yaa jo uske zikr ke liye mufeed ho) aur siwaye Aalim ke, aur ilm sikhne wale ke ( in sabke siwa jo bhi hai wo maloon hai)”

📕 Sunan Ibn Majah, Jild 3, 993-Hasan

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jo-kuch-duniya-me-hai-wo-lanat-kiya-hua-hai-siwaye-allah-ke-zikr-ke/feed/ 0 18943
Makkhi ke Parr me Bimaari aur Shifa: Islam aur Science https://ummat-e-nabi.com/makkhi-ke-parr-me-bimaari-aur-aur-shifa/ https://ummat-e-nabi.com/makkhi-ke-parr-me-bimaari-aur-aur-shifa/#respond Sat, 17 Aug 2024 10:42:49 +0000 https://ummat-e-nabi.com/makkhi-ke-parr-me-bimaari-aur-aur-shifa/ ∗ Sawaal: Piney aur Khane ki Cheez me Makhhi Gir Jaye Tou Kya Karna Chahiye ? » Jawaab: Abu Dawood Ne Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Hai Ki,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:“Jab Khaane Me Makhkhi Gir Jaye Tou Uss Ko Gota (Dubana) Do– Kyun Ki Uss Ke Ek Parr(wings) Me Bimaari... [Read More]]]>

∗ Sawaal: Piney aur Khane ki Cheez me Makhhi Gir Jaye Tou Kya Karna Chahiye ?

» Jawaab: Abu Dawood Ne Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:
“Jab Khaane Me Makhkhi Gir Jaye Tou Uss Ko Gota (Dubana) Do
– Kyun Ki Uss Ke Ek Parr(wings) Me Bimaari Hai Aur Doosre Me Shifa Hai.
– Aur Usi Parr Se Apne Ko Bachati Hai Jis Me Bimaari Hai (Wahi Par Khane Me Pehle Dalti Hai Jisme Bimaari Hai – Lihaza Puri Ko Gota (Duba) Do.”

(Sunan Abu Dawood; Hadith no.3844, Jild-3, Page No.511)

SCIENTIFIC VIEW:

Britain Ke Mashoor Medical Magazine (DOCTORIAN EXPERIENCES) No 1057 Taba Saal 1927, Me Makkhi Ke Mutaallik Nayi Tahqeeq Yun Bayan Ki Gayi Hai –
“Makkhi Jab Khetiyon Aur Sabziyon Par Baithti hai Toh Apne Saath Mukhtalib Bimaariyon Ke Jaraaseem Utha Leti Hai,
– Lekin Kuch Arsa Baad Ye Jaraaseem Marr Jaate Hai Aur Unki Jagah Makki Ke Peit Me “Baktar Falog” Naami Ek Maadah Paida Ho Jaata Hai Jo Zehareele Jaraaseem Ko Khatm Karne Ki Khaasiyat Rakhta Hai,..
– Agar Tum Kisi Namkeen Paani Me Makki Ke Pait Ka Maadah Daalo Toh Tumhe Wah “Takbar Faloj” Mil Sakta Hai, Jo Mukhtalif Bimariyan Failaane Waale Chaar Qism Ke Jaraaseem Ka Muhlak Hai,..
– Iske Elawa Makkhi Ke Pait Ka Ye Madah Badal Kar ‘Takbar Faloj’ ke Baad Ek Aisa Madah Ban Jaayega Jo 4 Mazeed Qism Ke Jaraaseem Ko Khatm Karne Ke Liye Mufeed Hoga”…

♥ Alahmdulillah !!! Allah Ke Nabi(Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Aaj Se 1400 Saal Pahle Hi Wajeh Farma Diya Ke –
“Hakikatan Makkhi Ke Ek Parr me Bimaari hoti Hai aur Dusre Parr me Shifaa Yaani Uss Bimaari ka Antidote hota hai.
– Lihaja Maloom Ho Jaye Ke Khaane Pine Ki Kisi Cheez Me Makkhi Gir Jaye tou Uss Makkhi Ko Uss Me Puri Taraha Se Dubo Kar Bahar Nikaal Do.. Taaki Uske Pahle Parr Se Aayi Bimaari ka Antidote Uske Dusre Parr Se Uss Cheez me Ghool-Mill Jaye,.. Aur Wo Khaane-Pine Ki Cheez Uss Bimaari ke Sharr Se Mehfuz Ho Jaye ,..

• WAJAHAT: *Makkhi Ko Dubana Uss Surat Me Mumkin Hoga Jab Ki Khane Ya Piney Ki Cheez Patli(Liquid) Ho ,..
– Jaise Ki Paani, Sharbat , Daal, Saalan Wagaira.
– Agar Liquid Na Ho Tou Aap Uss Thodi Jagah Se Us Cheez Ko Kinare Dal De Take Chinti Wagaira Khale.

🔖 Ummat-e-nabi.com
🔖 Fb.com/HadiseNabwi

]]>
https://ummat-e-nabi.com/makkhi-ke-parr-me-bimaari-aur-aur-shifa/feed/ 0 16164
Contact Us https://ummat-e-nabi.com/contact-us/ Mon, 29 Apr 2024 06:06:33 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=57230

Asslamu Alaikum! JazakAllahu khairan for visiting Ummat-e-Nabi.com. If you have any questions, concerns, or feedback, feel free to get in touch with us. We value your input and are here to assist you.

]]>
57230
Get Code for your Website https://ummat-e-nabi.com/get-hadees-code/ Tue, 27 Jun 2023 19:07:43 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?page_id=44773

Assalamu Alaikum! Get the code for your website to showcase the Hadees of the Day and display it on your website.

Hadees of the day

Example 3:

// Select the widget container
var widgetContainer = document.querySelector(‘#hadees-widget-container’);

// Fetch Hadees data from the API endpoint
fetch(‘https://ummat-e-nabi.com/wp-admin/hadees-api.php’)
.then(response => response.text())
.then(widgetHTML => {
// Insert the Hadees widget HTML into the widget container
widgetContainer.innerHTML = widgetHTML;
})
.catch(error => {
console.error(‘Error fetching Hadees widget:’, error);
});

To display the Hadees of the Day widget on your website, follow these steps:

  1. Go to the widget section of your website.
  2. Add an HTML widget to the desired location on your webpage.
  3. Paste the following code into the HTML widget:

<div id="hadees-widget-container"></div>
<script>
 // Select the widget container
var widgetContainer = document.querySelector('#hadees-widget-container');

// Check if Hadees data is already stored in local storage
var cachedHadeesData = localStorage.getItem('hadeesData');

// Check if the cached data is still valid (less than 24 hours old)
var cacheTimestamp = localStorage.getItem('cacheTimestamp');
var currentTimestamp = Math.floor(Date.now() / 1000); // Current timestamp in seconds
var cacheDuration = 24 * 60 * 60; // 24 hours in seconds

if (cachedHadeesData && cacheTimestamp && currentTimestamp - cacheTimestamp < cacheDuration) {
  // Use the cached Hadees data
  widgetContainer.innerHTML = cachedHadeesData;
} else {
  // Fetch Hadees data from the API endpoint
  fetch('https://ummat-e-nabi.com/wp-admin/hod-with-push-api-v2.php')
    .then(response => response.text())
    .then(widgetHTML => {
      // Insert the Hadees widget HTML into the widget container
      widgetContainer.innerHTML = widgetHTML;

      // Store the fetched Hadees data in local storage
      localStorage.setItem('hadeesData', widgetHTML);

      // Store the current timestamp in local storage
      localStorage.setItem('cacheTimestamp', currentTimestamp);
    })
    .catch(error => {
      console.error('Error fetching Hadees widget:', error);
    });
}

</script>

]]>
44773
Islam me Behtareen Amal kya hai? https://ummat-e-nabi.com/islam-me-behtareen-amal-kya-hai/ https://ummat-e-nabi.com/islam-me-behtareen-amal-kya-hai/#respond Sat, 03 Jul 2021 17:15:21 +0000 https://ummat-e-nabi.com/islam-ki-konsi-khaslat-behtar-hai/ Islam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: “(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan wale har Ek se Salaam karo.” 📕 Sahih al-Bukhari 6236 —- हिंदी — ۞ हदिस:... [Read More]]]>

Islam me Behtareen Amal kya hai ?

۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

“(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao
aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan wale har Ek se Salaam karo.”

📕 Sahih al-Bukhari 6236


—- हिंदी —

۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन अम्र (र.अ.) से रिवायत है के,
रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

“(इस्लाम में बेहतरीन चीज यह है के) तुम लोगो को खाना ख़िलाओ और
जान-पहचान वाले और गैर जान-पहचान वाले हर एक से सलाम कर करो।”

📕 सहीह अल बुखारी ६२३६


English ——

۞ Hadith: Narrated ‘Abdullah bin ‘Amr: A man asked the Prophet,

“What Islamic traits are the best?” The Prophet (ﷺ) said,
“Feed the people, and greet those whom
you know and those whom you do not know.”

📕 Sahih al-Bukhari 6236

]]>
https://ummat-e-nabi.com/islam-me-behtareen-amal-kya-hai/feed/ 0 16004
Islam kya hai, Eman aur Ehsan kya hai ? https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai-imaan-kya-hai/ https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai-imaan-kya-hai/#respond Mon, 10 Apr 2017 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai-imaan-kya-hai/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Umar Bin Khattab (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Ek Roz hum Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me haazir they. Achanak ek Shakhs humaari mehfil me aaya, uske kapde nihayat safed, baal gahre syaah they. us par safar ke kuch asraat numaya’n na they aur hum me se koi usey... [Read More]]]>

♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Umar Bin Khattab (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki,
Ek Roz hum Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki khidmat me haazir they. Achanak ek Shakhs humaari mehfil me aaya, uske kapde nihayat safed, baal gahre syaah they. us par safar ke kuch asraat numaya’n na they aur hum me se koi usey pahchaanta bhi nahin tha.

Aakhirkaar woh shakhs Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke saamne aake ghutne se ghutne mila kar baith gaya aur usne donon haath apni raanon par rakh liye aur arz kiya: “Ya Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Mujhe Bataaye Islam Kya Hai ?” Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

ISLAM yeh hai ki tu is baat ki gawaahi de ki Allah Ta’ala ke siwa koi mabood nahin aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah ke Rasool hain aur tu Namaz kaayam kare, Zakaat ada Kare, Ramzan-ul-Mubarak ke Roze rakhe aur istita’at rakhne par Baitullah ka Hajj kare.❞

Us ne Arz kiya: “Aap ne Sach farmaya.”

Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu) farmate hain ki humein ta’ajjub huwa ki khud hi sawal karta hai aur khud hi tasdeeq bhi karta hai. Us ke baad uss ne arz kiya: “Mujhe Eman ke baare me bataaye !” Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

EMAN yeh hai ki Allah Ta’ala par, farishton par, us ke kitaabon par, us ke Rasoolon par aur Qayamat ke din par iman laaye aur achchhi buri taqdeer par iman rakhe.❞

Woh Bola: “Aap ne sach farmaya.” Phir Us Ne Arz Kiya: “Mujhe Ehsaan ke baare me bataaye.”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

EHSAN yeh hai ki tu Allah ki ibaadat is tarah kare goya tu usey dekh raha hai aur agar tu usey na dekh sake tou yeh jaan le ki yaqeenan woh tujhe dekh raha hai.❞

Us ne Arz Kiya: “Achchha Ab Mujhe Qayamat Qaayam hone ke (Waqt ke) baare me bataaye.”Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

❝Jis se sawal kiya gaya hai woh is mas’ale par saa’il (sawal karnewale) se zyada Ilm nahin rakhta (ya’ni jo kuchh mujhe maaloom woh tumhein bhi maaloom hai aur doosare haazireen ke liye usey zaahir karna mufeed nahin hai.).”

Us shakhs ne arz kiya: Achchha phir Qayamat ki Alaamat hi bata do.” Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

Alaamaat-e-Qayamat yeh hai ki Naukaraani apne maalika ko janm degi (Ya’ni beti apni maa ke saath naukaraniyon waala sulook karegi) aur barhana paanw aur nange badan waale muflis charwaahe unche unche mahallaat par fakhr karege.”

Phir woh shaks chala gaya, Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu) farmate hain ki Main kuchh der thehra raha, phir Huzoor Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Aye Umar! Jaante Ho Yeh Sawal Karne Waala Koun Tha ?.”

Maine arz kiya: Allah Ta’ala aur us ka Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) behtar jaante hain.

Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Yeh Jibra’il Alaihissalam they jo tumhein tumhara deen sikhaane aaye they.”

Muttafaque Alayh Riwayat
]]>
https://ummat-e-nabi.com/islam-kya-hai-imaan-kya-hai/feed/ 0 18301
Feedback: https://ummat-e-nabi.com/feedback/ https://ummat-e-nabi.com/feedback/#respond Sun, 19 Jul 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/feedback/ Asslamo Alaikum Wa Rhmatullahi Wa Barkatuhu *Jaisa Ki Insan Ki Fitrat Ka Taqaza Hai Ke “Kullu Bani Adam Khattaa’un, Wa Khayrul Khattaa’een At-Tawwaaboon” Yaani Aadam ki Tamam Ki Tamam Aulaad Khatakar Hai! Aur Behtar Khatakar wo hai jo Tauba kar ley,.. (Tirmithi, Ibn Maajah & Ad-Daarimi) *Lihaja Agar Humsey Bhi Koi Khata Hui, Koi Galat... [Read More]]]>

Asslamo Alaikum Wa Rhmatullahi Wa Barkatuhu

*Jaisa Ki Insan Ki Fitrat Ka Taqaza Hai Ke “Kullu Bani Adam Khattaa’un, Wa Khayrul Khattaa’een At-Tawwaaboon” Yaani Aadam ki Tamam Ki Tamam Aulaad Khatakar Hai! Aur Behtar Khatakar wo hai jo Tauba kar ley,.. (Tirmithi, Ibn Maajah & Ad-Daarimi)

*Lihaja Agar Humsey Bhi Koi Khata Hui, Koi Galat Post Is Website Par Hui Ho Tou Aap Jarur-Ba-Jarur Ba’Daleel Humari Islah Kare,.. Hume Comment Kare Ya Kum-Se-Kum Uss Post Par Humari Nishandehhi Karey,..

*Alahmdulillah!!! Hatdharmi, Apni Baat Par Adna Ya Apne Aap Ko Sahi Sabit Karna Kabhi Humara Usool Na Raha…

*Tou Beharhaal Har Shakhs Ko Chahiye Ke Deeno-Shariyat Ke Mu’amle Me Ittedal Ikhtiyar Karey!

*Asal Cheez Tou Itteba-e-Quraan, Itteba-e-Sunnat, Itteba-e-Shairiyat Hai Humare Liye.
Fir Goya Hum Kitney Hi Jhagdey They Uske Liye.. Daleel Aajaye Chahe Quraan Ki Ayat, Sahih Aahadees Aajaye, Ya Fir Usmey Koi Baat Na Miley Sahaba Ke Aasar Se Mil Jaye, Unki Zindagi Ke Halato Se Mil Jaye.. Tou Sir Kham Kar Dijiye.. Aur Muamle Ko Chorr Dijiye..

..Fir Chahe Maine Uske Khilaf Kitna Hi Bola Ho..
Aaj Mujhe Daleel Mil Gayi Mai Muafi Chahta Hu, Mujhse Galati Ho Gayi.. Apni Baat Ko Wapas Le Lijiye ! Allah Aur Uske Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Baat Ke Samney Jhuk Jayiye.. Yehi Humara Usool Hona Chahiye Humesha..

♥ Aakhir Me Allah Rabbul Izzat Se Dua Hai Ke Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufiq Dey!

Hum Tamam Ko Sunnat-e-Rasool Ka Mukallaf Banaye,

Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…

Khatma Humara Imaan Par Ho …

!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

]]>
https://ummat-e-nabi.com/feedback/feed/ 0 17063