Safar Ke Douran Allah Ki Taraf Tawajjo Rakha Karey

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Shakhs Safar Ke Douran Allah Ki Taraf Tawajjo Rakhe Aur Uske Zikr Me Mashghool Rahe
Allah Uske Liye Ek (1) Farishta Muhafiz (Yaani Hifazat Karne Wala) Muqarrar Kar Deta Hai
Aur Jo Behooda Shero-Shayri Aur Fuzool Baaton Me Masroof Rahe
Tou Allah Uske Peechay Ek (1) Shaitan Laga Deta Hai”.
(Mo’ajamul Kabeer, Jild 17, Page-324, Hadith no. 895)

5/5 - (4 votes)

Leave a Reply

Related Posts: