Waise agar dekha jaye tou Akhirat ka safar ek bohot bada topic hai, jo insan ke mout ke baad se shuru hota hai, fir uske baad uske Qabr ki Zindagi ka tamam mu’amla hota hai, uske baad barzaq ke halat, maqame-mehshar me usey dubara utahaya jana, mizan ka qayam hona , hisab aur kitab hona aur fir uske haq me jannat aur jahannum ka faisala hona ,.. tou aayiye is bayan ke waseele se hum Safar e aakhirat ki Haqqaniyat par roshni dalne ki koshish karet hai..
*baraye meharbani aap sabhi hazraat se darkhwast hai ke isey share kar jyada se jyada hazraat tak pohchane me humara tawoon karey..
– JazakAllahu Khairan kaseera !