♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibne Mas’ood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Yaqeenan Sacchayi Neki Ki Taraf Rehnumayi Karaati Hai Aur Neki Jannat Ki Taraf Le Jaati Hai.
– Aadmi Sach Bolta Rahta Hai, Yaha’n Tak Ke Usse Allah Ke Yahan Bahot Sachcha Likh Diya Jaata Hai
– Aur Jhoot Nafarmani Ki Taraf Rehnumayi Karata Hai Aur Nafarmani Jahannum Ki Taraf Le Jaati Hai.
– Aur Aadmi Yaqeenan Jhoot Bolta Rehta Hai, Yaha’n Tak Ke Allah Ke Yahaan Usse Bohot Jhoota Likh Diya Jaata Hai”
– (Sahih Bukhari; Kitaab Ul Adab Volume 3 ; Hadees 1027, Sahih Muslim Kitaab Ul Barr, Volume:6, Page:232)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Sacchayi Neki Ki Taraf Rahnumai Karati Hai …..
Related Posts:
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Maaldaar ki taraf se Qarz ke Ada Karne me deri na kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Maaldaar Ki Taraf Se Qarz Ke Ada Karne me Deri Karna Zulm aur Zyadati Hai.” - (Sahih Al-Bukhari, 2400) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैरा (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सल्लल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने…
- Khane me Barqat ke Adab ke liye Chaaro Taraf Kono Me Se… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Busr (R.A) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ke Paas Ek (Khaane Ka) Bartan Laya Gaya. Aap (ﷺ) Ne Farmaya: "Chaaro Taraf Kono Me Se Khaao Aur Upar Ka Hissa Chhor Do, Jis Se Ki Barqat Ho.” - (Sunan Ibne Majah, 3275) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अब्दुल्लाह बिन…
- Masjid Me Janewale Har Qadam par Ek Neki ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Namaz Ba-Jamaat Ke Liye Masjid Me Janewale Har Qadam Ek Neki Ko Wajib Karta Hai Aur Ek Gunaah Ko Mitata Hai.." - (Ibne Habban)
- Imanwalo Ki Sifat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Sahabi Ne Pucha Ki - "Ya Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam)! Emaan Kya Hain?" *Tou Aapne Farmaya Ki - "Jab Tumhe Neki Karke Khushi Ho Aur Gunaah Karke Afsos Ho Tou Tum Emaan Wale Ho!" - (Mishkaat, Kitaabul Emaan Pg-16)
- Eidgaah Ki Taraf Paidal Jaana .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) Bayaan Karte Hain Ke, Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Eidgaah Ki Taraf Paidal Chal Kar Jaatey (Eid Ki Namaz Padhne Ke Liye, Eid Ki Namaz Padhkar) Waapas Aatey They (Iski Sanad Me Abdul Rahman Bin Abdullah Umri Zaeef Hai)" - (Miftah Al Hajah Sharah Ibn…
- Allah Uske Chehre Ko Roshan Kare Jo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Allah Ta’ala Usko Taro Taaza Rakhe Jo Meri Hadees Ko Sune, Yaad Rakhe(Amal Kare) Aur (Usey) Dusro Tak Pahuchaye.." - (Tirmizi Sharif, Jild 4, Page No.298, Hadith no.366) Ek Aur Riwayat Me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - ♥…
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Har Haal Me Maa-Baap Se Neki Karna .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! *Apne Maa-Baap (Parents) Ke Saath Bhalayi (Neki) Karte Raho - Aur Agar Tumhare Samney Unmein Se Ek Ya Dono Budhape Ko Pahunch Jaye - Tou Unhe Uff Bhi Na Kaho Aur Na Unhe Zidkao Aur Unn Se Adab Se Baat Karo - Aur Unke Samne…
- Neki aur Burayi kya hai : Hadees ۞ Hadees: Nawas Ibne Sam'aan (R.Anhu.se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha - "Neki aur Burayi kya hai ?" Aap (ﷺ) ne farmaya - "Neki Khush Akhlaqi hai aur Burayi aisa Kaam karna hai jo tere Dil me khatke, Aur Tujhe Wo Pasand na ho ke…
- Behtareen Baate .... Behtareen Neki : Pareshan Logon Ki Madad Karna. Behtareen Sarmaya : Jo Aakhirat Ke Liye Tayaar Kiya Gaya Ho. Behtareen Amal : Jis Me ReyaKari (Dikhlawa) Na Ho. Behtareen Jihaad : Apne Nafs Per Qabu Rakhna. Behtareen Dost : Jo Neki Ki Taraf Ragib(Daawat) Kare. Behtareen Maal : Jo Allah…
- Husn-e-Akhlaq ki Ahmiyat aur Fazilat ✦ Neki Acche Akhlaq ka Naam hai : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nawas bin Samaan Ansari (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Neki aur Gunaah ke baare me Poocha tou Aap ne farmaya "Neki Acche Akhlaaq ka Naam hai aur Gunah Jo tere Seeney me Khatke aur tujhe…
- Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Hajir Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amir Bin Aas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Quraan Majeed Ki Yah Aayat Tilawat Farmayi - ♥ Al-Quraan: "Jis Din Log Rabbul Aalameen Ki Adalat Me Khade Honge" - (Surah Mutaffifin : 6) *Fir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad…
- Al-Quran: Logon ke saath Neki karo, beshaq Allah Neki… Quran: 18-June: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ‟(Logon ke Saath) Neki ikhtiyar karo, Beshaq Allah Neki karnewalo se Mohabbat karta hai.' 📕 Surah Baqrah 2:195
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Apni badhai aur taarif na kiya karo Kyunki Allah ko malum… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahih Muslim me Zainab Binte Abi Salma (RaziAllahu Anhuma) se marvi ki, Unka naam badah (Nekokar) tha, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Apna tazkiya na karo (Yaani apni badhai aur taarif na karo) Allah ko malum hai ki tum me bura aur neki wala koun hai,…
- Qurbani Kya Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid Bin-Arkam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayet Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Ashab Ne Arz Kiya, Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Ye Qurbani Kya Hai, *Aap Ne Farmaya - "Tumhare Baap Ibrahim (Alaihi Salaam) Ki Sunnat Hai", *Unhon Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Sunnat aur Nawafil Namazein Ghar me Padhne ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid ibn Thabit(R.A) se Riwayat hai ke, RasoolAllah(ﷺ) ne Farmaya - "Farz Namaz ke Alawa (Sunnat aur Nawafil namazein) Ghar mein padhna meri is masjid (Masjid-e-Nabwi) me Namaz padhne se bhi afzal hai" - (Sunan Abi Dawud 1044-Sahih) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: जैद इब्ने थाबित (र.अ.) से रिवायत है के,…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Safaid Kapdey Pehena karo Kyun Ki Yeh Pakeeza aur… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Samurah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya: "Safaid (White) Kapdey Pehna Karo, Kyun Ki Yeh Pakeeza aur Saaf-O-Shafaf Hotey Hai. Aur Apne Murdon Ko Bhi Safaid Kapdon Me Kafan Diya Karo" - (Sunan an-Nasa'i 5323) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: समुराह (र.अ) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह…
- Sabko Allah Hi Ki Taraf Loutna Hai Allah Rabbul Izzat Ek Ayat Me Farmata Hai: ♥ Al-Quran: Aye Wo Logon Jo Imaan Laye Ho! Gour Se Suno Ke Allah Aur Uskey Rasool Jis Taraf Tumhe Bulatey Hai Uss Taraf Jao, Jab Ki Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss Cheez Ki Taraf Tumhe Bulatey Hai Jo Tumhe…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…