♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Sabse Buraa Khana (Worst Food) Waleema Ka Woh Hai Jiske Liye
Sirf Maaldar Log Bulaaye Jaaye Aur Gareeb (Poor), Mohtaj Logon Ko Pucha Na Jaaye..”
– (Bukhari, Muslim Sharif )
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Sabse Buraa Khana (Worst Food)
Related Posts:
- Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
- The worst kind of Usury ۞ Hadith: Narrated Said ibn Zaid (R.A) RasoolAllah (ﷺ) said "the worst kind of usury is revealing the defects of a Muslim or insulting him."
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Aadmi ne Pait se jyada Bura koi Bartan nahi bhara ۞ Hadees: Mikdam Ibn Madikarab (R.A) se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (ﷺ) ko yeh farmate huye suna ki - "Aadmi (Insan) ne Pait se Jyada Buraa koi Bartan nahi bhara. Ibne Aadam ko Chand Luqme Kaafi hai Jo Uski Peeth Ko Sidha Rakhe Agar Jyada Khana Zaruri ho tou…
- Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
- Sabse Bada Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya - "Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Saath Shirk…
- Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhu) Ki Shaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Meri Ummat Me Sabse Zyada Reham Dil Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Hai, *Aur Unme Se Allah Ke Deen Ke Bare Me Sabse Zyada Sakht Umar (RaziAllahu Anhu) Hai, *Hayaa Ke Aitbar Se…
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Allah Ke yaha Sabse zyada Mehboob wo Shaks hai Jo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Aadmi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kaha "ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! kounsa shakhs Allah subhanahu ko zyada mehboob hai aur kounsa amal Allah subhanahu ko zyada pasandida hai ? ..." *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "logo me sabse zyada mehboob Allah…
- Sabse Burey Shakhs Shahenshah/Shahjahan Naam Wale ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Allah Ta’ala Ko Sabse Zyada Ghussa Dilane Wala Aur Badtar (Extremely Bad) Shakhs Wo Hai, Jiska Naam Shahenshah / Shahjahan Hoga". - (Muslim Sharif, Book. 2, Pg No 208) »…
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Do Rukha (Daugla) Shakhs Sabse Bad'tar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Logon Me Sabse Bad'tareen Shakhs Wo Hai Jo Do Rukha (Dougla) Hai Jiska Kuch Logon Ke Samne Ek Rukh Hota Hai Aur Dusre Logon Ke Samne Dusre Rukh Se Milta Hai.." - (Sahih…
- Neki Ka Hukm Dena aur Burayi se Rokna Farz hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Abdullaah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaaya : "Allah ne mujhse pehle Kisi Ummat mein jitne bhi Nabi bheje, unki Ummat mein se unke kuch Hawaari aur Saathi hote they jo unki Sunnat par chalte aur unke Hukm…
- Sabse Acche aur Bure Hakim ki Pehchan - About the Best and… [bs-heading title="Roman Urdu" show_title="1" title_link="#RomanUrdu" heading_color="#ef4e56" heading_style="t6-s9" heading_tag="h4" custom-css-class="_h_lang"][/bs-heading] ۞ Hadees: Umar bin Khattab (R.A.) se riwayat hai ke Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ❝ Kya mai tumhe sabse acche aur bure Hakim ke bare na bata du ?" Sabse Acche Haqim wo hai jinse Tum(Riyaya) Mohabbat…
- Rozi aur Barkat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain - "Rozi aur Barkat Uss Ghar Ki Taraf Tezi Se Doudhti Hai Jis Me Mehmaan Ke Sath Khana Khaya Jata Hai.." - (Ibne Majah) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ke - "Barkat Tumhare Buzurgon Ke Saath Hai.."…
- Salaam Ka Charcha Karo aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Aye Logon! Tum Salaam Ka Charcha Karo aur (Logo ko) Khana Khilao aur Rishtedaro Ke Saath Achcha Sulooq Karo aur Raato Ko Jab Sab Log So Rahe Ho tou Tum Namaze Padho, Tum Aisa Karoge Tou Salamati Ke Saath…
- Hadees: Insan ke liye pakeezah tareen khana wo hai jo usne… Hadith: 3-April: Ummaha-tul-Momineen Aaisha (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Insan ke liye pakeezah tareen khana woh hai jo usne apni mehnat se kamaya ho. 📕 Abu Dawood 3528
- Walidain Ki Nafarmani Bahut Hi Bada Gunah Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mugeerah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan…
- Aadmi ke Buraa hone ke liye yehi kaafi hai ke Hadees of the Day Kisi Musalman ko Haqeer Samjhne ka Gunaah RasoolAllah (ﷺ) farmate hai – "Kisi Aadmi ke Bura hone ke liye yehi Kafi hai ke Wo Apne Muslim Bhai ko Haqeer samjhe. Har Muslim ki Jaan, Maal aur Izzat Tamaam Muslims par Haraam hain." 📕 Sahih Muslim :…
- Har Ek Se Khush Akhlaqi Se Pesh Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ayesha Siddiqa (R.A) fatmaati hain - "Ek (1) Shakhs ne Nabi-e-Kareem (ﷺ) se Milna Chaha, Tou Aapne farmaya ke Isko Aaney Do Ye Logon me bahut buraa hai. *Jab Wo Aaya tou Rasool'Allah (ﷺ) ne Uss se Bahut Khush Akhlaaqi se (Bahut Acchi Tarah) Baat Ki ,..…
- Sakth Dili Ka Ilaaj - Yateem Ke Sir Par Haath Pherna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "(Sakht Dili Ke Elaaj Ke Liye) Yateem Ke Sir Par Haath Phera Karo Aur Miskeeno Ko Khana Khilaaya Karo..." - (Musnad-e-Ahmad; Hadith no. 9018)
- Saat (7) Halaaq Karne Wale Gunaah se Bacho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi'Allaho Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Saat (7) Halaaq (Barbad) Karne Wale Gunaahon Se Baccho" *Sahaba Ne Arz Kiya: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Wo Kiya Hai"? Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - ∗ 1. Allah…
- Neyamato Par Shukr Ada Karne Ka Ajar ...... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Alaah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshak Allah Ta'ala Bandey Se Sirf Itni Si Baat Se Razi Ho Jata Hai Ke - Wo Khana Khaye Aur Phir Iss Par Allah Ka Shukr Ada Karta Hue (Alahmdulillah) Kahe Aur…