♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare
Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai..”
– (Tabrani Kabir: 3923)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Sabse Afzal Sadqa
Related Posts:
- Sabse afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye Hadees of the Day Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise Rishtedaar par kiya jaaye Umme Kulsoom (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Afzal Sadqa woh hai jo aise rishtedaar par kiya jaaye jis ne dil me dushmani chupa rakhi ho. 📕 Shoaib Ul Iman 3427
- Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sa'ad Bin Ubadah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Maine Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) se poochha "Kaunsa Sadqa Afzal hai.." Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) ne farmaya "Paani Pilana" - [Sunan Ibn e Maja, Jild : 3, Kitabul-Aadab; Bab No.8; Hadith No.3684, Page No.265] # Wajahat: Jahan par logo ko Pani ki Haajat…
- Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Hadees of the day Sabse Afzal Din Zill Hijjah ke 10 Din Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Dunia ke dino me Sabse Afzal din Zil Hijjah ke Dus din hai." 📕 Sahih Al Jami 1133
- Poshida Amal Afzal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai" - (Shuabul Imaan, Part-5) # Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna, Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe…
- Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Hadees of the Day Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai." 📕 Musnad al-Shihab 1280
- Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Haritha Bin Wahab (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par Aane Wala Hai Jab Ek Shakhs Apne Maal Ka Sadqa Lekar Niklega Aur Koi Usey Qubool Karney Wala Nahi Payega Jiskey Paas Sadqa…
- Fara'iz Ki Pabandi Sab Se Afzal Jihaad Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Gunaho Ko Chhorr Do, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Hijrat Hai, Aur Fara'iz Ki Pabandi Kiya Karo, Kyu Ke Yeh Sab Se Afzal Jihaad Hai Aur Zikr Allah Ki Kasrat Kiya Karo, Kyu Ke Tum Allah Ta'ala Ke Paas Kasrat-e-Zikr…
- Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad, Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna.." - (Tabranii Sharif)
- Hazaar Nawafil Rakat Parhne Se Afzal .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Zar (Razi'Allhu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Aaqa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhse Farmaya - "Aye Abu Zar! Tum Subha Ke Waqt Kitaab Allah Ki Ek Ayat Sikhlo Tou Ye Tumhare Liye So (100) Nawafil Parhne Se Afzal Hai - Aur Aagar Tum Subha Ke Waqt…
- Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
- Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
- Namaq, Aag Aur Paani Ko Rokna Halaal Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Kaha Ya Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kaun Si Cheez Ko Rokana Halaal Nahin ? *Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Paani, Namak Aur Aag Ko". *Ummul Mominin Farmaati Hai Maine Arz Kiya - "Yeh Paani Jo…
- Kisi ka Samaan Uthaane me Madad karna bhi Sadqa hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai” – (Bukhari; 2989) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “किसी का सामान उठाने में मदद कर देना भी सदका है” – (बुखारी; 2989) For more Islamic messages kindly…
- Sabse Bada Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya - "Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Saath Shirk…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Hadees: Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata… Hadith: 11 -July: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Patthar Kanta aur Haddi (wagairah) ka Raste se hata dena Sadqa (Sawab ka Kaam) hai.❞ 📕 Tirmidhi 1956
- Sadqa wa Khairat Museebat ke Sattar (70) darwaze band karta… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai ke, “Sadqa wa Khairat Museebat ke sattar (70) darwaze band kar deta hai” – (Tabrani Kabir, 6724) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है के, “सदका व खैरात मुसीबत के सत्तर (70) दरवाज़े बंद कर देता है” – (तबरानी कबीर, ६७२४)…
- Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhu) Ki Shaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Meri Ummat Me Sabse Zyada Reham Dil Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Hai, *Aur Unme Se Allah Ke Deen Ke Bare Me Sabse Zyada Sakht Umar (RaziAllahu Anhu) Hai, *Hayaa Ke Aitbar Se…
- Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai: *"Har Musalman Ko Chahiye Ki Sadqa Diya Kare !!!" • Logon Ne Puncha - "Agar Uske Paas Sadqa Dene Ke Liye Kuch Na Ho Tou Kya Kare ?" *Irshad Farmaya - "Apne Hatho Se Mehnat Majduri Karke Apne Aap Ko Bhi…
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Sabse Buraa Khana (Worst Food) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sabse Buraa Khana (Worst Food) Waleema Ka Woh Hai Jiske Liye Sirf Maaldar Log Bulaaye Jaaye Aur Gareeb (Poor), Mohtaj Logon Ko Pucha Na Jaaye.." - (Bukhari, Muslim Sharif )
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Allah Ke yaha Sabse zyada Mehboob wo Shaks hai Jo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Aadmi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kaha "ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! kounsa shakhs Allah subhanahu ko zyada mehboob hai aur kounsa amal Allah subhanahu ko zyada pasandida hai ? ..." *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "logo me sabse zyada mehboob Allah…
- Sabse Burey Shakhs Shahenshah/Shahjahan Naam Wale ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Allah Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qayamat Ke Din Allah Ta’ala Ko Sabse Zyada Ghussa Dilane Wala Aur Badtar (Extremely Bad) Shakhs Wo Hai, Jiska Naam Shahenshah / Shahjahan Hoga". - (Muslim Sharif, Book. 2, Pg No 208) »…