♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke –
“Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr
Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta..”
– (Tirmizi Sharif)
Home / Maah-e-Ramzan / Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi
Related Posts:
- Hadees: Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke… Hadith: 6-June: ✦ Roman Urdu: Abu Ayyub (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jisne Ramzan ke Roze rakhe aur is ke baad Shawaal ke 6 Roze rakhe tou goya is ne poore saal ke roze rakhe." ✦ हिंदी हदिस: अबू अयूब (र.अ) से…
- Ramzan me Umrah ka Sawaab Hajj ke barabar ✦ Mafhum-e-Hadith: Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ramzan ke Mahine me Umrah karna Hajj ke barabar hai." - Sunan Nasaii, Vol2, 21 - Sahih Subhan’Allah ! Gour karne wali baat hai ke Ramzan ka Umraah Hajj ke barabar sawab deta hai. Lekin…
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- Sab Rozo me Afzal Ramzan ke Baad Muharram ke Roze ki Fazilat Hadees of the Day Muharram ke Roze ki Fazilat Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya "Sab Rozo me Afzal Ramzan ke baad Muharram ke Roze hain, Jo Allah ka Mahina hai aur Baad Namaz-e-Farz ke Tahajjud ki Namaz hai." 📕 Sahih Muslim, Vol-3, 2755 Dekhe:…
- Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ,Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi Shakhs Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? Ramzan me Rozo ke liye Napaki ke halat me kya sehar karna durust hoga? Agar haa tou Gusl ka sahi wakt kounsa hai? Tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se Audio bayan ka muta'ala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe:…
- Shawwal ke 6 Rozo ki Fazilat Hadees of the Day Shawwal ke 6 Rozo Ki Fazilat Abu-Ayyub-Ansari (R.A) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya : "Jo Roze Rakhe Ramzan ke aur iske sath lagaye 6 Roze Shawwal ke tou isko humesha ke Rozon ka Sawaab milega." 📕 Sahih-Muslim, Hadees#2758📕 Sunan-Ibn-Majah, Hadees#1716 Ek aur Riwayat…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- Bagair Khaye Roze Se Roze Milakar Na Rakhey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira Se Mairvi Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Bagair Kuch Khaye Piye Roze Se Roze Milakar Rakhne Se Mana Farmaya" *Tou Ek Sahaba ne Arz Kiya Ki - "Ya Rasool'Allah! Aap Tou Issi Tarah Roze Rakhte Hai" *Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya…
- Ramadan Day 4 : Ramzan me Quran Nazeel hua saari Insaniyat… 04th Ramzan Quote: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Ramzan ka wo Mahina jis me Quraan ka Nuzool hua saari Insaniyat ki Hidayat aur Rahnumai ke liye.❞ 📕 Surah Baqrah 2:185
- Ramzan ki Fazilat: Part 4 4. Ramzan ka Umrah Hajj ke barabar sawab deta hai: ۞ Hadees: Hazrate Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne ek Ansari Sahabiya se farmaya “Ramzan Ke Mahine Me Umrah Karna Hajj Ke Barabar Hai.” [ Sunan Nasaii, Vol2, 21 – Sahih ] Subhan’Allah! Gour karne…
- Ramzan me Jannat ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai aur Dozakh… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - “Ramzan Aaya!! Ye Barkat Ka Mahina Hai ,.. Allah Ta'ala Ne Iske Roze Tumpar Farz Kiye, Isme Aasman Ke Darwaze Khol Diye Jaate Hai Aur Dozakh Ke Darwaaze Bandh Kar Diye Jaate…
- ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai ? ♫ Roza koun…
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Beshaq Allah Ta'ala Ek Zarraa Barabar Zulm Nahi Karta Aur Agar Neki Ho Tou Usey Doogni Kar Deta Hai Aur Khaas Apne Paas Se Bohot Badaa Sawaab Deta Hai". - [Surah(4): Al-Nisa: Ayat-40)
- Ummat Tamanna Karti Purey Saal Ramzan Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Masood Ghaffari (RaziAllahu Anhu) Se Ek Taweel Hadees Riwayat Ki - Uss Me Ye Bhi Hai Ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Bandon Ko Ma'aloom Hota Ki Ramzan Kya Cheez Hai, Tou Meri Ummat Tamanna Karti Ke Purey Saal Ramzan Ho..." - (Ibne Khazina)…
- Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata Hai Aur Iss Mahine Me Allah Se Maangne Waala Mehroom Nahi Rahta..." - (Shoaib-ul-Emaan Hadith no.3627) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Ramadan Day 17 | Ramzan aur har Maah ke 3 Roze ki Fazilat Ramadan Day 17 ✦ Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:❝ Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko ....
- ♫ Ramzan ki Fazilat - Ahmiyat aur Masaail ♫ Ramzan ki Fazilat - Ahmiyat aur Masaail Free Download Audio Bayan of Ramzan Ki Fazilat, Ahmiyat aur Masaail, Shabe Qadr ki Hakikat aur Fazail by Adv Faiz Sayed. ♪ Ramzan ki Fazilat – Part (I) ♪ Ramzan ki Fazilat - Part (II) ♪ Ramzan Ki Fazilat - Part (III)…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- ♪ Roze Chorne se Bacha kare Roze Chorne se Bacha kare Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫…
- Islaam Ke Paanch(5) Sutoon ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Islaam Paanch (5) Sutoono Par Khada Kiya Gaya Hai, (1). Ek Ye Ke Allah Hi Ki Ibadat Ki Jaye Aur Uske Siwa Tamaam Jhoote Maboodo Ka Inkaar Kiya Jaye, (2). Namaaz Parhna,…
- Jiske Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Masood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jis Aadmi Ke Dil Me Jarrey Barabar Bhi Guroor Hoga Wo Jannat Me Nahi Jayega!". Ek Aadmi Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam)! "Hum Me Har Aadmi Yah…
- ♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare? ♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare? Ramzan me Aurat ko Roze ki halat me Haiz Aajaye tou kya kare? tafsili jankari ke liye is Audio clip ka muatala kare, jazakAllah khair. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun…