♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hain –
“Rozadaar Ke Liye Do Khushiya Hai, Ek “Iftar” Ke Waqt
Aur Doosri Apne Rab Se Milne Ke Waqt (Aakhirat Me) Hogi..”
– (Bukhari/Muslim Sharif)
Home / Maah-e-Ramzan / Rozadaar Ke Liye Do Khushiya Hai ….
Related Posts:
- Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]
- Achche Akhlaaq Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummaha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Beshaq Momin Achche Akhlaaq Ke Sabab,Rozadaar Aur Tahajjud Gujaar Ka Darja Pa Leta Hai." - (Sunan Abu Dawud #4798) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्माहतुल मोमिनीन आयेशा (रजीअल्लाहु अन्हा) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega..." - (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Qayamat Ke Qareeb Ilm Utha Liya Jayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ki Nishaniya : Qatal-e-Aam Hoga « Abdullah (RaziAllahu Anhu) Aur Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irhsad Farmaya: "Qayamat Se Pehle Aise Din Ayenge Jin Me Ilm Utha Liya Jayega, Jahalat Utari Jayegi Aur Kasht-O-Khoon Ba-Kasrat Hoga". - (Sahih Bukhari…
- Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jannat Ke Do Darwaze Uss Shakhs Ke Liye Khole Jaate Hai Jiska Din Shuru Aise Hota Hai Jisme Uske Waliden(Maa-Baap) Usse Raazi Ho". - (Jame Al-Sadat : Jild-2, Page-259 )
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Nikah ke Liye Mehar Ki Sabse Kum Miqdaar Kitni ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Nikah Karo Chahe (Mehar Dene Ke Liye) Ek Lohey Ki Anguthi Hi Kyu Na Dena Padey.." - (Bukhari Sharif)
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Rehem Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Woh Log Allah Ta'ala Ki Khaas Rehmat Se Mehroom Rahenge Jin Ke Dilon Me Dusron Ke Liye Reham Nahi Hai, Aur Jo Dusron Par Taras Nahi Khaate" - (Bukhaari, Muslim Sharif)
- Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmatey Hai - "Jab Koi Aisa Shakhs (Tumhari Ladkiyo Ke Liye) Nikah Ka Paigam Bheje, Jis Ki Deendari Aur Akhlaaq Tumhe Pasand Ho, Tou Tum Uss Se Nikah Kara do, Agar Aisa Na Karoge Tou Duniya Me Fasaad Phail Jayega.." -…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Aamaal Ke Sawaab Ka Daromadar Niyato Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umar Bin Al-Khattab (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Amal Ka Daromadar Niyat Par Hai Aur Har Shaksh Ko Wohi Milta Hai Jiski Wo Niyat Karey - Isliye Jiski Hijrat (Emigration) Allah Aur Uskey Rasool Ki Raza Hasil Karney Ke Liye…
- Rizq-e-Halaal Kamaney Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache, Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare Tou Wo Qayamat Me Iss Taraah Aayega Ke Iska Chehra Chaudhvin Ke Chand Ki…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Betiyan Qayamat ke din jahannam se uski aad (protection)… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aisha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki, Rasool'Allah (SalAllahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "jiski betiyan ho aur wo unke saath neki kare tou wo Qayamat ke din jahannam se uski aad (protection) hongi.." - Sahih Muslim, Vol 6, 6693 ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aisha (RaziAllahu Anha) se rivayat hai ki,…
- Ilm Hasil Karnewale Ke Liye Beshumar Neymate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya - 'Jo Shakhs Ilm Ki Talab Me Chalta Hai, Allah Ta’ala Uske Liye Jannat Ka Raasta Aasaan Farma Deta Hai Aur Talibe-Ilm Ke Liye Farishte Apne Paron Se Saaya Karte Hain. Talibe-Ilm Ke Liye…
- Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij)…
- Mayyat Ke Ghar Khaanaa Pakaa Kar Bhijwaana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Jaafar(RaziAllahu Anhu) farmate hain ke, jab Jaafar ki wafaat ki khabar aai to Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Aale Jaafar ke liye khaana Taiyyar karo in Logo’n par Aisee museebat aai hai Jis me wo khaana nahi pakaa sakenge." - (Abu Dawood: al Janaaez 3132…