Roza Baatini(Internal) Ibadat Hai Kyu Ke
Hamare Bataye Bagair Kisi Ko Nahi Pata Chal Sakta Hai Ke
Hamara Roza Hai Aur Allah Ko Baatini Ibadat Ziyada Pasand Hai.
– (Aljama Sagheer P-146 H-2415)
Home / Maah-e-Muharram / Roza Baatini Ibadat Hai ….
Related Posts:
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Adha Ka Roza Nahi .... » Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke Hadees Me Hai. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Karte Hain Ke - "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha Ke Din Roza Rakhne Se Manaa Kiya Hai" - (Bukhari Jild…
- Rozo Me Bhi Behuda Baato Se Bacha Jaye .... » Haq Baat: Sirf Khane-Peene Se Baaz Rahne Ka Naam Roza Nahi Balke Roza Tou Ye Hai Ki Behuda Baato Se Bacha Jaye - (Haakim)
- Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta.." - (Tirmizi Sharif)
- ♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Roza kin Cheezo se toot sakta hai? wo kounse amal hai jiski wajah se roza toot'ta hai, tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ko jarur suney, jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya…
- ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka… Roza Chorne ka Azab Kin Logo ko Roza na rakhne ki chooth hai aur bewajah Roza chorne ka azab kitna khatarnak ho sakta hai? tafseeli jankari ke liye is audio clip ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Napaki ki Halat me…
- Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai." - (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai ? ♫ Roza koun…
- ♪ Roze Chorne se Bacha kare Roze Chorne se Bacha kare Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫…
- ♫ "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? "Roza Lag raha" Bolna kaisa hai? Aksar Roze me Kamzori Aane ki wajah se Log ajib ajib baate kehne lagte hai, to kya aisa kehna jayaz hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala karte hai,. jazakAllah khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na…
- Geebat Ki Ta'arif - What is Backbiting ? "Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska Apna Paida Kiya Hua Aib Ho, Usey Bayan Karna Geebat Hai,.." - (Ahyaul Uloom J:3 S:141) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ke Bad'tarin Bande Woh Hai Jo Logon…
- Ramzan Ka Mukhtasar Taruf by Adv. Faiz Syed Ramzan Ka Mukhtasar Taruf, What is Ramadan? , what is roza in islam, roza fasting, importance of fasting in islam, fasting in islam rules, types of fasting in islam, concept of zakat in islam, what is laylatul qadr, importance of shab e qadr in urdu
- Ramzan ki Fazilat: Part 2 Ramzan ki Fazilat kya hai ? Waise tou Ramzan ki fazilatey beshumar hai lekin tamam fazilatey iss Mukhtasar se Unwan me ginwana humare liye mushkil hai, lihaja chand aham fazilato ka hi zikr karne wale hai. 1. Ramzan ke Mahine ko Allah ne Farz Ibadat ke liye Muntakhib kiya: Tou…
- ♫ Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur… Ramzan me Roze ki Halat me Humbistari karne ka Gunaah aur uska Kaffara Roze ki Halat me miya biwi ka aapas me humbistari karna kitna bada gunah hai, aur uska kaffara kya hai ? tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ka mutala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur…
- ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai? Ramzan me Rozo ke liye Napaki ke halat me kya sehar karna durust hoga? Agar haa tou Gusl ka sahi wakt kounsa hai? Tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se Audio bayan ka muta'ala kare. jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe:…
- ♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare? ♫ Ramzan me Aurat ko Haiz (Menses) aajaye tou kya kare? Ramzan me Aurat ko Roze ki halat me Haiz Aajaye tou kya kare? tafsili jankari ke liye is Audio clip ka muatala kare, jazakAllah khair. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun…
- ♫ Saher aur Iftar Ka Tariqa aur Kuch Galat Fahmiya Saher Aur Iftar ka Tariqa aur Kuch Ghalat Fahmiya Saher aur Iftar Kaise kare, uska mukammil Tariqa aur uske talluk se Kuch Galat Fahmiyo ka ijala janne ke liye is mukhtsar si audio clip ka jarur mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫…
- Islamic Quiz 197 Ehtelam (Wet Dream) ho jaye toh Roze ka kya hoga? A. Roza Toot Jayega B. Roza Nahi Tootega C. ? D. ? GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Roza Nahi Tootega Daleel : Agar kisi ko Neend me Ehtelam ho jaye tou uska Roza…
- Nifaas Ki Muddat ..... » Nifaas Ki Muddat Zyada Se Zyada 40 Din « Aksar Aurto Me Ye Baat Mashhoor Hai Ki Bachcha Jan'ne(Yani Bachcha Janam Dene) Ke Baad Pure 40 Din Tak Laazim Napaak Hi Rehti Hai. Ye Bilkul Galat Hai. Nifaas Ki Muddat Zyada Se Zyada 40 Din Hai, Agar 40 Din…
- Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ,Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi Shakhs Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De…
- Islamic Quiz 195 Roze ki Halat me Ulti ho jaye to Uske Roze ka kya hoga? A. Roza Toot Jayega B. Roza Nahi Tootega C. ? D. ? GET ANSWER ka Sahih jawab hai : Option ( B ) ✅ Roza Nahi Tootega Daleel : Agar kisi ko Roze ki Halat me Ulti…
- Roza Iftar ki Dawat denewalo ke liye Dua ✦ Mafhum-e-Hadees: Abdullah bin Zubair (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne Muadh (RaziAllahu Anhu) ke wahan Roza Iftar kiya tou (Unko ye) Dua di ❝Aftara Indakumus-Saimun, Wa Akala Taamakumul-Abrar, Wa Sallat Alaikumul- Malaikah ❞〘Rozedar tumharey yahan iftar karey, nek log tumhara khana khaye aur farishtey tumharey liye…
- Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta’ala Ne (Sarai) Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di aur Musafir, Doodh Pilane Waali aur Pait Me Baccha Waali (Pregnant) Aurat Se Roza Muaf Kar Diya Gaya." - (Abu Dawud 2402.) # Sabaq: Yaani…
- Youm-e-Arfa ka Roza aur Uski Fazilat Arfa - 9 Zil Hijja ka Roza 2022 (India) India me Youm-e-Arfa ka Roza Saturday, 9 July 2022 ko hoga. SEHRI 4:22 | IFTARI 7:17 (Mumbai, Pune) <<<<<<<<< ۞ >>>>>>>>> Mafhum-e-Hadees Youm-e-Arfa ke Roze ki Fazilat Abu Qatada (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) se Youm-e-Arfa (9 Zil…