Rizq-e-Halaal Kamaney Ka Ajar ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke –
“Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache,
Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare
Tou Wo Qayamat Me Iss Taraah Aayega Ke Iska Chehra Chaudhvin Ke Chand Ki Tarah Chamakta Hoga”.
(Shoabul Emaan, Jild 7, Page No. 298, Hadith no.10375)

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: