♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam
Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai..”
– (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar
Related Posts:
- Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai." - (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdul Rahman (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho: Tou Allah Ta'ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega, Aur Uski Muflisi Dono Aankhon Ke Darmiyan Kar Dega Aur Duniya Usko Utni Hi Milegi…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Roze Qayamat Maaldar Log Miskino Par Rashk Karenge ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jab Baroze-Qayamat Ahle Balaa (Yaani Duniya Me Bimaariya, Pareshaniya Uthanewaley) Ko Sawaab Ata Kiya Jayega Tou Aafiyat Wale (Maaldar Aur Duniya Me Khus Rehnewale Log) Tamanna Karenge, Kaash ! Duniya Me Hamaari Khaale Kechiyon Se Kaati Jaati. (Tou Aaj Hume…
- Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai, - Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke, Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche - Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai…
- Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai, Qayamat Ke Din Uss Ki Zubaan Aag Ki Hogi.." - (Mishkat Shareef)
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Tanhai behtar hai burey Ham'nasheen se aur Accha Ham'nasheen… ✦ Mafhum-e-Hadith: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: ❝ Tanhai behtar hai burey Ham'nasheen se aur Accha Ham'nasheen behtar hai tanhai se aur bhalaai ka sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai burayi ki taleem se.❞ -Shoaib Ul Iman 4993 English…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Hadees: Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur… Hadith: 22-March: Imran (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟ Bhali baat sikhana behtar hai khamoshi se aur khamoshi behtar hai buri baat sikhane se. 📕 Shoaib Ul Iman 4993
- Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai". - (Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322) » Note: Surkh Unthon Ki…
- Kisi Takleef Ki Wajah Se Mout Ki Aarzu Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Me Se Koi Shakhs Kisi Takleef Ki Wajah Se Jo Tumhe Pohanchi Ho, Mout Ki Aarzoo Na Kare. Aur Agar (Takleef Ki Noeyat Aysi Ho Keh Iss Ke Bagair) Chara Na Ho Tou Iss Tarhan Dua Kare, "Aye Allah !…
- Ghuroormand Ilm Waala Jannat Se Mehroom Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Marwi Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Ne Ilm Haasil Kiya Jis Se Allah Ki Razamandi Haasil Ki Jaati Hai Lekin Agar Woh Ye Ilm Hasooli Duniya(Duniya Ko Nicha Dikhane) Ke Liye Seekhta Hai Tou Qayamat Ke Rouz…
- Agar Allah Ke Bande Allah Se Duniya Me Khauf Rakhenge ... ♥ Hadees-e-Qudsi: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Huye Suna Ke - Allah Ta'ala Ne Farmaya - "Mujhe Apni Izzat Ki Qasam ! Main Apne Bande Par Do (2) Khauf Aur Do (2) Aman Ikatthe Nahi Karunga. Agar Wo Mujhse Duniya Me…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Jannat ki adna see jagah Dunia se behtar Hadees of the Day Jannat ki adna see jagah Dunia se behtar Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jannat mein Ek Kooda Rakhne Jitni Jagah Duniya aur is mein Jo kuch hai, Sab se Behtar hai." 📕 Sahih Bukhari: 6415
- Zakaat ka Bayan: Quran ki Roshni mein Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Rasool'Allah!) Aap farmao, Beshaq! Mera Rab Rizq Wasi’a farmata hai Apne Bando me Jiske liye Chahe aur Tangi farmata hai Jiske liye Chahe aur Jo Cheez Tum Allah ki Raah me Kharch karo Uske Badley aur Dega aur Woh Sabse Behtar Rizq dene wala hai." [ Quran;…
- Sakhawat Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummahat Ul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Sakhawat(Daryadili) Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur Uski Tehniyan Duniya Me Zhuki Hui Hain, Jo Iski Ek Tehni Ko Pakad Lega Wo Tehniyan-Tehniyan Jannat Me Pahuch Jayega! *Aur Kanjusi Ke Darakht…
- Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Tum Me Behtar Woh Hai Jiski Wajeh Se Ziyada Logon Ko Fayida Pohnche.." - (Bukhari Sharif)
- (Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho, Insano Ke Fayde Ke Liye Tumhe Nikala (Paida Kiya) Gaya Hai, (Tum Behtar Isliye Ho Kyun Ki) Tum Nek Kaamo Ke Liye Hukm Dete Ho Aur Burey Kaamo Par Ayetraz Kartey Ho Aur Allah Ke Upar Emaan Rakhte…
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Rehmat (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam Hai Jisko Allah Ne Zameen Par Utaara Hai. Lihaza Usko Aapas Me Khub Failao Qunki Musalman Jab Kisi Qoum Par Guzarta Hai Aur…