Quraan-e-Majid Huzoor Ka Aayinadar Hain! …..

» Azeem Haqikat: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Arbi (Arab Ke) Hain Tou Quraan Bhi Arbi!
Jab Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Makka Me They Tou Waha Par Jo Wahi(Paigam) Allah Ta’ala Ki Jaanib Se Aap Per Nazil Hui Wo Aayatain MAKKI Kehlayi!
Jab Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Madina Munnawara Me They Aur Waha Aap Per Allah Ta’ala Ki Aur Se Jo Wahi(Paigam) Nazil Hui Woh Quraani Aayatain MADNI Kehlayi Gayi!
Jitna Padhker Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Namaz Me Ruku Kerliya Tou Uss Hisse Ka Naam Ruku Hogaya!
Jis Jagah Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ruku Ker Saans Le Li Wo Jagah Aayat Ban Gayi!
Jis Jagah Bina Saans Todey Tehre, Wo Jagah Sakhta Kehlayi!
Quraan-e-Majid Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Aayinadar Hain!
(Tafsir-A-Nayimi : @[156344474474186:])

5/5 - (2 votes)

Leave a Reply

Related Posts: