♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain –
“Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye
Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur
Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,..”
– (Sirat-A-Gaus-A-Alal-Aazam, Pg-105)
Home / Buzurgan-e-Deen / Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain
Related Posts:
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Allah Ta'aala Humse Taqwa Aur Ikhlas Chahta Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki, Allah Ta'aala Tumhare Jaahiri Amaal Ko Nahi Dekhta, Wo Tumse Taqwa Aur Ikhlas Chahta Hain, Usney Apni Kitaab(Qalaam) Me Saaf-Saaf Farma Diya Hai Ki "Mujh Tak Tumahra Qurbani Ka Gosht Aur Khoon Nahi Pahuchta ! Balki Tumahra Taqwa Pahuchta…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Jis Amal Me Tujhe Halawat Na Miley ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Irshad Farmate Hain - "Jis Amal (Ibadat, Riyazat, Neki) Me Tujhe Halawat (Meethas) Na Miley, Yun Samajh Ke Tuney Usey Kiya Hi Nahi". - (M.Jamal Mustafaai)
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Taqdeer Se Ladai Jhagda Aur Mukhalifat Na Kar .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki - "(Aye Ibn-e-Aadam !) Taqdeer Se Ladayi-Zagda Aur Mukhalifat Na Ker Warna Tu Tabah Ho Jayega, Tu ALLAH Ke Her Kaam Per Raazi Reh! Jab Dil Durust Hota Hain Tou Nazar Bhi Durust Hoti Hain, Aur Jab Dil Durust…
- Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki - Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou Aisa Badla Lo Ke, Saamne Wala Zindagi Bhar Yaad Rakhe, Aur Aisa BADLA ! Muaf Kar Dena Hain".
- Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alaihi) Farmate Hai: Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho Unki Sohbat(Dosti) Ikhtiyar Karo ∗(1). Ilm, ∗(2). Amal, ∗(3). Ehsaan
- Tamaam Khubiyon Ka Majmua Ilm Sikhna .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Tamaam Khubiyon Ka Majmua Ilm Sikhna, Uspar Amal Karna Aur Doosro Ko Sikhana Hai".
- Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai, *Taqdeer Ke Saaye Me Aaraam Karo, *Sabr Ko Apna Takiya Banalo, *Taqdeer Ki Muafiqat Ko Apne Gale Ka Haikal (Locket) Banalo! *Mote-Mote Kapde Pahen Lene Se Bujurgi Nahi Paida Hoti, *Asal Bujurgi Tou Rooh Ki Bujurgi Hain Fir Uskey Baad…
- Maa Ek Darakht Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya - "Maa Ek Darakht(Tree) Hai Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai.." - (Sirat-e-Fatima)
- Iftaar Karo Tou Usme se Fakiron aur Garibon Ko Bhi Khilaya… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki, "Saahibo! Roza Rakho, Lekin Jab Iftaar Karo Tou Thodasa Khana Apni Iftaari Me Se Faqeeron Aur Gareebon Ko Bhi De Do! Akele Mat Khao! Kyonki Jo Shakhs Tanha Khata Aur Dusron Ko Nahi Khilaata, Usper Khauf Hain Ki Mohtaj,…
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Pahle Baatin Ko Sawaaron Fir Jaahir Ko Baad Me! .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Quraan Ka Ek Kinara Allah Ke Hath(Dast-e-Qudrat) Me Hai Aur Dusra Makhlooq Ke Hath Me, Bas Isi Ko Allah Ta'ala Tak Pahuchne Ka Wasila Banaao Amal Karke! Pehle Makaan Ko Ander Se Banaya Jata Hai, Baaher Baad Me! Isi…
- Badnigahi Deen Ka Safaya Ker Degi .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "(Aye Ibne Aadam !) Aisi Jagah Mat Baith Jahan Teri Tabiyat Ka Josh Bhadak Ker Khud Tere Hi Emaan Ke Ghar Ko Aag Laga De, Jab Teri Tabiyat, Khwaish, Nafs Aur Tere Ander Ka Shaitaan Yeh Sab Bhadak Uthenge…
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Tamam Galtiyon Ke Pichhe Sirf 2 Hi Cheeze .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai: Tamaam Galtiyon Ke Pichhey Sirf 2 Hi Cheeze Chhupi Hui Hoti Hai. (1) Ilm Ki Kami, aur (2) Takabbur.
- Jab Tak Tumhara Itraana Aur Ghussa Karna Baaki Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tak Tumhara Itrana Aur Ghussa Karna Baaki Hai, Apney Aap Ko Ahal-e-Ilm Me Shumaar Na Karo. - Shaykh Abd-Ul-Qadir Jilani(Rehmatullah Alayh)