Poshida Amal Afzal Hai

♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Zahiri Amal Ke Muqabley Me Poshida Amal Afzal Hai”
(Shuabul Imaan, Part-5)

# Wajahat: Poshida Amaal Se Muraad Hai Chupkar Ya Logon Se Chupakar Neki Karna,
Jaise Kisi Ko Koi Cheez Sadqa Karna Iss Niyat Se, Ke Koi Dekhe Ya Na Dekhe Lekin
Hamara Rab Jarur Hamare Iss Amaal Se Bakhabar (Wakifkaar) Hai.
Aur Agar Koi Zahiri Amal Hum Logon Me Shohrat Ke Niyat Se Karte Hai Tou
Yeh Riya aur Khudpasandi Hai Aur Allah Kisi Khudpasand Aur Takabbur Karnewalo Ko Pasand Nahi Karta.

♥ Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Toufiq De !!! Ameen !!!

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: