♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Katada Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Peer Ke Din
Roze Ke Baare Me Pucha Gaya Toh,
*Aapne Faramaya Ki: “Issi Din (Monday) Meri Paidaish Hui Aur
Issi Din Se Mere Upar Nuzul Quraan Ki Ibtida Hui”.
– Sahih Muslim Book 006, Hadith no. 2606.(English Book Refrence)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Peer Ke Din Ka Roza ….
Related Posts:
- Badan Ki Zakaat Roza Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai ,.." - (Ibne Majah)
- Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Adha Ka Roza Nahi .... » Eid Ka Roza: Eidain (Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha) Ka Roza Rakhna Manaa Hai, Isliye Ke Hadees Me Hai. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Karte Hain Ke - "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Eid-Ul-Fitr Aur Eid-Ul-Azha Ke Din Roza Rakhne Se Manaa Kiya Hai" - (Bukhari Jild…
- Jannat ke darwaze Peer aur Jumairat ke din khole jate hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu hurairah (RaziAllahu anhu) se rivayat hai RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Jannat ke darwaze Peer(Monday) aur jumairat (Thursday) ke din khole jate hain, phir har uss Bande ki maghfirat hoti hai jo Allah Ta'ala ke saath Shirk nahi karta aur Siwaye uss Shaksh ke jo Qeena…
- Saari umr ke Roze bhi Ramzan ke Rozo ke barabar nahi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ramzan Ka Roza Qasadan Chhode Phir Chahe Tamaam Umr Roza Rakhe Woh Uske Barabar Nahi Ho Sakta.." - (Tirmizi Sharif)
- Allah Ki Raah Me Roza Rakhne Ka Sawab ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sayeed Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) Ne Farmaya Ki "Jo Ek Din Roza Rakhe Allah Ki Raah Me Tou Allah Uske Munh Ko 70 Baras Ki Raah Tak Dojakh Se Door Kar Deta Hai." - (Sahih Muslim, Vol 1, Hadith no. 2713)
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi Na Chorey Ramadan ke Baad kya kare ? Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi na Chorey Namaz 5 Waqt ki Namaz Allah Ta'ala ne Musalmano par Hamesha ke Liye Farz ki hai, Sirf Ramadan me nahi Lehaza Jo Ramadan me Humne 5 Waqt ki Namaz Padhi Usko Jaari Rakhe Uske…
- Jhoote aur Dagabajo Ka Bhi Roza Kabool Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore Tou Allah Ta'ala Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De..." - (Sahih Bukhari, 1903) # Sabaq: Allah Ta'ala Unka Roza Hargiz…
- Roza Baatini Ibadat Hai .... Roza Baatini(Internal) Ibadat Hai Kyu Ke Hamare Bataye Bagair Kisi Ko Nahi Pata Chal Sakta Hai Ke Hamara Roza Hai Aur Allah Ko Baatini Ibadat Ziyada Pasand Hai. - (Aljama Sagheer P-146 H-2415)
- Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta’ala Ne (Sarai) Musaafir Se Aadhi Namaz Muaf Farma Di aur Musafir, Doodh Pilane Waali aur Pait Me Baccha Waali (Pregnant) Aurat Se Roza Muaf Kar Diya Gaya." - (Abu Dawud 2402.) # Sabaq: Yaani…
- Roza Dozakh Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Roza Dozakh (Hell) Se Bachne Ke Liye Ek Dhaal Hai ,Isliye (Jo Rozedar Ho) Wo Na Tou Biwi Se Humbistari Karey Aur Na Fahash (Buri) Aur Jahalat Ki Batein Kare *Aur Agar Koi Shakhs Uss Se Ladey Ya Usey Gaali De…
- Peer aur Jumeraat (Monday & Thursday) ko Bande ke Aamaal… [tabs] [tab title="Roman Urdu"]♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshaad farmaya - "Har Peer aur Jumeraat (Monday & Thursday) ke din Allah Ta'ala ke saamne bando ke amaal pesh kiye jaate hain, Chunache Allah Ta'ala uss din har uss shakhs ki jo Allah…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Agar Koi Bhul Gaya Aur Kuch Kha Pee Liya Tou Usey Chahiye Ki Apna Roza Puraa Karey - Kyonki Usey Allah Ne Khilaya Aur Pilaya Hai." - (Sahi Bukhari, Vol 3, Hadith no.1933)
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Rozo Me Bhi Behuda Baato Se Bacha Jaye .... » Haq Baat: Sirf Khane-Peene Se Baaz Rahne Ka Naam Roza Nahi Balke Roza Tou Ye Hai Ki Behuda Baato Se Bacha Jaye - (Haakim)
- Tum par Ramzan ka Mubarak Mahina Aaya hai Allah Ta'ala Quran-e-Kareem me Irshad Farmata Hai - "Maahe Ramzan Wo Hai Jismey Quran Utara Gaya, Jo Logon Ko Hidayat Karne Wala Hai Aur Jismey Hidayat Ki Aur Haqq-Wa-Batil Ki Tameez Ki Nishaniyan Hain. Tum Me Se Jo Shakhs Is Mahine Me Muqim (Alive) Ho, Usey Roza Rakhna Chahiye. Haan…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Maah-e-Shabaan ke Rozey Maah-e-Shabaan ki fazeelat me Muta’addad Ahadees aayi hain, magar in me se aksar riwayaat Zaeeh hain. tahem baaz Saheeh Ahadees se bhi Shabaan ki fazeelat maloom hoti hai. ✦ Mafhoom-e-Hadees: 1). Hazrate Ayesha (R.A) se riwayat hai ke Unhone farmaya ke maine Nabi Kareem (ﷺ) ko Shabaan se ziada (Ramazan…
- ♫ Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Kin Cheezon ke karne se Roza toot jata hai? Roza kin Cheezo se toot sakta hai? wo kounse amal hai jiski wajah se roza toot'ta hai, tafseeli jankari ke liye is mukhtasar se audio bayan ko jarur suney, jazakAllahu khairan kaseera. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka… Roza Chorne ka Azab Kin Logo ko Roza na rakhne ki chooth hai aur bewajah Roza chorne ka azab kitna khatarnak ho sakta hai? tafseeli jankari ke liye is audio clip ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Napaki ki Halat me…
- ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Roza na rakhne ki kisko Chut hai? Ramzan me roza koun log nahi rakh sakte?, Kin Logo ko Ramzan ke Roze Muaf hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Napaki ki Halat me kya Saher kar sakte hai ? ♫ Roza koun…
- Roza Iftar ki Dawat denewalo ke liye Dua ✦ Mafhum-e-Hadees: Abdullah bin Zubair (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne Muadh (RaziAllahu Anhu) ke wahan Roza Iftar kiya tou (Unko ye) Dua di ❝Aftara Indakumus-Saimun, Wa Akala Taamakumul-Abrar, Wa Sallat Alaikumul- Malaikah ❞〘Rozedar tumharey yahan iftar karey, nek log tumhara khana khaye aur farishtey tumharey liye…
- ♪ Roze Chorne se Bacha kare Roze Chorne se Bacha kare Roza Chorna Kitna bada gunah, iska Azab kitna sakth hai, Tafseeli jaankari ke liye is Audio Bayan ka mutala kare. Aur bhi Dekhe: ♫ Roza na rakhne ki kisko Chut hai? ♫ Roza koun log nahi rakh sakte aur Bewajah Roza Chorne ka Azab ♫…