Har Nek Kaam me Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Har Nek Kaam me Sadqa hai … Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se rokna…
Raste se Takleef dene waali Cheez ko hata dena ۞ Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya: ❝Mujh par Meri Ummat ke acche aur burey tamaam Aamal pesh kiye gaye, yahan tak ke Rastey se takleef dene waali cheez ko hata dena maine acche aamal me dekha aur Masjid me Thuka Jaaney wala woh thuk jisey dafn naa…
Insani Jism me 360 Joints ka Saboot ! 1400 saalo se hai… ✦ Hadith : Ummahatul Momineen Ayesha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝Har Insan ki takhleeq me 360 Jod (Joints of Bones) banaye gaye hain, so jis ne Allahu Akbar kaha, Alhamdulillah kaha, La’ilaha Illa’llah kaha, SubhanAllah kaha, Astagfirullah kaha, Raaste se Patthar ya Kanta ya Haddi…
Behtar Aawaaz Me Salaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Allaihi WaSallam) Ne Farmaya: "Jab Tum Me Se Koi Shakhs Apne Islami Bhai Ko Miley, Tou Usko Salaam Kare, Aur Agar Unke Darmiyan Darakht, Deewar Ya Patthar Wagairah Koi Cheez Ki Aad Ho Jaye Aur Wo Shaqs Dobara…
Neki ka Huqm do aur Burayi se rokte raho ✦ Mehfum-e-Hadith: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ❝Tum jaroor Neki ka Hukm dena aur burayion se rokna agar tum ne aisa na kiya tou Allah Ta'ala tum par apna Azaab musallat farma dega, phir tum duayen bhi mangoge tou wo qubool na hongi. ❞ - Tirmizi Sharif
Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai ... Hadees Of The Day Hadees: Bhai ke samne Muskura dena bhi Sadqa hai Abu’zar (R.A.) ne kaha ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne Irshad farmaya ke - Apne Kisi (Musalman) Bhai ke Samney (Khushi se) tumhara Muskura dena ye bhi Sadqa hai.Aur kisi ko Acchi Baat ka Hukm Dena aur boori baat se…
Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Hadees of the Day Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai Abdullah Ibne Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ‟Sabse Behtareen Sadqa aapas me Sulah kara dena hai." 📕 Musnad al-Shihab 1280
Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par ♥ Mafhoom-e-Hadees: Haritha Bin Wahab (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sadqa Karo! Ek Aisa Zamana Bhi Tum Par Aane Wala Hai Jab Ek Shakhs Apne Maal Ka Sadqa Lekar Niklega Aur Koi Usey Qubool Karney Wala Nahi Payega Jiskey Paas Sadqa…
Allah ki Makhlook ko rahat Pohuchana sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sa'ad Bin Ubadah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai, Maine Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) se poochha "Kaunsa Sadqa Afzal hai.." Aap (Sallallahu Alayhi Wa Sallam) ne farmaya "Paani Pilana" - [Sunan Ibn e Maja, Jild : 3, Kitabul-Aadab; Bab No.8; Hadith No.3684, Page No.265] # Wajahat: Jahan par logo ko Pani ki Haajat…
Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
Fitra / Sadqa-e-Fitr / Zakaat al Fitr Kya hai aur kyun dete… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ 1. SADQA-e-FITR / ZAKAT AL-FITR Kya Hai? Sadqa-e-Fitr ya Zakat al-Fitr, jise hum aam taur par ‘Fitra’ ke naam se jaante hai, yeh ek aisa Sadqa hai jo aap ke tamaam Rozo ko Paak karta hai. yeh ek khane pine ki cheez ki Shakal me di jaati…
Sadqa-e-Fitr Gurba-O-Masakeen Ka Haq Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Azad Ghulaam, Mard, Aurat aur Har Chotey Badey Musalman Per 1 Saa Khajoor Ya 1 Saa Jo’bator Sadqa Fitr Ada Kerna Farz Kia hai aur Isey Logon ke Namaz-e-Eid Ke Liye Nikalne Se Qabl…
Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
Kisi ka Samaan Uthaane me Madad karna bhi Sadqa hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai” – (Bukhari; 2989) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “किसी का सामान उठाने में मदद कर देना भी सदका है” – (बुखारी; 2989) For more Islamic messages kindly…
Har Jaandaar ke Saath Neki karne ka Sawaab Milta Hai (There… ✦ Hadees: Roman Urdu ✦ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ki, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "1 Shakhs raste mein chal raha tha ke usey Shiddat ki pyaas lagi usey Ek Kunwa(Well) mila aur usne isme utar kar paani piya. jab bahar nikla tou wahan Ek Kutta…
Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
♫ Ramzan Ke Masail - Zakat, Fitra, Sadqa kya hai aur kab… Roza Na Rakhne Ki Kisko Chut Hai ?, Zakat Sadqa Aur Fitre Me Kya Farq Hai ?, Zakat Ka Nisaab Kya Hai ?, Kya Syed Ko Zakat Di Ja sakti Hai ? Kya Aurat Ko Apne Zewar Ki Zakat Dena Padegi Agar Sohar Na De Tou ? ♫ Roza Na…
Zakat Saqda aur Fitre ke Masail Adv Faiz Sayed https://www.youtube.com/embed/FROFzZoA9To 01. Zakat Sadqa aur Fitre me Kya Farq hai02. Zakat Ka Nisab Kya hai aur Kab Di Jayengi03. Zakat Kisko De ?04. Kya Aurat ko Apne Zewar ki Zakat Dena Padegi agar Sohar Na de tou05. Khawateen - Aurat - Women Zakat Kaise De Jabke Wo Kamti Nahi Hai06.…
Raste se Taqleef ki cheeze Door karne ka Sawab Hadees of the Day Raste se Taqleef ki cheeze Door karne ka Sawab ۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: "Jisney Rastey me se Taqleef ki Cheez ko Door kar diya tou Uskey Naam-e-Amaal me ek Neki likhi jaati hai." 📕 Tabrani Sharif
Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke, "Jo Ilm Ki Talaash Me Kisi Raste Par Chalta Hai, Allah Uske Liye Jannat Ka Rasta Aasaan Farma Deta Hai". - (Ibne Maja, Jild: 1, Page: 145) # Sabaq: Lihaja Jo Haq Hidayat Wa Sirate Mustaqim Ki Raah Ka Talabgar Hota…
Neki aur Burayi kya hai : Hadees ۞ Hadees: Nawas Ibne Sam'aan (R.Anhu.se riwayat hai ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha - "Neki aur Burayi kya hai ?" Aap (ﷺ) ne farmaya - "Neki Khush Akhlaqi hai aur Burayi aisa Kaam karna hai jo tere Dil me khatke, Aur Tujhe Wo Pasand na ho ke…