♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Mera Paigham Logon Tak Pahuchao Chahe Ek Hi Aayat Ho,
– Aur Jisney Mujh Par Janbujh Kar (Intentionally) Jhoot Bola
Usey Jahannum Me Apney Thikane Ke Liye Tayyar Rehna Chahiye”.
– (Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan, Hadith no. 106-109)
– (Sahih Bukhari, Vol#4, Hadith no. 3461)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Paigam-e-Haq Logo Tak Pohachaya Karo
Related Posts:
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmatey Hai - "Jab Koi Aisa Shakhs (Tumhari Ladkiyo Ke Liye) Nikah Ka Paigam Bheje, Jis Ki Deendari Aur Akhlaaq Tumhe Pasand Ho, Tou Tum Uss Se Nikah Kara do, Agar Aisa Na Karoge Tou Duniya Me Fasaad Phail Jayega.." -…
- Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Musa (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qaidi Ko Aazad Karwaya Karo, Bhukhe Ko Khilaya Karo Aur Bimaar Ki Ayadat Kiya Karo". - (Sahih Bukhari)
- Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, "Allah Ki Ibadat Karo Aur Khana Khilaya Karo Aur Salaam Ko Aam Karo Salamati Ke Sath Jannat Me Dakhil Ho Jaoge." - (Sunan Tirmizi, Hadith no. 1862, Jild-3, Pg#338) Ek Aur Riwayat Me Aata Hai Ke : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aap (Sallallahu Alaihay…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Salaam Ka Charcha Karo aur Khana Khilao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Aye Logon! Tum Salaam Ka Charcha Karo aur (Logo ko) Khana Khilao aur Rishtedaro Ke Saath Achcha Sulooq Karo aur Raato Ko Jab Sab Log So Rahe Ho tou Tum Namaze Padho, Tum Aisa Karoge Tou Salamati Ke Saath…
- Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai." Farmaya! 'Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena.' Saath Hee Me Yeh Bhi Farmaya Ke "Do Logo Ke Darmiyan Fasaad Karana Emaan Ko…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Pehalwan Wo Nahi Jo Logo Ko Pachad De ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya Ki - "Pahlwan Woh Nahi Jo Logo Ko Pachad Deta Hai, Balki Pehlwan Wo Hai Jo Gusse Ki Haalat Me Apne Nafs Ko Qaabu Me Rakhe..” - (Bukhari: 6114) For more Islamic messages kindly…
- Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Emaan Walo! Tum Par Roze Farz Kiye Gaye Jaise Tumsey Pichli Ummato Par Farz Kiye They Taake Kahi Tum Allah Ka Taqwa (Darr) Ikhtiyar Karo." - (Surah Baqra, Ayat:183) … Tou *Taqwa Roze Ke Maksad Hai,.. *Taqwa Ramzan Ka Maksad Hai ,.. *Taqwa Roze Ka…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Murdo Ke Liye Maghfirat Talab Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Kisi Mayyat Ki Tadfin Se Farigh Ho jatey Tou Uski Qabr Ke Paas Ruktey Aur Farmate: "Apne Bhai Ke Liye Maghfirat Talab Karo Aur Uske Liye Sabit Qadmi Ki Ilteja Karo, Kyun Ke Ab Us'sey Sawaal Kiye Jayenge.." - (Sunan Abu Dawood, Hadith…
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Aap (ﷺ) Ka Mubarak Mojza: Ungliyo se Paani Ka Chasma Nikalna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabeer (R.A.) ne kaha ki Suleh Hudaibiya ke moqe par logo ko pyaas lagi thi, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke samne paani ka ek chhota sa matka (bartan) rakha hua tha Aapne logo se farmaya kya baat hai ? logo ne kaha ki jo paani aapke samne hai…
- Neki Gunaah Ko Meeta Deti Hai .... ♠ Mafhoom-e-Hadees: Abu Zar Aur Muaz Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jahaa Bhi Raho Allah Ta'ala Se Dartey Raho Aur Gunaah Ke Baad Neki Ker Liya Karo Ke Wo Neki Iss Gunaah Ko Meeta Degi Aur Logo Ke Saat…
- Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai - Logo! Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho, Warna Ho Sakta Hai Ki Allah Ka Azaab Aa Jaye Aur Tum Uss Waqt Duaye Karo Magar Wo Qabool Na Ki Jaye..” -…
- Haq Baato Par Amal Se Na Darro .... Amal Karo...... Ilm Ke Mutabiq. Bharosa Karo...... Rab Aur Uske Rasool Par. Chipaya Karo...... Dusro Ke Aib. Daraa Karo...... Rab Ki Naarazgi Se. Emaan ...... Ki Salaamti Waale Amal Karo. Haasil Karo...... Ilm Ko. Insaaf Karo...... Haq Ke Sath. Jhuka Karo...... Rab Aur Maa Baap Ke Aage. Khairaat Karo...... Mohtajo…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Apne Amal Ke Charcha Se Parhez Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ki, Unhone Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Hue Suna Ki, "Jo Shakhs Logo Me Apne Amal Ki Charcha Karega Tou Allah Ta'ala Uski Riyaakari(Showing Off) Ko Logo Me Mash'hoor Kar Dega Aur Usko Beizzat Karega." - (Baihaqqi Sharif) ♥…
- Imam Ki Ahmiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Imam Sirf Iss Liye Banaya Jata Hai Ki Uss Ki Pairvi Ki Jaye, Lihaza Uss Se Ikhtelaaf Na Karo. Jab Woh Takbir Kahe Tou Tum Takbir Kaho, Aur Jab Woh Ruku Kare Tou Tum Bhi Raku Karo Aur Jab Woh 'Sami…
- Dua ke Qabuliyat ke liye Rizq-e-Halaal Khaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - "Agar Tum Chahte Ho Ke Tumhari Her Dua Qabool Ho, Tou Tum Rizq-e-Halaal Khaya Karo.." - (Ziyaul-Quran Jild#1, Page#120)
- Allah Ki Nafarmani Me Kisi Ki Ita'at Nahi Karni ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Lashkar Rawana Farmaya Aur Ek Shakhs Ko Uska Sardar Bana Diya Aur Logo Ko Uski Ita'at Karne Ki Takid Ki. *Uss Shakhs Ne Aag Jalayee Aur Logo Ko Kaha Ki Aag Me Kud…
- Logo ko Muaf Karne Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usey Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai,.." - (Muslim Sharif)
- Ek Dusre Ke Saath Musafa Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ata Khurasani (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Dusre Ke Saath Musafa Karo, Is Se Qina Jata Rahta Hai, Aur Hadiya (Tohfa) Bhejo Isse Aapas Me Mohabbat Hogi Aur Dushmani Jati Rahegi" - (Mishkat Sharif) #Note: Hadiya (Tohfa) Sab…