♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Nikah Karo Chahe (Mehar Dene Ke Liye)
Ek Lohey Ki Anguthi Hi Kyu Na Dena Padey..”
– (Bukhari Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Nikah ke Liye Mehar Ki Sabse Kum Miqdaar Kitni ?
Related Posts:
- Mahr aur iske Ahqaam aur Masail .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » (1). Mehar Ki Adaygi Me Khush Dili Ka Muzaihra Kare ! ♥ Al-Quraan: "Aur Aurto Ko Inke Mehar Khushi Se Do" - (Surah Nisaa: Aayat 4) - Is Aayat Se Sabit Hota Hai Ke Mehar Ki Adayegi Me Khush Dili Ka Muzaihra Karna Chahiye. » (2).…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Jab Koi Ladkiyo Ke Liye Nikah Ka Paigam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmatey Hai - "Jab Koi Aisa Shakhs (Tumhari Ladkiyo Ke Liye) Nikah Ka Paigam Bheje, Jis Ki Deendari Aur Akhlaaq Tumhe Pasand Ho, Tou Tum Uss Se Nikah Kara do, Agar Aisa Na Karoge Tou Duniya Me Fasaad Phail Jayega.." -…
- NIKAH Zindagi ka Ek Ahem Faisla by Sis. Qamar Tafheem Nikah Zindagi ka kitna Aham faisla hai iski tafseeli jankari ke liye Mohtarma Aalima Behan Qamar Tafheem ka Bayan Jarur suney aur isey jyada se jyada share karne me humara tawoon kare,. jazakAllahu khairan kaseera. Islam Me Shadi Ki Ahmiyat, Nikah Ki Fazilat In Urdu, Nikah Ki Shartein, Nikah Kaise…
- Hadees: Sabse se Zyada Barqat wala Nikah Hadith: 24-June: Aaisha (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Sabse se Zyada Barqat wala Nikah woh hai, jisme Mehnat, Mashaqqat aur Kharch kum ho. 📕 Musnade Ahmed 24529
- Nikah Ke Liye Kis Cheez ko Tarji Dey ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Nikah Karne Me Maal Wa Daulat Husn Wa Jamaal Aur Hasab Wa Nasab Ko Tarjih Na Do !!! Balke Deendar Aurat Se Nikah Karke Kamiyab Ho Jao..." - (Bukhari Hadees: 5090) Jahir Si Baat Hai Deendari Afzal hai Tamam…
- Ladki Ki Nikah Ke Liye Razamandi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira Wa Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Kuwaari Ladki Ka Nikah Na Kiya Jaye Jab Tak Uski Razamandi Na Hasil Kar Li Jaye Aur Uska Chup Rehna Uski Razamandi Hai, - Aur Na Nikah Kara…
- Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya Hai.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, "Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Gawaho Ke Bagair Nikah Karne Wali Aurate Zaaniya (Zinaa Karnewali) Hain". - (Tirmizi Sharif, Jild-1, Safa-563, Hadith no. 1095, Baab No. 751) » Baaligh Aurat Ka Nikah Uski Marzi Ke Khilaaf Koi…
- Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna - "Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.…
- Janiye - Kin Rishtey Daro me Nikah Jayaz Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amra Binte Aburrahman Wa Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Raja'at Yaani Doodh Ke Rishte Se Bhi Wohi Rishte Haraam Ho Jaatey Hai Jo Wiladat Se Haraam Ho Jate Hai". - (Bukhari Sharif : Jild-3, Page-62; Tirmizi…
- Shohar par Biwi ke Huqooq (Rights of a Muslim Wife upon Her… Ek Hi Biwi Hai Magar Mard Uske Paas Nahi Rehta, Balki Namaz wa Roze me Mashgul Rehta Hai tou Aurat Shohar Par Mutalbah Kar Sakti hai. aur Usey (Mard Ko) Hukm Diya Jayega ki Aurat ke Paas bhi Raha Kare ki Hadees me Farmaya Gaya hai Ki: “Tumhari Biwi Ka…
- Islam Nikah Se Pehle Ishq Ki Mazammat(Against) Karta Hai ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Uski(Allah Ta'ala Ki) Nishaniyon Se Hai Ke Tumhare Liye Tumhari Hi Jins Se Jode Banaye, Ke Unsey Aaraam Paao Aur Tumhare Aapas Me Mohabbat Aur Rehmat Rakkhe. Beshaq Isme Nishaniyan Hai Dhyan Karne Waalon Ke Liye". - (Mafhoom-e-Surah Ar-Rum; Aayat No-21) # Sabaq: Islam Nikah…
- Sabse Buraa Khana (Worst Food) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Sabse Buraa Khana (Worst Food) Waleema Ka Woh Hai Jiske Liye Sirf Maaldar Log Bulaaye Jaaye Aur Gareeb (Poor), Mohtaj Logon Ko Pucha Na Jaaye.." - (Bukhari, Muslim Sharif )
- Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhu) Ki Shaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Meri Ummat Me Sabse Zyada Reham Dil Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Hai, *Aur Unme Se Allah Ke Deen Ke Bare Me Sabse Zyada Sakht Umar (RaziAllahu Anhu) Hai, *Hayaa Ke Aitbar Se…
- Aurato Se Mehaz Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Nabi (ﷺ) Ne Farmaya - "Aurato Se Unke Husn Ke Sabab Nikah Na Karo, Ho Sakta Hai Uska Husn Tumhe Tabah Kar De, Na Uske Maal Ki Wajah Se Nikah Karo, Ho Sakta Hai Ke Unka Maal Tumhe Gunaaho Me Mubtela Kar De, Balki Deendari Ki…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Sabse Afzal Sadqa ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzoor-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Sabse Afzal (Behtar) Sadqa Ye Hai Ke, Aadmi Apne Uss Rishtedar Par Sadqa Kare Jo Uss Se Dushmani Rakhta Hai.." - (Tabrani Kabir: 3923)
- Jo Shakhs Nikah karey aur Mehar dene ki Niyat na ho usney… [bs-heading title="Roman Urdu" show_title="1" title_link="#RomanUrdu" heading_color="#ef4e56" heading_style="t6-s9" heading_tag="h4" custom-css-class="_h_lang"][/bs-heading] ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo shakhs nikah karey aur Mehar dene ki Niyat na ho usney Zinaa kiya aur jo shakhs Udhaar(Qarz) le aur wapas dene ki niyat na ho usney daka…
- Sabse Bada Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya - "Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Saath Shirk…
- Kya Yusuf (Alahi Salam) Aur Zulkha Ka Nikah Hua Tha ? Aksar Dekha Jata Hai Ke Shadiyo Me Dulha-Dulhan Ko Aisi Dua Di Jati Hai Ke -"Aapki Jodi Yusuf (Alahi Salam) Aur Zulekha Jaise Kamiyab Rahe .. (Nauzubillah)" Jabki Aisi Dua Denewale Log Andaza Bhi Nahi Lagatey Ke Hakikat Me Dua Ke Naam Par Badduwa Dey Rahe Hai ,.. # Sabse…
- Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ki Qasam! Agar Tumhare Zariye Ek Bhi Aadmi Ko Hidayat Mil Jaye Tou Wo Tumhare Liye Surkh Untoun(Camel) Se Behtar Hai". - (Sunan Abu Dawood, Jild #3, Page#322) » Note: Surkh Unthon Ki…
- Emaan Ki 60 Se 70 Hissey (Baab) Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah ﷺ (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Kuch Upar Ya 70 Hissey (Baab) Hain, Jismein Sabse Kum, 'Takleef Dene Wali Cheez Ko Raastey Se Hata Dena Hai' Aur Sabse Ziyada 'La Ilaha Illallah' Kehna…
- Kamiyab Nikah Deendari ki Buniyad Par *Aaj Aksar humare Muashre me dekha jata hai ke Nikah ke liye Gori aur Khubsurat Ladki ka Intekhab karna kuch Jyada hi Aham samjha jata hai, tou kya wakay me Shariyate Islamiya Rangat ka Tassuf pasand karta hai ?.. Aayiye Iski Hakikat Dekhte hai ke: Kya Wakay me Islam ne…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…