Neyamato Par Shukr Ada Karne Ka Ajar ……

♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Alaah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Beshak Allah Ta’ala Bandey Se Sirf Itni Si Baat Se Razi Ho Jata Hai Ke –
Wo Khana Khaye Aur Phir Iss Par Allah Ka Shukr Ada Karta Hue (Alahmdulillah) Kahe
Aur Paani Piye Aur Phir Iss Par Allah Ka Shukr Ada Karta Hue (Alahmdulillah) Kahe”.
(Muslim Sharif)

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply

Related Posts: