۞ Hadees: Nawas Ibne Sam’aan (R.Anhu.se riwayat hai ki,
Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se puchha –“Neki aur Burayi kya hai ?”
Aap (ﷺ) ne farmaya –
“Neki Khush Akhlaqi hai aur Burayi aisa Kaam karna hai jo tere Dil me khatke,
Aur Tujhe Wo Pasand na ho ke log Usey jaane.”[ Muslim Shareef, Sahih Bukhari ]
[Baab Kitabul Emaan Part-1 Page-85]
Neki aur Burayi kya hai : Hadees
