♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshadey Mubarak hai ke,
» “Beshaq Chughalkhori Aur Qeena-Parwari Dozakh Me Le Jayegi”. – (Jild-3, Page-324)
» Chugalkhor Jannat Me Nahi Jayega. – (Bukhari P:865 J:1)
» Aadami Ka Chacha Uske Baap Ke Maanind Hai. – (Muslim P:316 J:1)
» Nek Kaam Ki Rehnumaae Karne Wala Bhi Nek Kaam Karnewale Ki Tarah Hai. – (Jame Sagir P:4247)
» Apne Musalmaan Bhai Ke Saamne Tumhara Muskurana Bhi Sadqa Hai. – (Miskat P:168)
» Apne Murdo Ki Khubiyan Bayaan Karo Aur Unki Buraaiyon Se Ruk Jaao. – (Abu Daud P:671 J:2)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Nek Kaam Ki Rehnumaae Karne Wala Bhi Nek
Related Posts:
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Ramzan Me Zikre-Ilahi Karne Wala Baqsh Dia Jata Hai Aur Iss Mahine Me Allah Se Maangne Waala Mehroom Nahi Rahta..." - (Shoaib-ul-Emaan Hadith no.3627) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Allah Ke Nazdik Sabse Zyada Pasandida Kaam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Din Unke Paas Aaye Aur Unke Paas Uss Waqt Koi Aurat Bethi Thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Pucha Ke - "Kaun Hai?" *Maayi Aayesha (RaziAllahu Anha) Boli Ke - "Yeh Falaa Aurat Hai Aur Uski…
- Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Allah Ta'ala Ko Tum Me Se Zyada Woh Banda Pasand Hai, Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai.." - (Jaam-e-Sagir: Safa.20; Hadees.221)
- Din Ki Shuru Aur Aahiri Me Achay Kaam Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Ne Din (Day) Ki Shuruwat Kisi Achay Kaam Se Ki Aur Apne Din (Day) Ko Achay Kaam Hi Par Khatm Kiya Tou Allah Apne Farishtay Se Farmayega, "Inn Dono (Din Ke Shuru Aur Aakhir) Ke Darmiyan Jo Sagheera Gunaah (Kum…
- Salaam Me Pehal Karne Wala Ghamand Se Paak ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai ke - “Salaam Me Pehal Karne Wala Ghamand Se Paak Hai”. – (Mishkat Sharif, Jild 2, Page-684, Hadees-4434) *Hiqmat: Yaad Rakhiye Ek Ghamandi Insan Hi Dusro Ko Apne Se Kamtar Samjhta Hai ,.. Isiliye Wo Logon Se Dua Salam Karne ke Bajaye…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Allah ki zaat par bharosa karne wala kabhi Naqam nahi hota ۞ Bujurgane Deen Ke Aqwal ۞ 01). Allah ki Zaat par bharosa karne wala kabhi naqaam nahi hota. 02). Kisi ka Raaz talaash mat karo, maalum ho jaaye tou faash mat karo. 03). Musibat padne par Mout ki tamanna mat karo. 04). Achha Dost Allah ka tohfa hai. 05). Kisi…
- Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - “Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi, Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta'ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”. - (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5,…
- Rehmatallil Alameen Se Dua Ki Darkwast .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Mushrikeen Ke Liye Bad-Dua Karne Ki Darkhuwast Ki Gayi,.. *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Mujhe Lanat Karne Wala Banakar Nahin Bheja Gaya, Mujhe Rehmat Banakar Bheja Gaya Hai". - (Sahih Muslim : 6613)
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Sunnat-e-Nabwi Ko Zinda Karne Wala Jannati Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke, "Jo Shakhs Meri Ummat Tak Koi Islami Baat Pohchaye Taaki Uss Se Sunnat Qaayam Ki Jaye Ya Uss Se Bad'Mazhabi Door Ki Jaaye Tou Woh Jannati Hai..." - (Tirmizi Sharif)
- Taqdeer Ke Bare Me Kuchh Riwayate.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Taqdeer Par Emaan Rakhna Farz Hae, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Aur Ghour-O-Fikr Karne Se Sahaba-e-Kiram Ko Bhi Manaa Farma Diya Gaya Tha, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Karna Halakat Ka Sabab Hai. - (Tirmizi Hadith no.2133 Baab:Maa Ja'a Fi Ttashdeed Fil-Khoudi Fil Qadr) » Duniya…
- Beshaq Allah Har ek ki Dua Qabool Karne Wala hai ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Beshaq Mera Rab Qareeb hai, (Har ek ki Dua) Qabool Karne wala hai. ❞ [ Al-Quran; Surah Hood 61 ]
- Fasaad Dalne Wala Emaanwalo Me Se Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Khilaf Ya Kisi Gulaam Ko Uskey Aaqa(Malik) Ke Khilaf Bhadkaaye - Wo Hum(Emaan Walo) Me Se Nahi Hai.." - (Sunan Abu Dawud, Vol 2, Hadith…
- Allah Ke Is Ism-e-Azam Ke Jariye Mangi hui Dua Qubul Hoti… ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek shakhs ko ye dua karte huye suna "Allahumma! Inni Asaluka Bi-Anna Lakal-Hamd. La ilaha illa Anta, Wahdaka La sharika Lak, Al-Mannan.Badi-us-samawati Wal-ard, Dhul-jalali wal-ikram" ✦ Tarjuma: Aye Allah! main tujhse sawal karta hu kyunki Tere hi liye hamd(Tareef) hai tere siwa koi Mabud…
- Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah Hadees of the Day Shohrat ke liye koi kaam karne ka Gunaah Hazrate Jundub (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ke: ‟Jo Shakhs Shohrat ke liye koi Kaam karega tou Allah Taala uske Aib Mash'hoor kar dega." 📕 Bukhari 7152
- Shohrat Ke Waste Ilm Haasil Karne Wala Dozakhi Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Insan Deen-e-Islam Ka Ilm Sirf Isliye Sikhna Chahta Ho Ke Uss Ilm Ke Jarye Wo Kum Ilm Walo(Jaahilo) Par Fakr (Ghamand) Kare, Ulema (Scholar) Se Jhagda Kare, Logon Me Aalim Ke Taur Par Mash'hoor (Famous) Ho Jaaye Aur Log Uski…
- Apne Gunaaho Ko Awam me Jaahir Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Meri Tamaam Ummat Ko Muaf Kiya Jayega Siwa Gunaaho Ko Khullam-Khulla Karne Walo Ke Aur Ismey Ye Bhi Shamil Hai Ki, Ek Shakhs Raat Ko Koi (Gunaah Ka) Kaam Kare Aur Iskey Bawjud…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Apne Khadim Se… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat 10 Baras Tak Ki. Qasam Allah Ki!, Kabhi Aap (Sallallahu Alayhi Wasllam) Ne Mujhko Uff Tak Na Kaha Aur Na Kabhi Ye Kaha Ki Tuney Ye Kaam Kyu Kiya ? Aur Ye Kaam Kyu…
- Allah ka Zikr karne wala Zinda aur na karne wala Murda hai Hadees of the Day Zinda aur Murda ki Misaal Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: "Us Shakhs ki Misaal Jo Apne Rabb ko Yaad Karta hai aur Uski Misaal Jo Apne Rabb ko Yaad nahi karta ZINDA aur MURDA Jaisi hai." 📕 Sahih Bukhari; 6407
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…