Attahiyat aur Duroode Ibrahim ke baad ki Dua

Attahiyat aur Duroode Ibrahim ke baad ki Dua

Namaz me Tashahud ke baad (Attahiyat aur Durud ibrahim ke baad) ki Dua

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عَذَابِ الْقَبْرِ، وَمِنْ عَذَابِ جَهَنَّمَ ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَحْيَا وَالْمَمَاتِ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ

” Allahumma, inni Aauzubika min fitnatil-Qabri, Wa min Azabi Jahannam,Wa min fitnatil-mahya wal-mamati, wa min Fitnatil Maseeh Ad Dajjal. “

Ya Allah main teri panah maangta hu , Qabr ke azab se , Jahannum ke azab se, Maut aur zindagi ke Fitno se aur Maseeh Dajjal ke fitno se ,… (Ameen)

या अल्लाह मैं तेरी पनाह माँगता हू , क़ब्र के अज़ाब से , जहन्नुम के अज़ाब से, मौत और ज़िंदगी के फितनों से और मसीह दज्जाल के फितने से


✦ Daleel ✦

۞ Hadees: RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya

“Jab tum mein se koi Aakhri tashahud ko padh le to
Allah Subhanahu se chaar cheezo se Panah maange!
Dozakh ke azab se, Qabr ke azab se, zindagi aur
maut ke fitno se aur Maseeh Dajjal ke fitno se.”

📕 Sunan Ibn Majah, Jild 1, 909-Sahih

 

Rate this post

Leave a Comment