♥ Mahafum-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Qibley Ki Deewar Par Thook Dekha –
Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Usey Khurach Dala Fhir Logon Se Khitab Kiya Aur Farmaya Ki –
“Jab Koi Shakhs Namaz Me Ho Tou Apne Munh Ke Saamne Na Thooke !
Kyun Ki Namaz Me Munh Ke Saamne Allah Subhanahu Wa Ta’ala Hota Hai..”
– (Sahih Bukhari, Jild#1 Hadees No#406)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Namaz Me Bande Ke Saamne Allah Subhanahu Wa Ta’ala Hota Hai ….
Related Posts:
- Allah ki Neymato ka Izhar Kiya Karo ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Amr-bin-Shu'aib (RaziAllahu Anhu) Aapne Walid Se Aur Wo Unke Dada Se Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya "Allah Subhanahu Ta'ala Apne Bande Par Apni Neymat Ka Izhar Pasand Karta Hai" - (Jamia Tirmidhi, Jild 2, Hadees 723-Sahih) # Sabaq: Yani Allah Subhanahu Ta'ala Ki…
- Jab Banda Namaz me Surah Fatiha padhta hai ۞ Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim ۞ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) kehte hain maine RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko farmate hue suna, "Allah Ta'ala farmata hain: maine namaz apne aur apne bande ke darmyan aadhi-aadhi taqseem kardi hai , Lehaza mera banda jo sawal karega usey milega - - Jab banda kehta…
- Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai Hadees of the Day Muaf Karne se Allah Taala Bande ki Izzat me ijafa karta hai ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : "Sadqe ne maal me kabhi koi kami nahi ki aur Muaf Karne se Allah Subhanahu Bande ko Izzat hi me…
- Allah Ke yaha Sabse zyada Mehboob wo Shaks hai Jo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Aadmi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kaha "ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! kounsa shakhs Allah subhanahu ko zyada mehboob hai aur kounsa amal Allah subhanahu ko zyada pasandida hai ? ..." *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "logo me sabse zyada mehboob Allah…
- Al-Quran: Aye Momino! tum sab Allah ke saamne tauba karo Quran: 26 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Aye Momino! tum sab Allah ke saamne Taubah karo; taake tumhein kaamyaabi Naseeb ho.❞ 📕 Surah An-Noor 24:31
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Agar Allah Ke Bande Allah Se Duniya Me Khauf Rakhenge ... ♥ Hadees-e-Qudsi: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Huye Suna Ke - Allah Ta'ala Ne Farmaya - "Mujhe Apni Izzat Ki Qasam ! Main Apne Bande Par Do (2) Khauf Aur Do (2) Aman Ikatthe Nahi Karunga. Agar Wo Mujhse Duniya Me…
- Namaz-e-ba'jamaat Ka Ajar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzur-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Agar Ye Namaz-e-Ba'jamaat Se Peeche Reh Jaane Wala Jaanta Ki Iss Reh Jaane Wale Ke Liye Kya Hai, Tou Ghisat'te Huye Haazir Hota.." - (Tabraani)
- Momin tou Aise hotey hai, Jab Allah ka Zikr Aata hai tou… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Sacche Momin ki Pahchan Allah Taala Quran-e-Majid me farmata hai: "Momin tou aise hotey hai, Jab Allah ka Zikr Aata hai tou Unke Dil Hil jaate hai, aur Jab Allah ki Aayat Unke Saamne Padkar Sunaayi jaati hai tou Wo Aayat Unke Imaan ko aur Zyaada kar…
- Ghusal kab Wajib ho Jata hai ? Ghusl - Bathing kin kamo se Toot Jata Hai ? , Humpar Gusal kab Farz ho jata hai ?, Ghusl kaise tut'ta hai ?, Gusl ke Aqsaam kya hai ? #Keywords: Ghusl kab farz hota hai, ghusl kab karna chahiye, ghusl kab farz hai, ghusl kab farz hota hai, ghusl…
- Reham Uss Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Parhta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karey Allah Uss Shakhs Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Parhta Hai, Aur Apni Biwi Ko Namaz Ke Liye Jagata Hai". - (Abu Dawood) ♥ In'sha'Allah-Ul-Azeez !!! Allah Rabbul Izzat Hume Amal ki Taufik Dey ,..
- Taqdeer Ke Bare Me Kuchh Riwayate.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Taqdeer Par Emaan Rakhna Farz Hae, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Aur Ghour-O-Fikr Karne Se Sahaba-e-Kiram Ko Bhi Manaa Farma Diya Gaya Tha, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Karna Halakat Ka Sabab Hai. - (Tirmizi Hadith no.2133 Baab:Maa Ja'a Fi Ttashdeed Fil-Khoudi Fil Qadr) » Duniya…
- Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karne Chala .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karney Chala Uskey Ek Qadam Par Gunaah Mitata Hai Aur Dusrey Par Ek Darjah Buland Hota Hai.." - (Sahih Muslim)
- Namaz me banda Rab se Baate karta hai Hadees of the Day Namaz me banda Rab se Baate karta hai Anas bin Malik (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya - "Jab Koi Shakhs Namaz ke liye Khada hota hai, tou goya wo Apne Rab ke Saath Sargoshi (yaani baate) karta hai. Ya Yu farmaya ki Uska…
- Waseeyat me Nainsafi karne wale ka khatama bura hota hai ♥ Al Quran: Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim "Allah Subhanahu Tumhari Aulad ke baare me tumko irshad farmata hai ki (Jaydad me) Ek Ladke ka hissa Do Ladkiyo ke barabar hai (yani ek bete ko jitna hissa diya jayega uska aadha hissa beti ko bhi dena jaruri hai)" - (Surah Nisa(4) Aayat 11) ♥…
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Hota ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abulmalih (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi WaAalihi Wa Sallam) Ne Farmaya - "Allah Ta’ala Haraam Maal Se Diya Hua Sadqa Qubul Nahi Farmata Aur Naa Hi Bina Paaki Ke Namaz (Qabool Farmatey Hain)". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1,Hadith no. 59)
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Hadees: Rahmat ho uss Bande par jo Narmi Ikhtiyar kare Hadith: 23 - July: Jabir bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝Allah Taala ki Rahmat ho uss Bande par jo Bechney, khareedne aur Apna Haq Wasool karne me Narmi Ikhtiyar kare.❞ 📕 Sahih al-Bukhari 2076 ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : जाबिर बिन अब्दुल्लाह…
- Kya Hum Shukr-guzar Bandey na Baney ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mughirah-bin-Shu'bah (RaziAllahu Anhu) Farmate hain ke - "Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) itni Dair tak Namaz Me khade Rahte Ke Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke Mubarak Qadmon par Waram Aajata, Jab Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Arz kiya gaya ke - Allah Subhanahu-Wa-Ta'ala ne Tou Aap ki Agli Pichli…
- Namaze Nabawi in Hindi Pdf free Download Full Namaz in Hindi PDF Download, Namaz ki surah in hindi pdf, Namaz in hindi translation pdf, Complete Namaz in hindi pdf, Free Download Namaz ka tarika in hindi Pdf, Shab e Qadr ki Namaz ka tarika in hindi pdf free download, Shab e Barat ki Namaz ka tarika in…
- 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz…
- Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - “Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi, Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta'ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”. - (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5,…
- Kalma e Shahadat ki Fazilat aur uski Ahmiyat ✦ Mafhum-e-Hadees: Abdullah bin amr bin aas (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ki, Qayamat ke din Allah Subhanahu Ta'ala meri Ummat me se ek shakhs ko juda karega aur uske Gunaho ke 99 daftar khole jayenge, har daftar itna bada hoga jaha tak…
- Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota ♥ Qaul-e-Mubarak: Jis Ka Rabta Allah Se Ho Wo Naaqam Nahi Hota, Naakam Tou Wo Hota Hai Jis Ki Ummidain Duniya Se Wabasta Ho." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)