♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzur-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Agar Ye Namaz-e-Ba’jamaat Se Peeche Reh Jaane Wala Jaanta Ki
Iss Reh Jaane Wale Ke Liye Kya Hai, Tou Ghisat’te Huye Haazir Hota..”
– (Tabraani)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Namaz-e-ba’jamaat Ka Ajar
Related Posts:
- Jo Shakhs Isha Ki Namaz Jamaat Ke Saath .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Usmaan (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Isha Ki Namaz Jamaat Ke Saath Ada Karey (Usey Itna Sawaab Hai) Goya Uss Ne Aadhi Raat Tak Namaz Parhi, Aur Phir Subah Ki Namaz Jamaat Ke Saath Parhe Tou Itna…
- Bejamati Par Shaitan Musallat Hota Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Teen Aadmee Kisi Basti Ya Jangal Me Ho Aur Phir Bhi Wo Jamaat Se Namaz Na Parhe Tou Unn Par Shaitan Musallat Ho Jata Hai, Isliye Tum Jamaat Ko Laazim Kar Lo Kyunki…
- Masjid Me Janewale Har Qadam par Ek Neki ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Namaz Ba-Jamaat Ke Liye Masjid Me Janewale Har Qadam Ek Neki Ko Wajib Karta Hai Aur Ek Gunaah Ko Mitata Hai.." - (Ibne Habban)
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa'id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye.." - (Sahih Bukhari, Vol 1,…
- Reham Uss Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Parhta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karey Allah Uss Shakhs Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Parhta Hai, Aur Apni Biwi Ko Namaz Ke Liye Jagata Hai". - (Abu Dawood) ♥ In'sha'Allah-Ul-Azeez !!! Allah Rabbul Izzat Hume Amal ki Taufik Dey ,..
- Apni Aulaad Ko Namaz (Parney) Ka Hukum Do .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Apni Aulaad (Sons & Daughters) Ko Namaz (Parney) Ka Hukm Do, Jab Ke Wo 7 Saal Ke Ho Jayein, Aur Jab Wo 10 Saal Ke Ho Jaayein Tou (Namaz Chhorney Par) Unn Ki Pitaai Karo Aur Unkey Bistar Bhi Alag…
- Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Se Mana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya, Hatta Ke Suraj Achi Terha Zahir Ho Jaye , Aur Namaz Asr Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya. Hatta Ke Suraj Achi Terha Gayab Ho Jaye.. - (Bukhari, Mawaqiat Salaat,…
- Baith kar Namaz ada karne se sawab me kami ki jati hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah bin Amr (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se kaha ki (Aapne farmaya tha) "Baith kar Namaz padhna aadhi Namaz ke barabar hai aur Aap baith kar namaz padh rahe hain" tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, "Haan! ye sach hai…
- Uska Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Shakhs Namaz Ki Wajah Se Jab Tak Kahi Par Ruka Rahega Uska Ye Sara Waqt Namaz Me Shumar Hoga Aur Farishte Uske Liye Dua Karte Rahenge Ki - Aye ALLAH! Iski Magfirat…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Jiski Namaz Asar Qaza Ho Gayee Uska ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allahu (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jiski Namaz-e-Asar Qaza Ho Gayee (Yaani Nahi Padi Uski Misaal Aisi Hai Ke) Uska Ghar Aur Maal Sab Loot Gaya..” - (Sahih Bukhari, Namaz Ke Waqton Ka Bayan: 553)
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Yatimo Ko Apne Khaane-Peene Me Sharik Karne Ka Ajar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - Jo Momin Yateem Ko Apne Khaane-Peene Me Sharik Kare Allah Ta’ala Uss Ke Liye Jannat Waajib Kar Dega.." - (Mishkaat Sharif) ♥ Subhan'Allah !!! Allah Rabbul Izzat Hume Kehne Sun'ne Se Jyada Amal KI Taufik Dey ,.. Ameen ,..
- Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij)…
- 5 Waqt ki Namaz me kitni Rakat hoti hai by Adv Faiz Syed Janiye 5 wakt ki Namaz me kitni Rakat hoti , Fazr Zuhr Asr Maghrib aur Isha me kitni rakat hoti hai by Aalim Adv. Faiz Ali Sayed People also search as 5 time Namaz Chart in Hindi, Namaz Rakat Sunni Bayan, Urdu me Namaz ki timing, Namaz ka azab, Namaz…
- Namaze Nabawi in Hindi Pdf free Download Full Namaz in Hindi PDF Download, Namaz ki surah in hindi pdf, Namaz in hindi translation pdf, Complete Namaz in hindi pdf, Free Download Namaz ka tarika in hindi Pdf, Shab e Qadr ki Namaz ka tarika in hindi pdf free download, Shab e Barat ki Namaz ka tarika in…
- Namaz ki Ahmiyat aur Fazilat by Adv Faiz Sayed Namaz kya hai ?, Namaz ke Fayde kya hai ?, What is Namaz ?, how to perform Salah for beginners, learn namaz, how to pray in islam for beginners, what is salah, 5 prayers of islam in english, how to pray in islam step by step, importance of namaz in…
- Rizq-e-Halaal Kamaney Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Jo Shakhs Iss Liye Halaal Kamaayi Karta Hai Ke Sawaal Karne (Mangne) Se Bache, Ahlo-Ayaal Ke Liye Kuch Hasail Kare Aur Padosi Ke Saath Husn-e-Sulooq Kare Tou Wo Qayamat Me Iss Taraah Aayega Ke Iska Chehra Chaudhvin Ke Chand Ki…
- Neyamato Par Shukr Ada Karne Ka Ajar ...... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Alaah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Beshak Allah Ta'ala Bandey Se Sirf Itni Si Baat Se Razi Ho Jata Hai Ke - Wo Khana Khaye Aur Phir Iss Par Allah Ka Shukr Ada Karta Hue (Alahmdulillah) Kahe Aur…
- Rishtedaro Ke Sath Achha Sulook Karne Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman-e-Alishan Hai: "Rishtedaron Ke Sath Achha Sulook(Husn-e-Sulooq) Karna - Khandaan Me Mohabbat, Maal Me Kasrat Aur Umr Me Barkat Paida Karaati Hai.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Subhan'Allah !!! Allah Taala Hume Kehne Sun'ne Se Jyada Amal ki Taufik Dey . Ameen…
- Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karne Chala .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karney Chala Uskey Ek Qadam Par Gunaah Mitata Hai Aur Dusrey Par Ek Darjah Buland Hota Hai.." - (Sahih Muslim)
- Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Allah ke Hukm par Humesha Qayam rehna Rasool'Allah (ﷺ) Allah ke Rasool hain aur Aap ke bataye huay tariqay me hamare liye rehnumai hain. Ek aisi baat jo RasoolAllah (ﷺ) ne hum sab se farmayi thi wo hai Allah ke hukm par qayam humesha rahna hai. ۞ Hadees: Hazrate Muawiya…
- Namaz Khadi Ho Jaye Tou Doudte Huwe Na Aao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Namaz Khadi Ho Jaye Tou Doudte (Bhagtey) Huwe Na Aao ,.. Balke (Darmiyaani Chaal) Chalte Huwe Sukoon Ke Saath Aao,.. Jo Mil Jaye Parh Lo Joh Reh Jaye (Baad Me Uth Kar) Puri Karlo..." - (Tirmazi, Jild: 1, Page:…
- Jo Ramzan Ki Raato me Allah Ke Waado Par Yakeen Karte Hue… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Ramzan Ki Raat Me Allah Ta'ala Ke Waado Par Yakeen Karte Hue Aur Uss Ke Ajr Wa Sawaab Ke Shauk Me Namaz Padhta Ho Uss Ke Pichle Sab Gunaah Muaf Ho Jaate Hai." - (Bukhari Sharif)