♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke –
“Gunaah Per Nadeem Hone Wala Aisa Hai, Jaise Usne Gunaah Kiya Hi Nahi,
Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai
Jab Ke KhudPasandi Kerney Wala Allah Ta’ala Ki Narazgi Ka Muntazir Hota Hai”.
– (Shaib-Al-Emaan, Raqam 7178, Jild 5, Page 436)
Home / Maah-e-Muharram / Nadeem Hone Wala Rehmat Ka Muntazir Hota Hai ….
Related Posts:
- Sehat Ko Marz Se Pahle Ghaneemat Jano .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mera Shaana (Shoulder) Pakad Kar Farmaya - "Duniya Me Iss Tarah Raho Jaise Musafir Ho Ya Raasta Chalne Wala Ho," Ibn Umar Kaha Kartey They Ki - 'Shaam Ho Jaye Tou Subah Ke Muntazir Na Raho Aur…
- Aapas Me Na Hasad Karo, Na Bugz Karo .... ♥ Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) ♥ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Dozakhi Woh Shakhs Hai Jo Zagdalu Aur Takabbur Karne Wala Ho. - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jhoot Se Bacho, Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jata Hai Aur Gunaah Jahannam Me Pahochane Wala Hai. - (Abu Dawood) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat Ke Din…
- Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Allah Ta'ala Ko Tum Me Se Zyada Woh Banda Pasand Hai, Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai.." - (Jaam-e-Sagir: Safa.20; Hadees.221)
- Ilm Gayab Nahi Hota Jab Tak Ke Chupaya Na Jaaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Maine Pucha - “Ya Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Kaun Hai Woh Sabse Kismat Wala Jisko Aap Ka Waseela(Sha’afa) Milega Qayamat Ke Roz ?" Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Sab Se Kismat Wala…
- Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai ke - "Dua Se Taqdeer Palat Jaati Hai Aur Nekiyon Se Umar Me Izafa Hota Hai, Beshaq Banda Gunaah Ki Wajah Se Uss Rizq Se Bhi Mehroom Kar Diya Jata Hai Jo Usey Pohanchna Hota Hai.." - (Kitab-Ul-Dua J2,…
- Takabbur Aur Ghuroorr Walo Par Allah Ki Rehmat Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Allah Ta'ala Uss Shakhs Ki Taraf Nazar-e-Rehmat Nahi Karega Jo Apna Kapda Takabbur Aur Ghuroor Ki Wajah Se Zameen Par Ghaseet Kar Chalta Hai". - (Sahih Bukhari, Vol 7, Hadith no. 5783)
- Salaam Me Pehal Karne Wala Ghamand Se Paak ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai ke - “Salaam Me Pehal Karne Wala Ghamand Se Paak Hai”. – (Mishkat Sharif, Jild 2, Page-684, Hadees-4434) *Hiqmat: Yaad Rakhiye Ek Ghamandi Insan Hi Dusro Ko Apne Se Kamtar Samjhta Hai ,.. Isiliye Wo Logon Se Dua Salam Karne ke Bajaye…
- Rehmatallil Alameen Se Dua Ki Darkwast .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Mushrikeen Ke Liye Bad-Dua Karne Ki Darkhuwast Ki Gayi,.. *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Mujhe Lanat Karne Wala Banakar Nahin Bheja Gaya, Mujhe Rehmat Banakar Bheja Gaya Hai". - (Sahih Muslim : 6613)
- Insan ke Jhoote Hone Ki Alamat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Kisi Shakhs Ke Jhoota Hone Ke Liye Yehi Kaafi Hai Ke Woh Jo Kuch Suney (Bila Tahqeeq) Usey Bayaan Karta Phire.." - (Muslim Sharif)
- Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Dozakh Ki Aag Haraam Hai Har Aise Shakhs Par Jo Mizaj Ka Tez Na Ho, Narm Ho, Logon Ke Kareeb Hone Wala Ho.." - (Abu Daud, Tirmizi Sharif)
- Namaz-e-ba'jamaat Ka Ajar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzur-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Agar Ye Namaz-e-Ba'jamaat Se Peeche Reh Jaane Wala Jaanta Ki Iss Reh Jaane Wale Ke Liye Kya Hai, Tou Ghisat'te Huye Haazir Hota.." - (Tabraani)
- Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna - "Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.…
- Bhalayi Sikhane Wale Par Allah Ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Umama Baahili (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Unhone Farmaya Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Saamne 2 Aadmiyo Ka Charcha(Zikr) Kiya Gaya ,.. Ek Unmey Se Ibadat Karne Wala(Aabid) Tha Aur Dusra Aalim. *Tou Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Ibadat Karne Wale Par…
- Aalim-e-Deen Jyada Bhaari Hai Shaitan Par .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek (1) Fakih Yaani Deen Ka Ek(1) Aalim Shaitan Par Hajaro Ibadat Karne Walo(Aabid) Se Jyada Bhaari Hai..." - (Tirmizi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul hai Ke - "Aalim Ke Qalam Ki Roshnaai Shaheed Ke Khoon…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao… ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao, Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo.." - (Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le.."…
- Ghusal kab Wajib ho Jata hai ? Ghusl - Bathing kin kamo se Toot Jata Hai ? , Humpar Gusal kab Farz ho jata hai ?, Ghusl kaise tut'ta hai ?, Gusl ke Aqsaam kya hai ? #Keywords: Ghusl kab farz hota hai, ghusl kab karna chahiye, ghusl kab farz hai, ghusl kab farz hota hai, ghusl…
- Jab Shaam Ka Andhera Hone Lagey Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jab Shaam Ka Andhera (Magrib) Hone Lagey Tou Apne Baccho Ko Ghar Me Rokey Rakho Kyunki Uss Waqt Jinn aur Shayateen Fail Jatey Hai.." - (Bukhari#3316; Sunan Abu Dawud#2604)
- Rasool'Allah Se Mohabbat Dono Jahaa Me Azmat .... ♥ Al-Quraan: Tumharey Pass Tum Hi Me Se Ek Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aaye Hai Tumhari Takleef Unko Gira'ah (Apni Takleef) Maloom Hoti Hai, Aur Tumhari Bhalayi Ke KhwahishMand Hai Aur Momeeno Par Nihayat Shafqat Karney Waley (Aur) Meharbaan Hai. - (Surah At-Taubah (9), Aayat-128) ♥ Al-Quraan: Aur Hum(Allah)ne Aap(Sallallahu…
- Taqdeer Ke Bare Me Kuchh Riwayate.... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Taqdeer Par Emaan Rakhna Farz Hae, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Aur Ghour-O-Fikr Karne Se Sahaba-e-Kiram Ko Bhi Manaa Farma Diya Gaya Tha, Iss Ke Bare Me Ziyada Bahes Karna Halakat Ka Sabab Hai. - (Tirmizi Hadith no.2133 Baab:Maa Ja'a Fi Ttashdeed Fil-Khoudi Fil Qadr) » Duniya…
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Hadees: Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke… Hadith: 10-July: Abdullah ibn Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jo Shakhs Muamle ke Galat hone ka ilm hone ke bawajood Naahaq Jhagda kare, woh jhagde se Nikalne tak Allah ke Gazab me rehta hai." 📕 Abu Dawood 3597
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Jab Koi Taubah Kare Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Astaghfirullah Allazi La Ilaha Illa Huwal Hayyul Qayyum Wa Atubu Ilayh" "Tum Me Se Jab Koi Taubah Kare Tou Allah Ta'ala Uss Se Itna Ziyada Khush Hota Hai, Jitna Koi Tum Me Se…
- Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, "Tum Per Yeh Lazim Hai ke Apni Aurton Per Narmi-O-Meharbani Karo. Naa In Per Zulm Karo aur Na In Per Tangi Karo Iss Liye Ke Jab Aurat Per Zulm Kiya Jaye Tou Allah Ta'ala Aisa Hi Naraaz Hota Hai Jaisa Ke…