♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad,
Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna..”
– (Tabranii Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna ….
Related Posts:
- Kisi Ki Musibat Par Khushi Naa Manaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Ne Waasila (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Apne Bhai Ki Samatat Na Kar ! Yaani Uski Musibat Par Khushi Ka Ezhar Na Kar, Ki Allah Ta’ala Uss Par Reham Karega Aur Tujhe Usmey Mubtila Kar Dega.." - (Islami Akhlaq-O-Aadab,…
- Do (2) Din Khushi Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Jab Hijrat Farma Kar Madina Tashreef Laye Tou Dekha Yahan Ke Log Saal Me 2 Din Khel-Kood Karte Hain, Khushi Manate Hain. *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Logon Se Pucha - "Yeh 2 Din Kaise Hain ?" *Logo Ne Arz Kiya - "Inn 2…
- Musalman Se Ladna Kufr Hai ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Musalman Ko Gaali Deney Se Aadmi Fasiq Ho Jata Hai Aur Musalman Se Ladna Kufr Hai.." - (Bukhari Sharif)
- Kisi Ka NaaHaq Aur Zulman Qatl Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek Musalman Ka Khoon, Maal Aur Izzat Dusre Musalman Par Haraam Hai.." - (Muslim, Page: 1386-1387, Hadith: 2564) # Wajahat: Hazrat Mufti Ahmed Yar Khan Farmate Hain, Iss Hadith Se Ye Patah Chalta Hai Ke Koi Musalman Kisi Musalman Ka Maal…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Naa hi Zulm Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Eyaaz Ibne Himaar Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke, Allah Ta’ala Ne Mujhe Wahi Farmayi Ki Inkisar Karo Hatta Ki Koi Kisi Par Fakr Na Kare Aur Koi Kisi Par Zulm Na Kare. - (Mishkatul Masaabih. Al Hadees: 4898, Jild 2 Safa 202)…
- Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Kisi Musalman Ko Aisi Jagah Zaleel Kare Jahan Uss Ki Izzat Ki Jati Ho Tou, Allah Uss Ko Uss Jagah Zaleel Karega Jahan Uss Ko Allah Ki Madad Ki Zaroorat Hogi". - (Abu Dawood, Jild 3, Hadis No-1455) # Sabaq:…
- Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagane Ka Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Kisi Beqasoor Musalman Par Ilzam Lagana Aasman-O-Zameen Se Bhi Bhaari Gunaah Hai". - (Bukhari Vol-1, Page-330)
- Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai... Hadith: Musalman ke Musalman par 5 Huqooq hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Musalman ke Musalman par 5 haq hai: Salam ka Jawab dena, Bimar ki Ayadat karna, Janaze ke Sath Jana, Dawat Qabool Karna,Cheenk ka Jawab dena." 📕 Sahih Bukhari; Hadees: 1240 Allah Ta'ala hum sabko yah tamam hukook…
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Apne Musalman Bhai se 3 Din se Zyada Naraz naa rahey 3 din se Zyada Narazgi Hadees in Roman Urdu | Hadees: "Kisi Musalman ke liye ye Jayez Nahi ki Apne Bhai se 3 Din se Zyada Narazgi ki Wazah se Baat Chit Karna Chhor de." [Sunan Abu Dawood, Hadith 1483]
- Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maarey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Koi Qasam Kha Kar Kisi Musalman Ka Haq Maare Tou Allah Ta'ala Uspe Jahannum Ko Wajib aur Jannat Ko Haraam Kar Deta Hai..." - (Muslim Shareef)
- Musalman Wo Hai Jiski Zubaan aur Haath Se Dusre Musalman… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) Se Riwayat Hai Ki Rasoo'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Musalman Wo Hai Jiski Zubaan Aur Haath Se Dusre Musalman Bachey Rahey Aur Muhajir Wo Hai Jo Unn Kaamo Ko Chor De Jinhe Allah Ta'ala Ne Manaa Farmaya.." - (Sahih al-Bukhari, 10) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबुद्ल्लाह…
- Aib Waali Cheeze Tijarat me Bechne ke Aadab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Musalman Dusre Musalman Ka Bhai Hai Aur Jab Musalman Apne Bhai Ke Haath Koi Cheez Bechey Jis Me Aib(Burayi) Ho Tou Jab Tak Bayaan Na Kare Us'sey Bechna Halaal Nahi". - (Sunan Ibne Majah, Kitab-Ul-Tijarat, Jild-3, Page No.58, Hadith…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Allah Ke yaha Sabse zyada Mehboob wo Shaks hai Jo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Aadmi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kaha "ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! kounsa shakhs Allah subhanahu ko zyada mehboob hai aur kounsa amal Allah subhanahu ko zyada pasandida hai ? ..." *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "logo me sabse zyada mehboob Allah…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Daulatmand Se Jyada Muflis Musalman Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Sahal Bin Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Unhone Farmaya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Se Ek Shakhs Guzra - Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apne Paas Baithe Hue Ek Sahabi Se Farmaya "Iss Shakhs Ke Baare Me Tumhari Kya Raaye Hai?" Unhone Arz Kiya "Yeh…
- Mahr aur iske Ahqaam aur Masail .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » (1). Mehar Ki Adaygi Me Khush Dili Ka Muzaihra Kare ! ♥ Al-Quraan: "Aur Aurto Ko Inke Mehar Khushi Se Do" - (Surah Nisaa: Aayat 4) - Is Aayat Se Sabit Hota Hai Ke Mehar Ki Adayegi Me Khush Dili Ka Muzaihra Karna Chahiye. » (2).…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Iman Ka Zayqa (Test of Iman) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abaas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jis Ne Allah Ko Apna Parwardigar, Islam Ko Apna Deen Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Rasool Khushi Se Maan Liya, Tou (Samzo Ke) Uss Ne Iman Ka Zaiqa Chakh Liya..." - (Sahih…
- Walidain Ki Nafarmani Bahut Hi Bada Gunah Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mugeerah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan…
- Baitullah Ka Hajj Sahib-e-Istehaat Musalman Per Farz Hain… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Huzoor-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Raah Ke Kharch Aur Baitullah Sharif Tak Pahucha Dene Wali Sawaari Ka Kharch Ka Maalik Ho Aur Fir Usney Hajj Nahi Kiya Tou Uske Yahudi Ya Nasrani Ho Ker Marne Me Koi…