Murde Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Tarha

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Murdon Ka Haal Qabr Me Dubte Hue Insan Ki Maanind Hai,
– Ke Woh Shiddat Se Intzaar Karta Hai Ke,
Baap Ya Maa Ya Bhai Ya Kisi Dost Ki Dua Usko Pahunche
– Aur Jab Kisi Ki Dua Usey Pahunchti Hai Tou
Uske Nazdik Woh Duniya Wa Mafihaa Se Behtar Hoti Hai,
*Allah Azzwajal Qabr Walon Ko Unke Zinda Mutalikin Ki Taraf Se
Hadeeya(Tohfa) Kiya Hua Sawaab Pahadon Ki Maanind Ataa Farmata Hai,
Zindon Ka Hadeeya (Tohfa) Murdon Ke Liye ‘Dua-e-Magfirat’ Karna Hai”.
(Baihaki Soebul-Emaan Jild:6 Safa:203)

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: