♥ Mafhoom-e-Hadees: Uqba-Bin-Aamir (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Ek Roz Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Nikle
Aur Uhad Ke Shaheedon Par Namaz Parhi Jaise Janaze Ki Namaz Parhte Hain
Phir Minbar Ki Taraf Aaye Aur Farmaya –
“Main Tumhara Paish Khaima Hunga Aur Gawah Hunga Aur Qasam Allah Ki
– Main Hauz Ko Iss Waqt Dekh Raha Hoon Aur Mujhko Zameen Ke Khazano Ki Kunjiya Ata Ki Gayee Hain,
– Yaa Zameen Ki Kunjiya Aur Qasam Allah Ki Mujhe Ye Darr Nahi Ki Tum Mere Baad Shirk Karoge
– Balki Ye Darr Hai Ki Tum Duniya Ki Lalach Me Aakar Ek Dusre Se Hasad Karne Lagoge”.
– (Sahih Muslim Book 030, Hadees-5688)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Mujhe Ye Darr Nahi Ki Tum Mere Baad Shirk Karoge ….
Related Posts:
- Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki - "Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya. Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya". - (Musnad-e-Imaam…
- Mohabbat-e-Rasool Ke Dawedaar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Meri Ummat Me Se Mere Sath Shadeed Mohabbat Karne Waale Wo Log Hain - Jo Mere Baad Aayenge Aur Unme Se Har Ek Ki Tamanna Ye Hogi Ki - Kaash Wo Apne…
- Mujhe Mere Martabey Se Ziyada Na Badhao .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Umar (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihi Sasallam) Ne Farmaya - "Mujhe Mere Martabey Se Ziyada Na Badhao ! Jaisey Esa Ibne Mariyam (Alaihi Salam) Ko Nassara Ne Inkey Martabey Se Ziyada Badha Diya Hai, Main Tou Sirf Allah Ka Banda Hoon! Isliye Yahi…
- Hadees: Shirk ke baad Sabse Bada Gunaah ye hai ke aadmi apne… Hadith: 1-May: Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke: ‟(Shirk ke baad) Sabse Bada Gunaah ye hai ke aadmi apne Maa Baap ko bura bhala kahe. 📕 Muslim 263
- Al-Quran: Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke… Quran: 04-July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah Rabbul Izzat Qurane Majid me farmata hai: ‟Agar tum acche kaam karoge to apne hi fayde ke liye karoge aur bure kaam karoge to bhi wo tumhare liye hi bura hoga.' 📕 Surah Bani Israil 17:7
- Hadees: Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad)… Hadith: 11-April: Amr bin Hazm (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Qayamat ke din Allah ke nazdeek (Shirk ke baad) sabse bada Gunah Sood khana hai. 📕 Mustadrak 1447
- Badshaguni Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-bin-Mas'ud (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya, "Badfaeli (Badshagooni Me Yaqeen Karna) Shirk Hai, Kisi Ko Badfaeli Ki Waham Ho Tou (Usey Chahiye) Allah Subhanahu Wa Ta'ala Par Bharosa Kare, Allah Subhanahu Wa Ta'ala Uss Bharose Ki Wazah Se Usko Door…
- Biddat Ki Haqeeqat: Part-4 # Rasool’Allah(ﷺ) Ki Aakhri Wasiyat - ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah(ﷺ) Ne Ek Roz Khutba Diya ,… EK Sahabi-e-Rasool Arbaz Bin Sariyaah (RaziAllahu Anhu) Uthey Aur Kahne Lage Ke - “Ya Rasool’Allah!(ﷺ) ! Mujhe Darr Hai, Mujhe Aisa Gumaan Hai Ke Kahi Ye Aapka Aakhri Khutba Tou Nahi ? Lihaja Kuch Nasihat…
- Qabr Ki Tabah Kariyan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Qabr Aakhirat Ki Sab Se Pehli Manzil Hai, Agar Sahib-e-Qabr Ne Iss Se Najaat Paayi Tou Baad Ka Mua'mala Is Se Aasan Hai, Aur Agar Iss Se Najat Na Paayi Tou Baad Ka Mua'mla Zyada Sakht Hai." - (Sunan Ibne Maja…
- Tawheed aur Shirk : Part:1 ✦ Mushriko ke Nek Aamal Unhe Aakhirat me koi Fayda nahi Dega: ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Ummhatul Momineen Hazrate Ayesha Siddiqa (RaziAllahu Anha) Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Ek Shakhs Ke Talluk Se Sawaal Kiya - Ya Rasool'Allah! Abdullah-Bin-Judan Kaha Jayega? Abdullah Bin Judan Ka Kya Hoga ? Allah…
- Kisi Takleef Ki Wajah Se Mout Ki Aarzu Na Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Me Se Koi Shakhs Kisi Takleef Ki Wajah Se Jo Tumhe Pohanchi Ho, Mout Ki Aarzoo Na Kare. Aur Agar (Takleef Ki Noeyat Aysi Ho Keh Iss Ke Bagair) Chara Na Ho Tou Iss Tarhan Dua Kare, "Aye Allah !…
- Jo Allah Ki Nafarmani Karey, Uski Koyi Ita'at Nahi ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Mere Baad Kuchh Aise Log Bhi Tumhare Mu’amlat Ki Nighraan (Aur Tumhare Huqmraan) Hongey Jo Sunnat Ki Roshni Ko Bujhayenge, Biddat Par Amal Pyara Hongey Aur Namaz Ko (Afzal) Waqt Se Der…
- Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sauban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Main Khatam-Un-Nabiyeen Hu! Mere Baad Koi Nabi Nahi Hoga.." - (Abu Dawood, Tirmizi, Mishkat:Page-465) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya -…
- ♥ Mohabbat Ki Haqeeqat Lafz-e-Mohabbat Hum Apni Zindagi Anginat martaba Sun'te Rehte hai , Jabki Iske Haqiki Maane Aur Mafhoom se Hum Bekhabar hai, Tou Lihaja Is Post Ke Waseele Se Aayiye Ek Misal Ke Tehat Ye Wajeh Kar Dete Hai Ke Aakhir me "♥ Hai Kya Ye Mohabbat ?…" *Yaad Rahe Ke Mohabbat…
- Jo Tum Bura Karoge Woh Tumhare Saath Rahega Ek Aurat Hamesha Jab Apne Ghar Waalo Ke Liye Roti Pakaati Tou Ek Roti Khidki Ke Bahar Rakh Deti, Yeh Soch Kar Ki Koi Bhuka Faqir Aayega Tou Ye Roti Utha Kar Le Jayega Aur Dua Dega. Jab Woh Aurat Khidki Par Roti Rakhti Tou Ek Faqir Waha Par Aata…
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Kya Humare Badey Galat They ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya - Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai Usne Shirk Kiya. – [Musnad Ahmad (4/156) No. 17458 and Mustadrak al-Haakim (4/243) No. 7513] # Tou kya humare badey Galat they jinhone Taweez ka Aqida ijad kiya ? - Ab Bolney mat Lagayiye ,..…
- Kya Musalman bhi Shirk kar sakta hai ? Aksar Log Humse aisa Sawal Karte hai Ke - "Kya Musalman Kabhi Shirk Kar Sakte Hai ?" Tou Aayiye Shariyat kya kehti Iskey Talluk Se Ye Jaan Letey hai ,.. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke – “Qayamat Uss Waqt Tak Qayaam Na Hogi Jab Tak Meri…
- Bagair Khaye Roze Se Roze Milakar Na Rakhey ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira Se Mairvi Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne "Bagair Kuch Khaye Piye Roze Se Roze Milakar Rakhne Se Mana Farmaya" *Tou Ek Sahaba ne Arz Kiya Ki - "Ya Rasool'Allah! Aap Tou Issi Tarah Roze Rakhte Hai" *Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya…
- Allah Ta'ala ne Apne Bando Ko 9 Baato Ka Huqm Diya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Mujhe(aur Tamam Imanwalo ko) Mere Rab Ne 9 Baato Ka Huqm Diya" ∗1. Zahir Aur Poshida Har Haal Me Allah Se Darta Rahu. ∗2. Chahe Ameer Hu Ya Faqeer Har Haal Me…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Jo Sachchey Dil Se Iman Laya Uspar Jahhanum Ki Aag Haram ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ubada Bin Samit (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs (Sachchey Dil Se) Gawahi De Ki Allah Ke Siwa Koi Ibadat Ke Layaq Nahi - Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah Ke Rasool Hain" Tou Allah Subhanahu Ta'ala Uss Par Jahannam…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Ilm Kya Hai ? .... ♥ Umar Ibne Khattab (RaziAllahu Anhu) Se Ek Martba Sawaal Kiya Gaya Ke: ‘Ilm Kya Hai ?’ Aapne Farmaya: “Ilm Wo Hai Jo Allah Ki Kitaab Me Hai ,.. Yaani Jo Allah Ne Kaha Wo Ilm Hai” ,. Aur Jo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaha Wo Ilm Hai ,..…
- Sabr Ka Badla .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: Allah Ta'ala Farmata Hai: "Mere Uss Momin Bandey Ka Jiska Main Koi Aziz Duniya Se Utha Lu Aur Wo Uss Par Sawaab Ki Niyat Se Sabr Kar Le Tou Uska Badla Mere Yahan…