♥ Mafhoom-e-Hadees: Momin Ka Taaluq Momin Ke Saath Aisa Hai
Jaise Deewaar Ka Ek Hissa Dusre Hisse Ko Sahara Deeye Huve Hota Hai.
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Yeh Farmaya
Aur Apne Dono Haathon Ki Ungliyon Ko Ek Dusre Me Mila Diya.
– (Bukhari Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Momin Ka Taaluq Momin Ke Saath Aisa Hai Jaise ….
Related Posts:
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Momin Ke Mout ki Kaifiyat ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Momin Ko Mout Iss Tarha Aa Jaati Hai Jis Tarha Peshani Par Paseena Aa Jata Hai.." - (Mishkat: Jild-1, Page-342)
- Aadmi Subah Ko Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qayamat ki Nishaniya: Fitno Ka Zahoor « *Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatay Hain Ke, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Jaldi Jaldi Amaal-e-Saleh Baja Lao, (Kyon Ke) Andhere Raat Ki Tarah Fitne (Nazil Hone Wale) Hai. Subah Ko Aadmi Momin Hoga Tou Shaam Ko Kafir Ho Jayega,…
- Momino me se Kamil tareen Momin woh hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummeha-tul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hain Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Momino Me Se Kamil Tareen Momin Woh Hai Jo Behtareen Akhlaaq Ka Maalik Hai. Aur Apne Ahl-O-Ayal Ke Saath Nihayat Narm Hai.” - (Tirmidhi As-Sunan, 05/09, Raqam-2612) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: उम्मेहातुल मोमिनीन आयेशा (रजीअल्लाहु अन्हा) रिवायत…
- Neki Ka Hukm Dena aur Burayi se Rokna Farz hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Abdullaah Bin Mas'ood (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ne farmaaya : "Allah ne mujhse pehle Kisi Ummat mein jitne bhi Nabi bheje, unki Ummat mein se unke kuch Hawaari aur Saathi hote they jo unki Sunnat par chalte aur unke Hukm…
- Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai Hadees of the Day Ek Momin dusre momin ke liye Imarat ki tarah hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Ek Momeen dusre Momin ke liye Imarat ki tarah hai, Uska ek hissa dusre hisse ko Quwwat pahuchata hai." 📕 Sahih Muslim 2556
- Momin Ka Sab se Bhaari Aamal Husn Akhlaq ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai: “Qayamat Ke Din Jab Tarazu Me Amaal Toley Jayenge Tou (Momin Ka) Sab Se Bhari Aamal Husn Akhlaq Hoga.” - (Ibn Haban, 876) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "क़यामत के दिन जब तराजू में अमाल तोले जायेंगे तो…
- Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya : "Momin Apne Bhai Ka Aa’ina Hai, Jab Woh Uss Me Koi Burayi Dekhta Hai Tou Uss Buraayi Ki Islah Kar Leta Hai.” - [Bukhari As-Sahih, 01/93, Raqam-238] [Ibn Mubarak Az-Zuhad, 01/485, Raqam-1378] [Asqalani…
- Tab Tak Momin Ka Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Momin Ke Dil Me Jab Tak Lalach Ya Makhlooq Me Se Kisi Ka Khauf Baaki Hai, Tab Tak Uska Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta" - Qoul-e-Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh)
- Kisi Ki Musibat Par Khushi Naa Manaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Ne Waasila (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Apne Bhai Ki Samatat Na Kar ! Yaani Uski Musibat Par Khushi Ka Ezhar Na Kar, Ki Allah Ta’ala Uss Par Reham Karega Aur Tujhe Usmey Mubtila Kar Dega.." - (Islami Akhlaq-O-Aadab,…
- Momin Par Lanat Bhejna Qatl Karne Ke Barabar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Thabit Bin Ad-Dahhak (R.A) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Apney Nafs Ko Kisi Cheez Se Halak Karey Wo Dojakh Me Usi Cheez Se Azab Diya Jata Rahega, Aur Momin Par Lanat Bhejna Usko Qatl Karney Ke Barabar Hai, Aur Jisney Kisi Momin Par…
- Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti, 1) Kanjusi, 2) Burey Akhlaaq" - (Tirmizi, 1962) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू सईद खुदरी (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Momin Dusre Momin Ka Aaeena Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – Momin Dusre Momin ka Aaeena (Mirror) hai aur Momin Dusre Momin ka Bhai hai Jo Nuksaan ko Uss se Door karta hai aur Uski Gair-Moujudgi me uski Hifazat karta hai.” – (Sunan Abu Dawud, Vol-3, Hadith.1486) ✦ Subhan'Allah ! Aayine ki Misaal bohot…
- Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Bada Martaba Pa Leta… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Farmaya: “Momin Apne Acchey Akhlaq Ki Wajah Se Unn Logon Jaisa Martaba Paa Leta Hai Jo Raaton Ko Ibadat Karte Hai Aur Din Ko Roze Rakhte Hai.” - (Sahih Mustadrak Haakim, 198) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अल्लाह के रसूल (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: “मोमिन…
- Bhai Ki Mazrat (Muafi) Kabool Kiya Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Dusro Ki Aurato Se Parhez Kar Ke Paak Daman Ho Jao - Aisa Karne Se Tumhari Aurate Paak Daaman Rahegi, *Aur Apne Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Karo - Aisa Karne Se Tumhare…
- Qarz Ke Adayegi ke Baigair Momin Ki Rooh Jannat se Mehroom Hadees of the Day Qarz Ke Adayegi ke Baigair Momin ki Rooh Jannat se Mehroom Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya - "Momin ki Rooh Uss Waqt tak Jannat me Jaane se Rooki Rehti hai Jab tak ke Uska Qarz Ada naa kiya jaye." 📕 Sunan Ibn Majah, Jild 2, 570 –Sahih
- Bimar Bhai Ki Ayadat Ka Sawab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda-e-Momin Jab Apne Saahib-e-Imaan Bhai Ki Ayadat Ko Jaata Hai, Tou Wapas Aaney Tak Woh Goya Jannat Ke Bagh Me Hota Hai..." - (Muslim Sharif: Hadith no.2568)
- Momin ke Qatal ka Anjaam Hadees Of The Day Momin ke Qatal ka Anjaam Abu Saeed Khudri aur Abu Huraira (r. a) se riwayat hai ke,Nabi-e-Kareem (ﷺ) ka farman hai: “Agar Aasman aur Zameen wale (saare ke saare) ek Momin ke Khoon me Sharik ho jaye toh Allah un sabko Jahannam me daal dega.” 📕 Sahih…
- Al-Quran: Aye Nabi (ﷺ)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye… Quran: 9-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝ Aye Nabi (Salallahu Alaihi Wasallam)! Aap mere (Momin) bando se keh dijiye ke wahi baat kaha kare jo behtareen ho.❞ -Surah Bani Isra'il 17:53
- Momin Ki Hurmat Kaabe Se Bhi Badhkar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Muslim blood more sacred than the Ka`ba Musharrafa" *Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Kaaba-e-Mouzzama Se Muqhaatib Ho Ke Farmaya: "Momin Ki Hurmat Tujh Se Jyada Hain. " - (Tabarani: Chapter-'Ikramul Muslimeen') *Isi Aahadeese Mubarak Ke Tehat Likhney Walo Ne Bada Behtareen Qaul Likha Ke - "Chahe…
- Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Hadees of the Day Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bughz na rakkhe Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Koi Momin Mard, Apni Momina Biwi se Bhugz (nafrat) na rakkhe, kyunki agar Us sey uss ki koi Aadat Napasand hai tou koi dusri pasand bhi hogi." 📕 Sahih Muslim:…
- Musalman Aapas Me Bhai-Bhai Hai ,... Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Hai: ♥ Al-Quraan: "Beshaq Momin Aapas Me Bhai-Bhai Hai" - [Surah(49) Hujrat; Ayat-10] - Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: “Momin Dusre Momin Ka Aaeena (Mirror) Hai, Aur Momin Dusre Momin Ka Bhai Hai. Jo Nuksaan Ko Uss…
- Jisne Quran Hadees ke Khilaf Apni Raay Rakhi woh Gumrah… ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ Allah aur Uskey Rasool (ﷺ) ki Nafarmani Kis tarha Gumrahi Laati hai Iskey Talluk Rabbul Izzat Ek Aayat me bayan farmata hai ke - Kisi Momin Mard aur Momin Aurat ke Liye Jayaz nahi ke Jab Allah aur Uskey Rasool koi Baat ka Faisla kar de Unmey…
- Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Na Kiya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Se Marvi Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Momin Ke Liye Munaseeb Nahi Ke Wo Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kare" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Apne Aapko Zaleel-O-Khuwar Kis Tarah Kiya Ja Sakta Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…