♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jiska Kisi Shakhs Par Koi Haqq(Qarz) Ho, Wo Usey Mohlat De
Tou Usey Har Din Ke Badle Sadqe Ka Sawaab Milega…”
– (Mishqat Sharif Page-253)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Mohlat Ke Har Din Ke Badle Sadqe Ka Sawaab
Related Posts:
- Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do ★ Tangdast ko Muaf kar diya karo !!! ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ek shakhs (zamane-e-guzistah me) logo ko Udhaar(Qarz) diya karta tha, woh apne ghulaam ko kaha karta kisi tangdast madiun(Karz lene wale) ke paas jana, usko…
- Tahajjud Ki Niyyat Ka Sawaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman Hai Ke - "Jo Shakhs Raat Ko Sotey Waqt Tahajjud Ki Niyat Karle Lakin Woh Bedaar Na Ho Saka Tou Usey Uss Amal Ka Sawaab Mil Jata Hai Jis Ki Usne Niyat Ki Aur Woh Neend Uss Par Uss Ke Rab Ki…
- Iman aur Sawaab Ke Liye Ramzaan Ke Roze ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Emaan Ki Wajah Se Aur Sawaab Ke Liye Ramzan Ka Roza Rakhega Uske Gunaah Bakhsh Diye Jaayenge *Aur Jo Emaan Aur Sawaab Ki Niyat se Ramzan Ki Raaton Ke Qayaam Karega (Nawafil…
- Badaa Sawaab Badi Balaaon Ke Saath .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Badaa Sawaab Badi Balaaon (Badi Musibat Ya Aazmayish) Ke Saath Hai". - (Sunan Ibne Majaa Jild:4 Safa:374 Hadees:4031 Bairut) » Jo Shakhs Apne Maula(Rab) Ki Muhabbat Ka Dam Bharta Hai, Tou Allah Ta'ala Balaaon Se Uss Ka Imtihaan Farmata Hai.…
- Jo Ramzan Ki Raato me Allah Ke Waado Par Yakeen Karte Hue… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Ramzan Ki Raat Me Allah Ta'ala Ke Waado Par Yakeen Karte Hue Aur Uss Ke Ajr Wa Sawaab Ke Shauk Me Namaz Padhta Ho Uss Ke Pichle Sab Gunaah Muaf Ho Jaate Hai." - (Bukhari Sharif)
- Roze Qayamat Maaldar Log Miskino Par Rashk Karenge ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jab Baroze-Qayamat Ahle Balaa (Yaani Duniya Me Bimaariya, Pareshaniya Uthanewaley) Ko Sawaab Ata Kiya Jayega Tou Aafiyat Wale (Maaldar Aur Duniya Me Khus Rehnewale Log) Tamanna Karenge, Kaash ! Duniya Me Hamaari Khaale Kechiyon Se Kaati Jaati. (Tou Aaj Hume…
- Nafeel Roze Ka Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) Irshad Farmate Hai - "Agar Kisine Ek Din Nafl Roza Rakha aur Zameen Bhar Usey Sona(Gold) Diya Jaaye Tab Bhi Uska Sawaab Poora Na Hoga. Uska Sawaab Tou Qayamat Hee Ke Din Milenga.." - (Tibrani Shareef) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस:…
- Jo Shakhs Rishtedaro ka Haq Ada karne ke liye Sadqe ka… ♥ Hadees-e-Nabvi (ﷺ) : RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, “Jo Shakhs Rishtedaro ka Haq Ada karne ke liye Sadqe ka Darwaaza kholta hai tou Allah Ta’ala us ki Doulat ko badha deta hai” – (Musnade Ahmad: 9624) ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, “जो…
- Gharwalo par Kharch Karna bhi Sadqa Karne ke barabar Sawaab ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Mas'ud Al-Ansari (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Jab Musalman Apney Gharwalon par Allah ka Hukm Ada Karney ki Niyat se Kharch Karey tou Usmein bhi Usey Sadqey ka Sawaab Milta Hai." - (Sahih Bukhari, 5351) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू मसूद अल अंसारी…
- Jo Shakhs Isha Ki Namaz Jamaat Ke Saath .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Usmaan (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Isha Ki Namaz Jamaat Ke Saath Ada Karey (Usey Itna Sawaab Hai) Goya Uss Ne Aadhi Raat Tak Namaz Parhi, Aur Phir Subah Ki Namaz Jamaat Ke Saath Parhe Tou Itna…
- Shouk Ke Liye Kutta Paalne Se Parhez Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jo Aisa Kutta Paaley, Ke Na Woh Jaanwaro Ki Hifazat Ke Liye Ho Aur Na Shikaar Ke Liye Ho Tou Uss(Paalney Wale) Ke Naam-e-Amaal Se Rozana Do Kiraat Sawaab Kum Hota Rahega..." - (Sahih Bukhari, Jild: 3, Page: 210)
- Jab Allah Kisi Musalmaan ko Beemari Me Mubtilah Karta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Yahiya Ibn Say'eed (RaziAllahu Anhu) Se Rewayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Daur Me Ek Shakhs Ki Maut Par Dusra Ek Shakhs Ne Kaha, Woh Bara Naseebwala Tha, Kisi Beemari Ya Taqleef Ke Bagair Hi Mar Gaya, Ye Baat Sunkar RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:…
- Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe Se Afzal Hai." Farmaya! 'Do Logo Ke Darmiyan Sulah Kara Dena.' Saath Hee Me Yeh Bhi Farmaya Ke "Do Logo Ke Darmiyan Fasaad Karana Emaan Ko…
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- Ramzan me Umrah ka Sawaab Hajj ke barabar ✦ Mafhum-e-Hadith: Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ramzan ke Mahine me Umrah karna Hajj ke barabar hai." - Sunan Nasaii, Vol2, 21 - Sahih Subhan’Allah ! Gour karne wali baat hai ke Ramzan ka Umraah Hajj ke barabar sawab deta hai. Lekin…
- Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha: *Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Unn Nek Kaamon Ke Baarey Me Kya Hoga Jinhe Maine Kufr Ki Haalat Me(Imaan Laaney Se Pehle) Kiya Tha ?…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- ۞ Hadees: Jo Aadmi kisi Musalman ke Aib ko Dekh le aur phir… ۞ Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad farmatey hai ki, "Jo Aadmi kisi Musalman ke Aib ko Dekh le aur phir Usey Chhupaye tou isey Allah Ta’ala Itna Ziyada Sawaab ata karega jaise Zinda dafnayi bacchi ko Qabr se Nikal kar uski Parwarish kare aur uski Zindagi ka…
- Hadees: Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar… Hadith: 26-June: Irbaz bin Saariyah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: ❝ Jab Aadmi apni Biwi ko paani pilaata hai tou uspar bhi Sawaab diya jata hai.. 📕 Musnade Ahmed 17155
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Hadees: Kisi Nabeena ya Kamzor Nigaah wale ko rasta dikhana… Hadith: 22-June: Abu Zar (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Kisi (Nabeena ya) Kamzor Nigaah wale ko rasta dikhana Sadqa (Sawaab ka kaam) hai. 📕 Jami` at-Tirmidhi 1956
- Sabr Ka Badla .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: Allah Ta'ala Farmata Hai: "Mere Uss Momin Bandey Ka Jiska Main Koi Aziz Duniya Se Utha Lu Aur Wo Uss Par Sawaab Ki Niyat Se Sabr Kar Le Tou Uska Badla Mere Yahan…
- Shawwal ke 6 Rozo Ki Fazilat ✦ Mafhum-e-Hadees: Rasol'Allah (ﷺ) ke Aazad karda Ghulaam Hazrate Sobaan (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya - "Jo Eid-Ul-Fitr ke Baad 6 Din ka Roza rakhe isko purey Saal ke Rozon ka Sawaab milega, Jo ek neki laye isko iska 10 Gunaa ajar milega." 📕 Sunan-Ibn-Majah;…
- Momeen Qayamat ke din apne Sadqe ke Saaye me hoga ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Roman Hadees ✦ Momeen Qayamat ke din apne Sadqe ka Saya hasil karega ✦ Uqba bin aamir (R.A) se riwayat hai ki RasoolAllah ﷺ ne farmaya :"Beshak Sadqa , Sadqa karne walo se Qabr ki garmee (tapish) ko khatam kar deta hai aur momeen Qayamat ke…