♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya –
“Meri Ummat Me Se Mere Sath Shadeed Mohabbat Karne Waale Wo Log Hain –
Jo Mere Baad Aayenge Aur Unme Se Har Ek Ki Tamanna Ye Hogi Ki –
Kaash Wo Apne Sab Ahle-O-Ayaal Aur Maal-O-Asbaab Ke Badley Me Mujhe Dekh Lein”
– (Sahih Muslim, Kitab Ul Jannah, Jild 4, Hadees-2832),
– (Musnad Ahmad Bin Hanbal, Jild 2, Page 417, Hadees-9388),
– (Ibn Habban Fi Sahih, Hadees-72)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Mohabbat-e-Rasool Ke Dawedaar
Related Posts:
- Ankareeb Ye Ummat 5 Se Mohabbat Rakhegi Aur 5 Ko Bhool… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Nabi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Meri Ummat Par Woh Zamana Jald Ayega Ki Woh 5 Se Mohabbat Rakhenge Aur 5 Ko Bhool Jayenge" ∗ 1. Duniya Se Mohabbat Rakhenge, Aur Aakhirat Ko Bhool Jayenge.. ∗ 2. Maal Se Mohabbat Rakhenge, Aur Muha'saba Ko Bhool Jayenge..…
- Masjid Se Mohabbat Rakhne Wala Arshe-Ilahi Ke Saaye Me ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Masjid Se Mohabbat Rakhney Wala Qayamat Ke Din Arshe-Ilahi Ke Saaye Me Hoga.." - (Bukhari Sharif) *Iss Aahadeese Mubarak me Masjid ki Mohabbat se Muraad Namazo Ki Pabandi hai ,. ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez ! Allah Ta'ala Hume Kehne Sun'ne Se…
- Rasool'Allah Se Mohabbat Dono Jahaa Me Azmat .... ♥ Al-Quraan: Tumharey Pass Tum Hi Me Se Ek Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aaye Hai Tumhari Takleef Unko Gira'ah (Apni Takleef) Maloom Hoti Hai, Aur Tumhari Bhalayi Ke KhwahishMand Hai Aur Momeeno Par Nihayat Shafqat Karney Waley (Aur) Meharbaan Hai. - (Surah At-Taubah (9), Aayat-128) ♥ Al-Quraan: Aur Hum(Allah)ne Aap(Sallallahu…
- ♥ Mohabbat Ki Haqeeqat Lafz-e-Mohabbat Hum Apni Zindagi Anginat martaba Sun'te Rehte hai , Jabki Iske Haqiki Maane Aur Mafhoom se Hum Bekhabar hai, Tou Lihaja Is Post Ke Waseele Se Aayiye Ek Misal Ke Tehat Ye Wajeh Kar Dete Hai Ke Aakhir me "♥ Hai Kya Ye Mohabbat ?…" *Yaad Rahe Ke Mohabbat…
- Rishtedaro Ke Sath Achha Sulook Karne Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman-e-Alishan Hai: "Rishtedaron Ke Sath Achha Sulook(Husn-e-Sulooq) Karna - Khandaan Me Mohabbat, Maal Me Kasrat Aur Umr Me Barkat Paida Karaati Hai.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Subhan'Allah !!! Allah Taala Hume Kehne Sun'ne Se Jyada Amal ki Taufik Dey . Ameen…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Mohabbat Ke darjaat Mohabbat Ke darjaat : Iman Walon ko tou Allah hee se Zyada Mohabbat hoti hai
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 8 Allah Hum se kab Mohabbat karega ? Aaj Hum Allah se Mohabbat ke liye Tarastey hai ke Allah Humse Mohabbat kare, Hum Uskey Mehboob Ban Jaye, tou Aayiye Dekhtey hai ke Allah se Mohabbat ka Tareeka kya hai ? Ke Allah Kab Hum se Mohabbat Karega? Allah Khud Quraan me…
- Sunnat Ki Ahmiyat: Part 5 ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - “Jo Shakhs Meri Ummat Tak Koi Islami Baat Pohchaye Ta'aki Uss Se Sunnat Qaayam Ki Jaye Ya Uss Se Bad’Mazhabi Door Ki Jaaye Tou Woh Jannati Hai”. – (Tirmizi Sharif) *Gour Karne Waali Baat Hai Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Uss…
- Jannat me Jaane se Koun Inkaar Karega ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallaho Alayhe Wasallam) Farmatey Hai - "Meri Saari Ummat Jannat Me Chali Jayegi Siwaye Uske Jisney Jannat Me Jaaney Se Inkaar Kar Diya.." Sahaaba (RaziAllahu Anhu) Ne Pucha - "Aye Allah Ke Rasool! Jannat Me Jaaney Se Tou Koi Bad-Bakht Hi Inkaar Karega". Aap (Sallallaho Alayhe Wasallam)…
- Allah Apne Bando Me Kinhe Pasand Karta Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! » Aur Allah Sabr Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Imran, 146) » Beshak Allah Ta'ala Insaf Karne Walon Se Mohabbat Karta Hai. - (Al-Mumtahina, 8) » Beshak Allah Ta'ala Unn Se Mohbbat Karta Hai Jo Uss Per "Tawakkala" Karte Hain. - (Al-Imran, 159)…
- Apne Darmiyan Salaam Ko Phailao ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Qasam Hai Uss Zaat Ki Jiske Qabze Me Meri Jaan Hai! *Tum Jannat Me Tab Tak Dakhil Nahi Ho Sakte Jab Tak Ki EmaanWale Na Ho Jaye, *Aur Tum Tab Tak EmaanWale Nahi…
- Ek Dusre Ke Saath Musafa Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ata Khurasani (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Ek Dusre Ke Saath Musafa Karo, Is Se Qina Jata Rahta Hai, Aur Hadiya (Tohfa) Bhejo Isse Aapas Me Mohabbat Hogi Aur Dushmani Jati Rahegi" - (Mishkat Sharif) #Note: Hadiya (Tohfa) Sab…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…
- Jhoote Nabion Aur Dajjalon Ka Zahoor .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatey Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Qayamat Iss Waqt Tak Qayem Na Hogi Jab Tak Ke 30 Ke Qareeb Dajjal Aur Jhoote Na Zahir Ho Jayen Jin Me Se Har Ek Rasool Hone Ka Daawa Karega". - (Sahih Bukhari Kitab-Ul-Munaqib…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 14 Sunnat-e-Rasool Ko Tark Karne Waley Ka Duniyawi Anjaam : » Aayiye Aagey aur Kya Nuqsaan Hoga Duniyawi Aitbaar se Agar Sunnat-e-Rasool Ko Hum Chorr Dengey … • Allah Rabbul Izzat Surah Anfal ki Ayat Number 46 me Farmata Hai: ۞ Al-Quran ۞ "Aye Wo Logon Jo Iman Laye Ho! Ita'at…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Jo log Allah Ke liye Apas me Mohabbat rakhte hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya ke, Allah Ta'ala irshaad farmata hai: "Jo log meri Azmat aur Jalaal ki wajeh se Aapas me Mohabbat rakhte hain, Qayamat ke din unke liye Aise Noor ke Meember honge jin par Ambiya aur Shuhada bhi Rashk karenge." - (Jame Tirmizi, 2390) ♥ Subhan'Allah!!!…
- Ishq Love Affairs aur Mohabbat ki Haqeeqat by Adv. Faiz Syed Islam me Ishq ki Hakikat Kya hai?, Moujuda haal me Love Afairs ki Shakl me Mohabbat ke jo Aqsaam nazar aa rahe hai uspar Shariyat ka hukm kya hai ? aayiye iske bare me tafsili jankari ke liye is Video bayan par Gour karte hai. baraye meharbani isey jyada se…
- Sunnat Ki Ahmiyat : Part 6 Mohabbat Kisko Kahte hai ? Aayiye Ek Misal De Du Mohabbat Ki… Ke Mohabbat Kisi Cheez Ka Sirf Naam Nahi Mohabbat!! ,.. - Balki Mohabbat Ka Matlab Hota Hai Ita'at ,.. *Agar Mai Ye Kahu Aapse Ke Mai Apne Walidain Se Mohabbat Karta Hu! Tou Kya Tasawwur Karoge Aap Mere…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…