♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Masjid Har Muttaqi (Parhezgaar, Allah Se Darne Wale) Ka Ghar Hai ,..
Aur Allah Ta’ala Ne Apne Zimme Liya Hai Ke Jiska Ghar Masjid Ho Usey Rahat (Sukun) Dunga,
Uss Par Rehmat Karunga. Pul-Sirat Ka Rasta Aasan Kar Dunga, Apni Raza Naseeb Karunga.
Aur Usey Jannat Me Dakhil Karunga”.
– (Tabraani, Bazzar, Majmauz-Zawayed)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Masjid Har Muttaqi Ka Ghar Hai ….
Related Posts:
- Sunnat aur Nawafil Namazein Ghar me Padhne ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zaid ibn Thabit(R.A) se Riwayat hai ke, RasoolAllah(ﷺ) ne Farmaya - "Farz Namaz ke Alawa (Sunnat aur Nawafil namazein) Ghar mein padhna meri is masjid (Masjid-e-Nabwi) me Namaz padhne se bhi afzal hai" - (Sunan Abi Dawud 1044-Sahih) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: जैद इब्ने थाबित (र.अ.) से रिवायत है के,…
- Masjid Me Janewale Har Qadam par Ek Neki ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Namaz Ba-Jamaat Ke Liye Masjid Me Janewale Har Qadam Ek Neki Ko Wajib Karta Hai Aur Ek Gunaah Ko Mitata Hai.." - (Ibne Habban)
- Masjid Se Mohabbat Rakhne Wala Arshe-Ilahi Ke Saaye Me ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Masjid Se Mohabbat Rakhney Wala Qayamat Ke Din Arshe-Ilahi Ke Saaye Me Hoga.." - (Bukhari Sharif) *Iss Aahadeese Mubarak me Masjid ki Mohabbat se Muraad Namazo Ki Pabandi hai ,. ♥ In'sha'Allah-Ul Azeez ! Allah Ta'ala Hume Kehne Sun'ne Se…
- Qabr Ko SajdaGaah Na Banao .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Saamne Aapke Wisaal Se Pehle Bimaari Ke Dino Me Habsha Ke Ek Girja-Ghar Me Bani Hui Tasveeron Ka Zikr Kiya Gaya, Aapne Sir Uthaker Irshad Farmaya - "Yeh Wo Log Hain Ki Jab Inme Koi Nek Aadmi Mar Jata Tou Uski Qabr Per…
- Musalmano Ke Gharo Me Subse Accha Ghar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Musalmano Ke Gharo Me Sub Se Behtareen Ghar Wo Hai Jisme Koyi Yateem Rehta Hai Aur Iss Ke Saath Behtareen Salooq Kiya Jaata Ho ,.. *Aur Musalmano Ke Gharo Me Se Badd'tareen Ghar Wo Hai Ki Iss Me Koyi Yateem…
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karne Chala .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farman-e-Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke - "Jo Ghar Se Wuzu Karke Namaz Adaa Karney Chala Uskey Ek Qadam Par Gunaah Mitata Hai Aur Dusrey Par Ek Darjah Buland Hota Hai.." - (Sahih Muslim)
- Masjid-e-Quba (Medina, Saudi Arabia) Masjid-e-Quba: Islam ka elan hone ke 12 saal baad Masjid-e-Quba ki tameer ki gayi. Nabi (ﷺ) ne Makka se hijrat kar ke Madina pahuchne to jaha Aap (ﷺ) ne qayam kiya waha nishani ke tour par Masjid banwaai gai. Isi raah me Madina Munawarra se taqreeban 5 kilometre ke fasle…
- Jis Bande ko Nek Biwi Mil Jaye ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ta'ala Ne Jise Nek Bibi Ata Ki, Usey Islam Ka Aadha Hissa Qayem Karne Me Madad Ki Hai, Baaki Aadhe Hisse Ke Liye Use Chahiye Ke Wo Allah Se Dare…
- Fazilat-e-Salaam ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Koi Tumhen Dua Salaam Kare TouUsko Uss Se Behtar Dua Do Ya Phir Usi Tarah Ke Alfaz Keh Do..." - (Al-Quraan: Surah: Nisa - Ayat: 86) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Salaam Me…
- Nikah Ke Liye Kis Cheez ko Tarji Dey ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Nikah Karne Me Maal Wa Daulat Husn Wa Jamaal Aur Hasab Wa Nasab Ko Tarjih Na Do !!! Balke Deendar Aurat Se Nikah Karke Kamiyab Ho Jao..." - (Bukhari Hadees: 5090) Jahir Si Baat Hai Deendari Afzal hai Tamam…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Babri Masjid: बाबरी मस्जिद गिराने में शामिल रहे बलबीर सिंह… Kar Sevak Balbir Singh was part of Babri masjid demolition. He later converted himself to Islam and became Mohammed Aamir. "They plan, and Allah plans. Surely, Allah is the Best of planners” # Holy Quran 8:30 [bs-text-listing-2 columns="1" title="Related Post" icon="" hide_title="0" tag="6347,24053" count="30" order_by="rand" custom-css-class="_qoutes"] ✦ Keywords: Babri Masjid,Babri…
- Ghar Ki Islah Kaise Kare (Complete Lecture) by Adv. Faiz… Ghar Ki Islah ka Sunnat Tarika, Apne Ghar ki Islah kaise kare ?, Deendar Ghar ki Pehchan Video Dekhe:
- Blue Masjid (Turkey) Turkey ke sabse bade shahar Istanbul me bani Sultan Ahmad Masjid jise "BLUE MASJID" ke naam se bhi jana jata hai, dunia ki sabse badi ...
- Kya Humare Badey Galat They ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (ﷺ) Ne Farmaya - Man Alaqtan Tammimatan Faqad Ashrak” Jisne “Taweez” Latkai Usne Shirk Kiya. – [Musnad Ahmad (4/156) No. 17458 and Mustadrak al-Haakim (4/243) No. 7513] # Tou kya humare badey Galat they jinhone Taweez ka Aqida ijad kiya ? - Ab Bolney mat Lagayiye ,..…
- Jo Kisi Musalman ke Aib Chupayega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Kisi Musalman Ki Parda-Poshi Karega (Aib Chupayega) Allah Ta'ala Duniya Aur Aakhirat Me Uski Parda-Poshi Farmayega. *Allah Subhanahu Ta'ala Uss Bandey Ki Madad Me Rahta Hai Jab Tak Banda Apney Bhai Ki…
- Rozi aur Barkat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain - "Rozi aur Barkat Uss Ghar Ki Taraf Tezi Se Doudhti Hai Jis Me Mehmaan Ke Sath Khana Khaya Jata Hai.." - (Ibne Majah) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ke - "Barkat Tumhare Buzurgon Ke Saath Hai.."…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Masjid al-Haram (Saudi Arabia) Masjid-Al-Haram Khana e Kaba ko Charo taraf se gherne waali ek masjid hai. Yah Saudi Arab ke Makka Shahar me hai aur dunia ki sabse badi masjid hai. Duniabhar se Musalman Namaz padhte hue isi Kaabe ki aor Rukh kar ke Namaz padhte hai, aur Har Sahibe Istetat Musalman par…
- Jama Masjid (Delhi, India) Jama Masjid (Delhi, India) Delhi ke etihasik virse me shamil "JAMA MASJID" ko bhala koun nhi janta. Purani Delhi me Laal Qile ke 500 Meter doori par bani ye Masjid sadiyon se rajdhani ki shan badha rahi hai. Kab aur kisne banayi yah Masjid ? Delhi ki "JAMA MASJID" ko…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Apne Maa Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Apne Maa-Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaydaad Chhodne Ka Huqm Dein.." - (Musnad-e-Ahmad: Hadith no.21570) • Note: Bashartey Baat Khilaf-e-Shariyat Na ho
- Jab Shaam Ka Andhera Hone Lagey Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Jab Shaam Ka Andhera (Magrib) Hone Lagey Tou Apne Baccho Ko Ghar Me Rokey Rakho Kyunki Uss Waqt Jinn aur Shayateen Fail Jatey Hai.." - (Bukhari#3316; Sunan Abu Dawud#2604)
- Masjid an-Nabawi Hijarat ke baad (622 CE me) RasoolAllah (ﷺ) ne sab se pahle ek masjid ki taameer farmai, jisko aaj “Masjide Nabavi” ke naam se jaana jaata hai. us ke liye vahee jagah muntakhab ki gai thi, jahaan Huzoor (ﷺ) kee oontanee baithi thee, Yah zameen Banoo Najjaar ke 2 Yateem…