Maal hote huye bhi Apne rishtedaron ki madad na karne ka Azab

۞ Hadees: RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Koi bhi rishtedar apne kisi rishtedar ke paas aata hai aur Allah Subhanahu ne usey jo ataa Kiya hai usmein se fazal (jo cheez jarurat se zyada ho) ka sawal karta hai aur wo bukhal (burey Akhlakh / Kanjusi) se pesh aata hai tou Qayamat ke din Uske liye dozakh se ek sanp nikala jaega jisko shuja kaha jata hai wo phunkar raha hoga us se uski gardan me tauk bana kar dal diya jaega.”

📕 Al-Silsila-As-Sahiha # 168

Note: Apne Rishtedaro ki Madat karo woh bechare sharam aur izzat ke darr se Aap se madat talab nahi karte lekin hamara farz hai hum apne Rishtedaro ki Madat kare.

5/5 - (1 vote)

Leave a Reply