♥ Mafhoom-e-Hadees: Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Qaidi Aaye,
Ek Aurat Unmein Se (Kisi Ko) Dhundhti Huyee Aayee,
Jab Usney Un Qaidiyon Me Se Ek Bacchhe Ko Paaya Tou Usko Utha Liya Aur Seene Se Lagaya Aur Doodh Pilaya.
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Humse Farmaya –
“Kya Ye Aurat Apne Bacche Ko Angaar Me Daal Sakti Hai?
*Humne Kaha – “Nahi! Qasam Allah Ki Wo Kabhi Nahi Daal Sakti”.
*Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Allah Ta’ala Apne Bando Par Iss Se Bhi Ziyada Mehrbaan Hai Jitni Ye Aurat Iss Bacche Par Meharban Hai..”
– (Sahih Muslim, Vol 6, Hadees no.6978)
Home / Aurto Ke Masail / Allah Apne Bando Par Ek Maa Se Bhi Zyada Mehrbaan ….
Related Posts:
- Allah Ka Bando Par Kya Haq Hai ? » Jawaab: Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - ★ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ka Haq Bando Par Ye Hai Ke Sirf Usi Ki Ibadat Karey, Aur Kisiko Uska Shareek Na Thehraye.. Aur Bando Ka Haq Allah Par Ye Hai Ke Jo Koyi Shirk Na Karey Usey Azaab Na Dey.…
- Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki, "Apne Dilon Ko Zyada Khaane-Peene Se Halaak Na Karo, Jis Tarah Zyada Paani Se Kheti Tabaah Ho Jati Hai, Usi Tarah Zyada Khaane-Peene Se Dil Halaak Ho Jaata Hai.." - (Mukashifatul Quloob Page#55) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai…
- Allah apne Bando ki koi Fariyad Radd nahi karta ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Tumhara Rab bahuth Ba'haya aur Kareem hai, jab uska banda uske Saamne apne dono haath Uthata hai to Unhen khali Lautate huye Usey apne bande se haya Aati hai." Refe: Sunan Abu Dawud 1488-Sahih In-book refe:Book 8, Hadith 73 # Wajahat: Iss…
- Qayamat Me Rasool'Allah Ke Sabse Qareeb Aur Door Rehne Wale… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir Bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Tum Me Se Mujhe Sab Se Zyada Mehboob Aur Qayamat Wale Din Mere Sab Se Zyada Qareeb Wo Log Honge Jo Tum Me Se Akhlaaq Me Sab Se Zyada Acche Hongey ,.. *Aur…
- Allah Ke yaha Sabse zyada Mehboob wo Shaks hai Jo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Aadmi Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke paas aaya aur kaha "ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! kounsa shakhs Allah subhanahu ko zyada mehboob hai aur kounsa amal Allah subhanahu ko zyada pasandida hai ? ..." *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "logo me sabse zyada mehboob Allah…
- Apne Darmiyan Salaam Ko Phailao ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Qasam Hai Uss Zaat Ki Jiske Qabze Me Meri Jaan Hai! *Tum Jannat Me Tab Tak Dakhil Nahi Ho Sakte Jab Tak Ki EmaanWale Na Ho Jaye, *Aur Tum Tab Tak EmaanWale Nahi…
- Riyaa ka Adna martaba bhi Shirk hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tabrani wa Hakim ne Ibne Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Riyaa ka Adna martaba bhi Shirk hai aur tamam Bando me Allah ke Nazdik woh zyada Mehboob hai Jo parhezgar hai jo chupey huye hai. Agar wah gayab ho tou Unhey…
- Apne Aapko Aur Biwi-Baccho ko Jahannum Ki Aag Se Bachaao ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko Aur Apne Ahl-O-Ayaal Ko Uss Aag Se Jiska Endhan Insan Aur Patthar Honge.." - [Surah: At-Tahrim(66): Aayat-6] #Sabak: Allah Rabbul Izzat Ne Is Aayat me Apne Bando Par Ye Farz Kar Diya Hai Ke, Mere Bando…
- Neki Ka Badla Pura Pura Ata Kiya Jayega ..... ♥ Hadees-Qudsi : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihe Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, Allah Ta'ala Apne Bando Se Mukhatib Hokar Irshad Farmata Hai - "Mere Bando! Tumhare (Nek) Aamaal Hi Hain Jinko Main Tumhare Liye Mehfooz Kar Raha Hoon, Phir Tumhe Uska Pura Pura Badla Dunga, Lihaaza Jo Shakhs (Allah Ki Taufeeq…
- Takabbur, Ghamand (Pride, Ego) Ka Behtareen Ilaaj .... ★1. Jab Apney Se Kum Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uske Gunaah Hum Se Kum Hai.!! ★2. Jab Apney Se Bari Umar Wale Ko Dekho Tab Bhi Usey Apne Se Behtar Jane, Kyunki Uski Nekiyan Hum Se Zyada Hogi.!! ★3. Jab Apney Se…
- Hashr Ki Garmi Mout Aur Qabr Se Jyada Sakht ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Kahte Hain Ki, Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jab Se Allah Ta'ala Ne Insan Ko Paida Kiya Tab Se Uss Par Mout Se Zyada Sakht Koi Waqt Nahi Aaya *Aur Phir Mout Ke Baad Ke Marhale Mout Se Bhi Zyada Sakht…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Zyada Hasna Dil Ko Murda Bana Deta Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Zyada Na Hasaa Karo, Iss Liye Ke Ziyada Hasna Dil Ko Murda Bana Deta Hai". - [Reported by Ibn Majah, no. 4193; Silsilah as-Sahihah, no. 506] #Hiqmat: Beharhaal Iss Baat Se Aap aur Hum Tamam Muttafiq Hai Ke - Har…
- Allah Ke Nazdik Sabse Zyada Pasandida Kaam ♥ Mafhoom-e-Hadees: Aayesha (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ek Din Unke Paas Aaye Aur Unke Paas Uss Waqt Koi Aurat Bethi Thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Pucha Ke - "Kaun Hai?" *Maayi Aayesha (RaziAllahu Anha) Boli Ke - "Yeh Falaa Aurat Hai Aur Uski…
- Paanch (5) Azeem Nekiyon Ka Hukm .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshaad Farmaya - "Kaun Hai Jo Mujhse Ye Baate Sikhey, Phir Unpar Amal Kare Ya Unn Logo Ko Sikhaye Jo Unpar Amal Kare"? *Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki, Maine Arz Kiya: "Ya Rasool'Allah…
- Jannat Me Dakhil Karne Waali Cheez ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Tirmizi Wa Ibne Majah Ne Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Cheez Insan Ko Sab Se Zyada Jannat Me Dakhil Karne Waali Hai - Wah Taqwa Aur Husn-e-Khulk (Accha Akhlaq) Hai *Aur Jo Cheez Insan Ko Sabse Zyada Jahannum…
- Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhu) Ki Shaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Meri Ummat Me Sabse Zyada Reham Dil Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Hai, *Aur Unme Se Allah Ke Deen Ke Bare Me Sabse Zyada Sakht Umar (RaziAllahu Anhu) Hai, *Hayaa Ke Aitbar Se…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Hadees: Jo Bando Par Reham Nahi Karta Allah us par Reham… Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, “Jo Shakhs Bando par Reham nahi karega Allah Ta’ala uss par Reham nahi karega” 📕 Sahih Muslim 6030 For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Har Haal me Apne Rab Se Razi Raha Karo ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Ek Tandurast Momeen Allah Ta'ala Ke Nazdeek Kamzor Momeen Se Zyada Pasandeeda Aur Bhehtar Hai, - Har Cheez Me Bhalayi Talab Kar, - Jo Tujhe Nafaa De Usmey Raghbat Kar (Yaani Uskey…
- Insan Ka Imtehan Emaan Aur Taqway Ke Mutabiq .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Insan Ka Imtehan Iss Ke Emaan Aur Taqwe Ke Mutabiq Hota Hai, Agar Wo Apne Taqwe Me Mazboot Hota Hai, Tou Uski Aazmayish Bhi Sakht Hoti Hai, Yehi Wajah Hai Ke Sab Se Zyada Sakht Aazmayish Aur Imtihaan Nabiyon Ke Huwey,…
- Behayaa Par Jannat Haraam Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Emaan Ki 60 Se Zyada Shakhen Hai, Hayaa Aur Sharm Bhi Emaan Ki Ek Shakh Ha,..i" - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey hai: "Uss Shakhs…
- Agar Allah apne Bando ki Nafarmaniyo par unhe Pakad Leta ♥ Bismillahi-r-Rahmani-r-Rahim ♥ “Aur agar Allah apne Bando ki Nafarmaniyo par unhe Pakad Leta to Zameen par kisi ek Jaandar ko baaki na rakhta, magar Allah tou ek Muqarrar wakt tak un sabko mohlat deta hai fir unka wah Wakt aa pahuchega tou Na ek Ghadi pichey hat sakte hai…
- Teen (3) Jagahon Me LogoKo Kuch Yaad Na Hoga .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ba-Allah! 3 Jagahon Me Logon Ko Apne Siwa Kuch Yaad Nahi Hoga!" (1) Jab Mizaan-e-Adal (Tarazu) Rakha Jayega Aur Amaal Toley Jayege, Log Sab Kuch Bhool Ker Yeh Dekhenge Ki Unki Nekiyan Kum Hoti Hain Ya Zyada ,... (2) Naam-e-Amaal Diye…
- Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - "Allah Ta'ala Ko Tum Me Se Zyada Woh Banda Pasand Hai, Jo Kum Khaane Wala Aur Halke Badan Wala Hai.." - (Jaam-e-Sagir: Safa.20; Hadees.221)