♥ Qaul-e-Mubarak:
Saiyedah Fatima Zahra (RaziAllahu Anha) Ne Farmaya –
“Maa Ek Darakht(Tree) Hai
Jo Dhup Seh Kar Ke Aulaad Ko Chanw Deti Hai..”
– (Sirat-e-Fatima)
Home / Buzurgan-e-Deen / Maa Ek Darakht Hai Jo ….
Related Posts:
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai,Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.- Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana,Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.- Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori…
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Sakhawat Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummahat Ul-Momineen Aayesha (RaziAllahu Anha) Riwayat Karti Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Sakhawat(Daryadili) Ke Darakht Ki Jad Bahisht Me Aur Uski Tehniyan Duniya Me Zhuki Hui Hain, Jo Iski Ek Tehni Ko Pakad Lega Wo Tehniyan-Tehniyan Jannat Me Pahuch Jayega! *Aur Kanjusi Ke Darakht…
- Darakht Lagane Ki Fazilat (Ecological Advice in Islam) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Koi Bhi Musalman Jo Ek Darakht Ka Paudha (Small Tree) Lagaye, Ya Khet Me Beej Boye Phir Uss Sey Parinda Ya Insan Ya Janwar Jo Bhi Khate Hain Wo Uski Taraf Se…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Agar Duniya Me Neymate Bagair Aazmayish Ke Milti tou ۞ QAUL-E-MUBARAK ۞ Umar Bin Abdul Aziz (R.A.) farmate hai, "Agar Duniya me Neymate Bagair Aazmayish aur Takleef Ke Hoti tou Duniya hi Jannat hoti." 📕 Bujurgo ke Aqwal
- Ikhlas Kise Kehte Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rahene Ko Ikhlas Kehte Hai. - Hazrate Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)
- Uska Dil Emaan Se Khaali Hai ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jis Par Naseehat Asar Na Kare, Woh Jaan Le Ke, Uska Dil Emaan Se Khaali Hai." - Hazrate Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu)
- Tamam Galtiyon Ke Pichhe Sirf 2 Hi Cheeze .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai: Tamaam Galtiyon Ke Pichhey Sirf 2 Hi Cheeze Chhupi Hui Hoti Hai. (1) Ilm Ki Kami, aur (2) Takabbur.
- Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaikh Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alaihi) Farmate Hai: Jin Ulma Me Ye 3 Cheeze Maujud Ho Unki Sohbat(Dosti) Ikhtiyar Karo ∗(1). Ilm, ∗(2). Amal, ∗(3). Ehsaan
- Tamaam Khubiyon Ka Majmua Ilm Sikhna .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Tamaam Khubiyon Ka Majmua Ilm Sikhna, Uspar Amal Karna Aur Doosro Ko Sikhana Hai".
- Jab Tak Tumhara Itraana Aur Ghussa Karna Baaki Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tak Tumhara Itrana Aur Ghussa Karna Baaki Hai, Apney Aap Ko Ahal-e-Ilm Me Shumaar Na Karo. - Shaykh Abd-Ul-Qadir Jilani(Rehmatullah Alayh)
- Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage Tou Fouran Uski Achchaiyo Ko Yaad Karne Lago. - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Koi Bhi Kisi Muslman Ko Haqeer Khayal Na Kare .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Me Se Koi Bhi Dusre Musalman Ko Haqeer Khayal Na Kare Iss Liye Ke Allah Ke Yahan Chote Musalman Ka Rutba Bhi Badaa Hai" - Hazrate Abu Bakar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Gunaah Imaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta hai ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Gunaah Emaan Ya Yakin Ko Bimaar Kar Deta Hai, Allah Ka Zikr Aur Nekiya Uss Me Shifa Deti Hai,.."
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazarat-e-Muhammad Bin Husain Bin Ali (RaziAllahu Anhu) ka Qaul hai ke, "Insan ke Dil me Jitna Taqabbur dakhil hota hai Utna hi Uski aqal kum hoti hai. Takabbur zyada ho tou Aqal bahut kum hoti hai aur agar Taqabbur thoda ho tou usi ke hisaab se Aqal kum…
- Nazar Dil Me Sehwat Ka Beej Boti Hai ..... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ala Bin Ziyad (Rehmatullah Alayh) Farmate Hai, "Apni Nazar Ko Aurat Ki Chadar Par Bhi Na Dalo Kyun Ke Nazar Dil Me Sehwat Ka Beej Boti Hai". - (Ahya-Ul-Uloom Jild:3 Safa:131)
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)