♥ Qaul-e-Mubarak: “Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo
Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”.
– Hazrate Umar-e-Farooq (RaziAllahu Anhu)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Logon Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo ….
Related Posts:
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Dosti Aise Logon Se Karo Jo - ♥ Qaul-e-Mubarak: Dosti Aise Logon Se Karo Jo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad Kare Aur Gunaaho Se Bachaye,.. - Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alayh)
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Miskino Ki Vajah Se Diya Jata… ♥ Qaul-e-Mubarak: Zakaat aur Sadqa Diya Karo! Kyun Ki, Maaldaro Ko Taaqat Aur Rizq Diya Jaata Hai Tou Wo Garib, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajahse.." - Shaikh Saadi (Rehmatullah Alayh)
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Bagair Ilm Ke Fatwe Dene Se Bacha Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jisko Bagair Ilm Fatwa Diya Gaya Ho Uska Gunaah Uss Fatwa Denewale Par Hai Aur Jisne Apne Bhai Ko Mashwara Diya Aur Yeh Jaanta Hai Ki Bhalai Uske Gair Me Hai Usne Khyanat Ki. - (Abu Dawood,/ Islami Akhlaq O Aadab, Page No.294) » Sabaq: Lihaja Bagair Ilm…
- Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke: "(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho, Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,.."
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Kya Hum Shukr-guzar Bandey na Baney ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mughirah-bin-Shu'bah (RaziAllahu Anhu) Farmate hain ke - "Nabi-e-Akram (Sallallahu Alaihay Wasallam) itni Dair tak Namaz Me khade Rahte Ke Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke Mubarak Qadmon par Waram Aajata, Jab Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Arz kiya gaya ke - Allah Subhanahu-Wa-Ta'ala ne Tou Aap ki Agli Pichli…
- Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do ★ Tangdast ko Muaf kar diya karo !!! ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya - "Ek shakhs (zamane-e-guzistah me) logo ko Udhaar(Qarz) diya karta tha, woh apne ghulaam ko kaha karta kisi tangdast madiun(Karz lene wale) ke paas jana, usko…
- Sab Se Behter Wo Shakhs Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - ∗ Sab Se Behter Wo Shakhs Hai, Jo Aise Logo'n Se Acha Sulook Kare Jin Se Usay Koi Ummid Na Ho. ∗ Mai Mout Ko Shahadat Aur Zaalimin Ke Sath Zinda Rehne ko Jillat Jaanta Hon. ∗ Logon Ki Zaroorato…
- Allah Ke Zikr Me Shifa Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Allah Ka Zikr Kia Karo Ke Iss Me 'Shifa' Hai Aur Logo'n Ke Aib Bayan Na Karo Ke Iss Me 'Bimaari' Hai.." - Hazrat Umar (RaziAllahu Anhu)
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Iftaar Karo Tou Usme se Fakiron aur Garibon Ko Bhi Khilaya… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki, "Saahibo! Roza Rakho, Lekin Jab Iftaar Karo Tou Thodasa Khana Apni Iftaari Me Se Faqeeron Aur Gareebon Ko Bhi De Do! Akele Mat Khao! Kyonki Jo Shakhs Tanha Khata Aur Dusron Ko Nahi Khilaata, Usper Khauf Hain Ki Mohtaj,…
- Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga. - Hazrate Imaam Baqar (RaziAllahu Anhu)
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Tum Accha Karo Aur Zamana Bura Samjhey! Yeh Tumharey Haq Me Behter Hai ,. Bajaye Iss Ke - "Tum Bura Karo Aur Zamana Tum Ko Accha Samjhey" - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu)
- Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Jafar Sadiq (Rehmatulahi Alaihi) Se Kisi Ne Sawaal Kiya Ke - "Agar Hamare Nasib Me Pehle Se Hi Sab Kuch Likh Diya Gaya Hai Tou Phir Dua Kyon Kare ? Aap Ne Farmaya Ke, "Ho Sakta Hai Tere Parwardigar Ne Yehi Tumhare Naseeb Me Likh Diya Ho…
- Bimaari Ka Sabr Aur Shukr Se Istaqbal Kiya Karo ♥ Qaul-e-Mubarak: " Aye Logo! Jab Tum Bimaar Ho Jao Tou Sabr aur Shukr Se Uska Istaqbal Karo Taa'ke Wo Tumhare Liye Rehmat Ban Jaye. " - Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) Farmate Hain Ki - Agar Tum Badla Lena Chahte Ho Tou Aisa Badla Lo Ke, Saamne Wala Zindagi Bhar Yaad Rakhe, Aur Aisa BADLA ! Muaf Kar Dena Hain".