Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Huzaifa (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshade Mubarak Hai –
Logo! Bhalayi Ka Hukm Karte Aur Burayi Se Rokte Raho,
Warna Ho Sakta Hai Ki Allah Ka Azaab Aa Jaye
Aur Tum Uss Waqt Duaye Karo Magar Wo Qabool Na Ki Jaye..”

(Tirmizi Sharif)

Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar

Rate this post

Leave a Reply

Related Posts: