Allah Ta’ala uss shakhs se Nafrat karta hai jo sakht mijaaz ho

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya ke –

“Allah Ta’ala uss shakhs se Nafrat karta hai jo sakht mijaaz ho, Zyada khane wala ho, bazaro me chikhne wala ho, raat me murde ki tarah (padaa sota rehta) ho, din me gadhe ki tarah (duniyawi kaamo me zikr-e-ilahi ke bagair fansa rehta) ho, Duniya ke muamlo ka jaan’ne wala aur Aakhirat ke Umoor se bilkul jaahil (bekhabar) ho.”

– (Ibn Habban: 1/274)


♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू हुरैराह (र.अ) से रिवायत है की, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने इरशाद फ़रमाया के –

“अल्लाह तआला उस शख्स से नफरत करता है जो सख्त मिज़ाज हो, ज्यादा खाने वाला हो, बाजारों में चीखने वाला हो, रात में मुर्दे की तरह पड़ा सोता रहता हो) हो, दिन में गधे की तरह (दुनियावी कामो में ज़िक्रे इलाही के बगैर फंसा रहता) हो, दुनिया के मामलो का जानने वाला और आखिरत के उमूर से बिलकुल जाहिल हो”

– (इब्ने हब्बान, 1/274)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply