♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai –
Mere Nazdeek Kisi Bakheel(Kanjus) Ko Adal Qarar Dena Durust Nahi.
Kyu Ke Iss Se Lalach Ubharta Hai Nateejah Woh Nuqsaan Ke Khauf Se
Apne Haq Se Ziyada Le Leta Hai,
Lehaza Jis Shakhs Me Bukhul(Kanjusi) Ki Sifat Paai Jati Hai
Uss Ke Paas Amanat Mehfooz Nahi Ho Sakhti.
– (Ahya Uloom, Kitab Zam Hubul Maal, Biyan Zam Bukhl, Vol.3, Page:342)
Home / Buzurgan-e-Deen / Lalachi Shakhs Ke Paas Amanat Mehfooz Nahi Ho Sakhti …
Related Posts:
- Tanha Shakhs Mehfooz Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Tanha Shakhs Mehfooz Hai. Har Gunaah Ki Takmeel Do Afraad Se Hoti Hai". - Shekh Abdul Qadir Jelani (Rehmatullah Alayh)
- Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "(Aye Emaanwalo!) Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat. Jo Qoum Allah Ki Raah Me Jihaad Karna Chorh Deti Hai Aur Jis Qoum Me Be-Hayaee Phail Jati Hai Uss Par Allah Ka Azaab Nazill Hota Hai". - Hazrate Abu Bakar Siddhiq (RaziAllahu Anhu)
- Wo Baat Sun'ne wale ke paas Amanat hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jabir bin Abdullah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Jab Aadmi koi baat batatey waqt idhar udhar dekhe, tou wo baat Sun'ne wale ke paas (Raaz aur) Amanat hai" - (Abu Dawood, 4868) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस ﷺ : जाबिर (रजीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत…
- Dil Me Sakhti, Badan Me Susti aur Rizq Me Tangi Ki Vajah ♥ Qaul-e-Mubarak: Tumhare Dil Me "Sakhti", Badan Me "Susti" Aur Rizq Me "Tangi" Tumhari "Faltu" aur "Bekaar Baaton" Ka Natija Hai,.. - Imaam Malik Bin Dinaar (Rehmatullah Alayh)
- Behtarin Dost Woh Hai Jiska .... ♥ Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye ♥ Qaul-e-Mubarak: Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain ♥ Qaul-e-Mubarak: Shaykh Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hain - "Qaul Wa Amal Ka Goodah Ikhlas Hain, Qaul Wa Amal Jab Ikhlas Se Khali Ho Jaye Tou Bagair Goodeh Ka Chilka Reh Jayega, Aur Jaante Hi Ho Ki Chilka Siway Jalane Ke Aur Kisi Bhi Kaam Me Nahi Aata!,.."…
- Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten Sunta Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Daawat Qabool Karne Me Ameer-O-Gareeb Ka Farq Naa Karo Aur Door Hone Ki Wajeh Se Daawat Radd Na Karo. - Imaam Gazali (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Apni Zarooraten Kum Karoge Tou Rahat Haasil Hogi. - Imam Shafai (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Aqlmand Wo Hai Jo Doosron Ki Naseehaten…
- Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Accha Dost Wo Hai Jo Musibat Ke Waqt Kaam Aaye." - Hazrate Shaik Sa’di (Rahmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Quraan-e-Kareem Ka Sirf Muta'ala Hi Na Karo BalKe Uss Ko Samajhne Ki Koshis Bhi Karo." - (Allama Iqbal). ♥ Qaul-e-Mubarak: "Ghusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karna Aur Khushi…
- Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Emaandaar Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Amanatdaar Nahi Woh Imandaar Nahi, Aur Jo Shakhs Wada Khilaafi Karey Woh Deendar Nahi.." - (Baihaqi Sharif)
- Gamzada Logo Ke Gham Suna Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Dil Na Dukhaao, Ho Sakta Hai Ke Woh Aansu Tumhari Sazaa Ban Jaye, Dukhiyon Ki Madad Karna Aur Unki Fariyad Sun'na Afzal Ibadat Hai. - Hazrate Khawaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh) ♥ Qaul-e-Mubarak: Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Sath Guzarna Chahte Ho Tou Gamzada Logo…
- Emaandaar Aur Aabid .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)♥ ∗ Emaandaar Wahi Hai Jo Aakhirat Ke Liye Tosha Jama Kare, Aabid Wahi Hai Jo Allah Ki Taqseem Par Raazi Rahe. ∗ Agar Tumhain Ek Dusre Ki Niyaton Ka Ilm Hota Tou Tum Ek Dusre Ko Dafan Bhi Na Karte. ∗ Kisi Nek Kaam…
- Logo ki Zaroorat poori karne wale Allah ke Azab se Mehfooz… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Allah Ta'ala ne Kuch Bando ko Logon ki Zaroorate poori Karne ke liye Paida Farmaya, Log unke Paas Apni Jarurat Le kar Jaate hai, Logo ki Zaroorat poori karne wale Yeh…
- Jo Shakhs Allah Ta'ala Ki Nafarmani Karke .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Jo Shakhs Allah Ta'ala Ki Nafarmani Karke Apna Maqsad Haasil Karna Chahta Hai, Uske Husool-e-Maqsad Ka Rasta Band Ho Jata Hai". - Hazrate Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu)
- Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai. - Hazrate Umar Farooq (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai. - Hazrat Sayyed Shah…
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Jisne Apne Nafs Par Qaabu Paya ..... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Sulaiman (Alaihay Salam) Farmate Hai Ke - "Jis Shakhs Ne Apne Nafs Par Qaabu Paya, Wo Uss Shakhs Se Zyada Taqatwar Hai Jo Akela Ek Shehar Ko Fatah Kar Leta Hai".
- 6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Hadees of the Day 6 Baato ki Amanat aur Jannat ki Zamanat Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya - "Tum Apni taraf se Mujhe Chhe (6) Baato ki Zamanat de do, Mai Tumhe Jannat ki Zamanat deta hoon." (1). Jab Baat karo tou Sach Bolo.(2). Jab Wadaa karo tou Poora…
- Sab Se Behter Wo Shakhs Hai Jo .... ♥ Qaul-e-Mubarak : Imaam Hussain (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai - ∗ Sab Se Behter Wo Shakhs Hai, Jo Aise Logo'n Se Acha Sulook Kare Jin Se Usay Koi Ummid Na Ho. ∗ Mai Mout Ko Shahadat Aur Zaalimin Ke Sath Zinda Rehne ko Jillat Jaanta Hon. ∗ Logon Ki Zaroorato…
- Jo Buri Jagah Jaata Hai, Wo Badnaam Hota Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Ja'afar Saadiq (Rehmatulah Alaihi) Ne Hazrat Sufiyaan Souri (Rehmatulah Alaihi) Se Farmaaya - "Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtareen Adab Ki Baaten Sikhlaayin Aur Farmaaya: ∗ Aye Bete ! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hai, Salamat Nahi Rahta,.. ∗ Jo Buri Jagah Jaata Hai, Mutthim (Badnaam)…
- Qabr Kya Kehti Hai ? .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bin Harb (Rehmatullahi Alayhi) Farmate Hai - "Zameen Ko Uss Shakhs Per T’ajjub Hota Hai Jo Apni Khwaab-Gaah Ko Durust Karta Aur Sone Ke Liye Narm Narm Bistar Bichhata Hai, Zameen Uss Se Kehti Hai - Aye Ibne Aadam! Tu Mere Andar Taweel Arse Tak Apne Galne…
- Aakhirat Me Kafiron Ke Paas Ek Bhi Neki Nahi Hogi ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ta'ala Kisi Momin Par Ek Neki Ke Liye Bhi Zulm Nahi Karega, Uska Badla Duniya Me Bhi Dega Aur Aakhirat Me Bhi Dega, - Aur Kafir Ko Uski Nekiyo Ka Badla…
- Tab Tak Momin Ka Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Momin Ke Dil Me Jab Tak Lalach Ya Makhlooq Me Se Kisi Ka Khauf Baaki Hai, Tab Tak Uska Emaan Qaamil Nahi Ho Sakta" - Qoul-e-Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh)
- Iftaar Karo Tou Usme se Fakiron aur Garibon Ko Bhi Khilaya… ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai Ki, "Saahibo! Roza Rakho, Lekin Jab Iftaar Karo Tou Thodasa Khana Apni Iftaari Me Se Faqeeron Aur Gareebon Ko Bhi De Do! Akele Mat Khao! Kyonki Jo Shakhs Tanha Khata Aur Dusron Ko Nahi Khilaata, Usper Khauf Hain Ki Mohtaj,…