♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ki –
“Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye Jis Ne Mujhe Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya.
Aur Saat(7) Martaba Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye
Jis Ne Mujhe Nahi Dekha Aur Mujh Par Emaan Laya”.
– (Musnad-e-Imaam Ahmed : Jild-5, Page-257, Hadees-22268)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Khush Khabri Aur Mubarak-Baad Ho Uss Ke Liye ….
Related Posts:
- Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri ... Hadees of the Day Zikr-e-Ilaahi karne walo ke Liye Khush khabri Hazrte Abu Huraira (R.A) se Mairvi hai ki,Rasool'Allah (ﷺ) ka farman hai - “Allah Ta'ala ke kuch Sayyah (Yaani Sair Karne Wale) Farishte hai, Jab Woh Mehafil-e-Zikr (Allah ka Zikr/Ibadat karne walo) ke Paas se Gujarte hai touEk Dusre…
- Jo Log Sona Chandi Jama Karte Hai aur .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Log Sona-Chandi Jama Karte Hai Aur Usey Allah Ki Raah Me Kharch (Zakaat/Sadqa) Nahi Karte Unhe (Aye Rasool Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Dardnaak Azaab Ki Khush-Khabri Suna Do.." - [Surah (9) Taubah : Aayat-34]
- Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sauban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Main Khatam-Un-Nabiyeen Hu! Mere Baad Koi Nabi Nahi Hoga.." - (Abu Dawood, Tirmizi, Mishkat:Page-465) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya -…
- Jab Koi Taubah Kare Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Astaghfirullah Allazi La Ilaha Illa Huwal Hayyul Qayyum Wa Atubu Ilayh" "Tum Me Se Jab Koi Taubah Kare Tou Allah Ta'ala Uss Se Itna Ziyada Khush Hota Hai, Jitna Koi Tum Me Se…
- Mout Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ke - *Aqalmand Aur Samajhdaar Woh Hai Jo Apne Nafs Ka Muhasba Kare, Aur Maut Ke Baad Waali Zindagi Ke Liye Amal Kare ,.. *Aur Ahmaq-O-Nadan Woh Hai Jisne Nafsani Khwahishat Ki Pairwi Ki Aur Allah Ke Rehmat Se Jannat Milne Ki…
- Ilm Hasil Karnewale Ka Martaba ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Farishte Ilm Hasil Karnewale Ke Amal Se Khush Hokar Uskey Liye Apne Bazu(Wings) Bicha Detey Hai.." - (Ahyaul Uloom Jild#2, Page#52)
- Maan-Baap Ki Khidmat Se Mehroom Na Raho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Riwayat Kiya Gaya Hai Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) 3 Martaba Farmate Hai Ki, "Uski Naak Khak Aaluda Ho!!" Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Arz Karte Hai, "Kiski Ya Rasool'Allah!! " Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai, "Uski Jisney Burhe Maan Baap Ya Unme Se Ek Ko Paya…
- Jisne Farz Namazo ke alawa Din Raat me 12 rakat ada ki tou… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ummul Momineen Umm Habiba (RaziAllahu Anha) se Rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jisne Raat Din me 12 Rakat (Sunnat) Namaz ada ki uske liye Jannat me ek Ghar banaya jayega, Umme Habiba (RaziAllahu Anha) ne kaha ki jab se maine ye Hadees RasoolAllah (Sallallahu…
- Pahle Baatin Ko Sawaaron Fir Jaahir Ko Baad Me! .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rahmatullah Alayh) Farmate Hai - "Quraan Ka Ek Kinara Allah Ke Hath(Dast-e-Qudrat) Me Hai Aur Dusra Makhlooq Ke Hath Me, Bas Isi Ko Allah Ta'ala Tak Pahuchne Ka Wasila Banaao Amal Karke! Pehle Makaan Ko Ander Se Banaya Jata Hai, Baaher Baad Me! Isi…
- Khamoshi Gusse ka Behtareen Ilaj Hai .... ♥ Qaul-e-Mubarak: "Khamoshi Ghusse Ka Behtareen Ilaj Hai". - Hazrate Usman-e-Ghani (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Kisi Per Ehsan Karo Tou Uss Ko Chupao Agar Tum Per Koi Ehsan Kare Tou Usey Jahir Karo." - Hazrate Ali (RaziAllahu Anhu) ♥ Qaul-e-Mubarak: "Neki Karne Me Der Na Karo Aur Badla Leney Me…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Khush-haal logon ki tarah Na-shukri karne se bacho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Asma Bint yazeed Ansaria (RaziAllahu Anha) se riwayat hai ke, wo kehti hain ke Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) mere paas se guzrey, aur mai apni saheliyon ke saath baithi thi. Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne hamein salaam kiya aur farmaya: "khush-haal logon ki tarah na-shukri karne se…
- Farishte Uss Namazi Ke Liye Maghfirat Ki Dua Karte Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurirah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Farishte Tum Me Se Uss Namazi Ke Liye Uss Waqt Tak Yu Hi Dua Karte Rahte Hain Jab Tak (Namaz Parhne Ke Baad) Wo Apne Musalley Par Baitha Rahe Aur Hadas (Hawa Kharij)…
- Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo ... ♥ Qaul-e-Mubarak: » Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare. » Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho. - Abu Hanifa (Rahmatullah Alayh)
- Mehmaan Ki Khidmat kitne din ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki - "Ek Din-O-Raat Mehmaan Ki Khidmat Uska Jaaiz Haq Hai Aur Uski Daawat-O-Mehmaan Nawaazi Teen(3) Din Hai, Uskey Baad Ki Mezbaani Uske Liye Sadqa Hai Aur Mehmaan Ke Liye Zyaada Din Thehar Kar Mezbaan Ko Tangi Me Mubtela Karna Jaaiz Nahi…
- Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: "Jab tumhari Nekiyan Tumhe Khush kare aur Tumhare Gunah Tumhe Ranjeedah kare tou tum momin ho." 📕 Silsila Saheeha; Hadees: 550
- Do Waqt Namaz Parhne Se Manaa Farmaya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Sa'id Al-Khudri (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Fajar Ki Namaz Ke Baad Suraj Nikalne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye Aur Asar Ki Namaz Ke Baad Suraj Dubne Tak Koi Namaz Na Parhi Jaye.." - (Sahih Bukhari, Vol 1,…
- Sawaal Karna (Maangna) Kiske Liye Jayaz Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qabisah Bin Mukhiriq Al-Hilali (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Teen Tarah Ke Logon Ke Alawa Kisi Ke Liye Sawaal Karna (Maangna) Jayaz Nahi' 1. Ek Wo Shakhs Jis Par Zamanat Ka Bojh Ho Aur Jab Tak Wo Zamanat Se Nijat…
- Har Ek Se Khush Akhlaqi Se Pesh Aaya Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ayesha Siddiqa (R.A) fatmaati hain - "Ek (1) Shakhs ne Nabi-e-Kareem (ﷺ) se Milna Chaha, Tou Aapne farmaya ke Isko Aaney Do Ye Logon me bahut buraa hai. *Jab Wo Aaya tou Rasool'Allah (ﷺ) ne Uss se Bahut Khush Akhlaaqi se (Bahut Acchi Tarah) Baat Ki ,..…
- Logo Par Reham Karne ke Fayde ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Ghusse Ko Pee Jaate Hai Aur Doosro'n Ke Kasoor Muaf Kar Dete Hain, Aise Log Allah Ko Bohat Pasand Hain." - (Surah-Al-Imran 3:134) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usse Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai. - (Muslim Sharif) ♥…
- Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo .... ♥ Qaul-e-Mubarak: Sadqa Faqeer Ke Saamne A'ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai. - Hazrate Abu Baqar Siddiq (RaziAllahu Anhu)
- Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Se Mana ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Subah Ki Namaz Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya, Hatta Ke Suraj Achi Terha Zahir Ho Jaye , Aur Namaz Asr Ke Baad (Naffil) Namaz Perhne Se Mana Farmaya. Hatta Ke Suraj Achi Terha Gayab Ho Jaye.. - (Bukhari, Mawaqiat Salaat,…
- Aayatul Kursi Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurayarah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Har Cheez Ki Koi Bulandi Hoti Hai. Quraan Ki Bulandi Surah-Baqrah Hai. Usme Ek Aayat Sab Aayato Ki Sardar Hai. Matlab Ayatul Kursi.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Ko Soney Se…
- Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai ..... *Sab Se Bura Waqt Woh Hai Jab Tumhare Ghusse Ke Khauf Se Tumhare Maa-Baap Tum Se Apni Zarooraton Ko Chupane Lage Aur Tumhe Naseehat Karna Chorh De. *Waliden(Maa-Baap) Ek Anmol Tohfa Hai, Jo Hamesha Sath Na Honge. Iss Liye Bahane Dhunda Karo Unn Ko Khush Karne Ke Liye. Aur Bacha…
- Zakaat-Ul-Fitr Se Rozey Ko Paak Karey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne, "Zakat-Ul-Fitr Ko Bekar Aur Behuda Baat Se Rozey Ko Paak Karney Aur Miskeeno Ki Parwarish Ke Liye Muqarar Farmaya Hai, Jo Shakhs Eid Ki Namaz Se Pahley Isey Ada Karega Wo Zakat Ki Tarah…