Khane Ke Faraiz : Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao …

♥ Mafhoom-e-Hadees: “Ikhatthe Hokar Khaao, Alag Alag Na Khaao,
Ki Barqat Jamaat Ke Saath Hai, Aur Khadey Hokar Na Khaao Aur Na Piyo..”
(Ibne Maajah, Jild-4, Safa-21, Hadees-3287)

♥ Mafhoom-e-Hadees: “Koi Khaana Khaye Tou Wo Uss Waqt Tak Haath Na Dhoye
Jab Tak Wo Ungliyon Ko Chaat Na Le..”
(Bukhari Sharif)

♥ Mafhoom-e-Hadees: “Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja,
Sabr Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai..”
(Tirmizi, Hadees-2021)

5/5 - (3 votes)

Leave a Reply

Related Posts: