♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat 10 Baras Tak Ki.
Qasam Allah Ki!, Kabhi Aap (Sallallahu Alayhi Wasllam) Ne Mujhko Uff Tak Na Kaha
Aur Na Kabhi Ye Kaha Ki Tuney Ye Kaam Kyu Kiya ?
Aur Ye Kaam Kyu Na Kiya Jo Khadim Ko Karna Chahiye Tha”.
– (Sahih Muslim : Jild-6, Hadith no.5976)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Apne Khadim Se Husn-e-Sulooqi
Related Posts:
- Khala Ka Darja Maa Ki Tarah Hai ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umar (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki, Ek Shaksh Rasooll'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Baargah Me Hazir Hua Aur Arz Kiya Ke - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Mujhse Bohot Bada Gunaah Ho Gaya Hai! Kya Mere Liye Tauba Hai ? .." *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:…
- Apni Aulaad Ka Naam Behtar Rakha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Beshaq! Tum Roze Qayamat Apne Naamo Aur Apne Baapo Ke Naamo Se Pukare Jaoge Tou Apne(Baccho Ke) Naam Ache Rakha Karo.." - (Imaam Ahmed, Abu Dawood, Jild 3, Bab 485, Hadees 1513, Safa 550) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Uss Shakhs Ko Dekho Jo Tum Me Se Kum Ho (Maal Aur Doulat Me, Aur Husn Wa Jamaal Me Aur Aulaad Me) *Aur Usko Mat Dekho Jo Tumse Ziyada Hai Aur Aisa…
- Khane Me Barkat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Wahshi Ibn Harb (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Pucha Ki, "Ya Rasool Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Hum Khana Khate Hai Lekin Sair Nahi Hotey (Yaani Pait Nahi Bharta)" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Shayad Tum Alag…
- Allah Apne Bando Par Ek Maa Se Bhi Zyada Mehrbaan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umar (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Paas Qaidi Aaye, Ek Aurat Unmein Se (Kisi Ko) Dhundhti Huyee Aayee, Jab Usney Un Qaidiyon Me Se Ek Bacchhe Ko Paaya Tou Usko Utha Liya Aur Seene Se Lagaya Aur Doodh Pilaya. Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Allah Ke Rasool(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Haq Bayan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn-e-Umar (RaziAllahu Anhu) Farmate Hai Ki, Mai Jo Kuch Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sunta Tou Yaad Rehne Ki Garaj Se Usey Likh Liya Karta Tha,.. Quraish Ne Mujhe Manaa Kiya Ki Har Baat Jo Tum Huzoor (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Sunte Ho Likh Lete Ho !!!…
- Maa Baap Par Laanat Karne Se Bacha Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hai - "Gunaho Me Se Bada Gunaah Yeh Hai Ki Aadmi Apne Maa-Baap Par Lanat Kare, Logon Ne Kaha - 'Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Bhala Kaun Apne Maa Baap Par Lanat Karega ?' *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Maal tou Wo Hai Jo Allah ki Raah me Khrch Kiya ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Masood (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Tum Me Se Kaun Hai Jisko Apne Maal Se Zyada Apne Waris Ka Maal Pyara Ho ? *Sahaba Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Hum Me Se Koi Aisa…
- Insan Ki Behtarin Cheez Kya Hai ? .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Martaba Sahaba-e-Kiram (RaziAllahu Anhum) Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Bargaah Me Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Behtarin Cheez Jo Insan Ko Di Gayi Woh Kya Hai ?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Achchhe Akhlaaq" - (Mishkat Sharif)
- Khatam-Un-Nabiyeen (Sallallahu Alaihay Wasallam) .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Sauban (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Main Khatam-Un-Nabiyeen Hu! Mere Baad Koi Nabi Nahi Hoga.." - (Abu Dawood, Tirmizi, Mishkat:Page-465) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya -…
- Ranj Me Aasman Barabar Ke Gunaah Bhi Muaf .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hain Ki, "Agar Tumne Aasmaan Ke Barabar Gunaah Ker Liye Aur Fir Sharminda Hoker Taubah Kerli Tou Allah Ta'ala Tumhari Taubah Qubool Kerlega! *Aur Farmaya - "Aadmi Gunaah Karta Hain Fir Usi Gunaah Ki Wajahse Jannat Me Dakhil Hota Hain! Pucha Gaya…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahee ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Roz Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne Sahaba-e-Kiraam Se Farmaya - *Allah Ki Qasam Woh Shakhs Musalman Nahi! *Allah Ki Qasam Woh Kabhi Musalman Kehlaane Ke Laayaq Nahi! *Allah Ki Qasam Aise Insan Ka Imaan Kaamil Nahi!" Yeh Sunkar Sahaba-e-Kiraam Hairan Reh Gaye Aur Aapse Darkhwast Karne Lage…
- Sadmo Ke Jarye Sabr Ka Imtihaan ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Sabr Tou Dar'asal Wo Hai Jo Sadma Ke Ibtedai Lamho Me Ho." - (Bukhari Sharif) » Haqiqi Sabr Wahi Hai Jo Sadma Pesh Aate Hi Kiya Jaye. ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Wo Shakhs Hamaari…
- Gusl Ki Zaroorat Ho Aur Paani Na Ho Tou ♥ Mafhoom-e-Hadees: Imran Bin Husain Al-Khuzai (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Ek Aadmi Ko Dekha Ki Alag Khada Hua Hai Aur Logon Ke Saath Namaz Me Sharik Nahi Ho Raha ,.. Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki: "Aye Falah! Tumhe Logon Ke…
- Martaba-e-Hazrate Abu Bakr Siddhik (RaziAllahu Anhu) ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - - Namaziyon Ko (Qayamat Ke Din) Baab-Us-Salaatu Se Pukara Jayega, - Mujahideen Ko Baab-Ul-Jihaad Se, - Sadaqat Karne Walon Ko Baab-Us-Sadaqa Se, - Rozadaron Ko Baab-Us-Siyaam Se Pukara Jayega. Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya Ke - "Ya Rasool'Aallah…
- Zakaat Diya Karo Apne Maal Ki .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Mertaba Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat Me 2 Aurtain Aayi, Inkey Hatho Me Sone(Gold) Ke Kangan They. Aapney Inse Pucha: "Kya Tumne Inki Zakaat Di Hai? " Inhon Ne Kaha: "Jee Nahi! " Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tumko Ye Pasand Hai Ke…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Walid Ki Taraf Se Hajj Aur Umrah ... ♥ Mafhoom-e-Hadees Aburazin (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Banu Amir Ke Ek Shakhs Ne Kaha: "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Mere Walid Bahut Umar Daraz Hai Wo Apne Aap Na Tou Hajj Kar Sakte Hai Na Umrah Aur Na Hi Wo Jabal (Mount) Par Ja Sakte Hain". Aap…
- Qabro Ki Ziyarat Mardo Par Halaal Aurto Par Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Tum Qabro Ki Ziyarat Kiya Karo Kyunki Wo Tumhey Mout Ki Yaad Dilati Hain" - (Sahih Muslim, Vol2, 2259) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Buraida (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne…
- Qatil Aur Maqtool Dono Dojakhi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jab Do (2) Musalmaan Apni-Apni Talwarein Lekar Bheed Jaaye Tou Qatil Aur Maqtool (Marne Aur Maarne Wale) Dono Dozakhi Hain". Puchha Gaya, "Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Qatil Tou Khair (Zaroor Dozakhi Hona Chahiye) Lekin Maqtool Kyun?" *Aap (Sallallahu Alaihay…
- Rishtedaro Ke Sath Achha Sulook Karne Ka Ajar .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Farman-e-Alishan Hai: "Rishtedaron Ke Sath Achha Sulook(Husn-e-Sulooq) Karna - Khandaan Me Mohabbat, Maal Me Kasrat Aur Umr Me Barkat Paida Karaati Hai.." - (Tirmizi Sharif) ♥ Subhan'Allah !!! Allah Taala Hume Kehne Sun'ne Se Jyada Amal ki Taufik Dey . Ameen…
- Jannat Ke Baag Kya Hai ?..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurera (Razi'Allah Anhu) Riwayat Karte Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Jannat Ke Baago Me Se Guzro Tou Phal Khao". *Logo Ne Arz Kiya - "Ya Rasool'Allah ! Jannat Ke Baag Kya Hai? Aur Uss Se Kya Muraad Hai?" *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay…
- Jis Ne Apni Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazarte Zabir (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki Ek Aadami Ne Arz Kiya : 'Ya Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Uss Shakhs Ke Baare Me Aap Ka Kya Khayaal Hai Jisne Apne Maal Ki Zakaat Ada Kar Dee ?' Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: 'Jisne Apni Maal…
- Allah Ke Alawa Kisi aur Ki Qasam Na Khaao ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – "Jisne Allah Ke Alawa Kisi Ki Qasam Khai Usney Kufr Kiya Ya Shirk Kiya..." - [Ahmad Hadees (2/34), Sahi Tirmizi Hadees (2/99)] Ek Aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – ♥ Mafhoom-e-Hadees: Apne Maa-Baap Aur Butho Ki Qasam…