♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Kamyaab Darasal Wo Hai, Jo Aatish-e-Dozakh Se Bach Jaye
Aur Jannat Me Dakhil Kar Dia Jaye, Rahi Ye Duniya, Tou Ye Sirf Dhoka Hai.”
– (Surah Al-Imran-185)
Home / Quran ki Nasihat / Kamyaab Darasal Wo Hai Jo …..
Related Posts:
- Beshaq Ye Quraan Ek Naseehat Hai .... ♥ Al-Quraan: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Beshaq Ye (Quraan) Ek Naseehat Hai Phir Jo Shakhs Chahey Apne Rab Ki Taraf Aaney Ka Rasta Ikhtiyar Kar Ley. - [Surah(73) Al Muzzammil Ayat:19]
- Surah Ikhlas Tihaai Quraan Ke Barabar Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Darda (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Tum Me Se Koi Aadmi Raat Ke Waqt Tihaai Quraan Nahi Padh Sakta? *Sahaba Ne Pucha - "Ya Rasool'Allah ! Tihaai Quraan Kaise Padha Jaaye?" *Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Surah…
- Quraan Ki Sifarish Qayamat Roz ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Paak (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Quraan-e-Paak Padha Karo! Ye Qayamat Ke Roz Apne Padhnewalo Ke Liye Sifarishi Bankar Aayega.." - (Sahi Muslim, Hadith no.1874)
- Quraan-e-Kareem ..... ♥ Quraan-e-Kareem ♥ 22 Saal, 2 Maah, 22 Din Me Nazil Hua aur Isme Siparey → 30 Sajdey → 14 Manzil → 7 Surtein → 114 Makki → 86 Madni → 28 Ruku → 540 Aayat → 6236 Huroof → 323760 Zabar → 53243 Zer → 39582 Pesh → 8804…
- Ek Paigam Ek Rab Ke Bando Ke Naam .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Keh Do Aye Ahl-e-Kitab! (Jews And Christians) Se Ek Baat Ki Taraf Aa Jao Jo Hamare Aur Tumhare Darmiyan Barabar Hai Ki Allah Ke Siwaye Aur Kisi Ki Bandagi Na Karey Aur Kisi Ko Uska Sharik Na Thahrayein Aur Allah Ke Siwa Koi Kisi Ko…
- Wasiyat Ka Huqm Quraan-e-Kareem Ki Roushni Me ..... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Tum Par Farz Kiya Jata Hai Ki Jab Tum Me Se Kisi Ke Maut Ka Waqt Aa Jaye Tou Agar Wo Kuch Maal Chorh Janey Wala Ho Tou Maa Baap Aur Rishtedaron Ke Liye Dastur Ke Mutabiq Wasiyat Kar Jaye Ye Laazim Hai Parhezgaron Par.…
- Tilawat Wa Taazeem-e-Quraan .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ibne Abbaas(RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Mujhe Farmaya - "Aye Ibne Abbaas ! Jab Tum Quraan Padho Tou Iss Ko Thehar Thehar Kar Aur Alfaaz Wa Huroof Ko Khub Wazeh Kar Ke Padha Karo, Iss Ko Raddi Khajoor Ke Bikherne Ki Tarha…
- Allah Ne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar .... Rabbe Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Irshad Farmata Hai Ke, ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bilashuba Usne Tum Par Haraam Kiya Murda Jaanwar Aur Khoon Aur Suwar Ka Gosht Aur Wo Jaanwar Jis Par Allah Ke Siwa Kisi Aur Ka Naam Pukara Jaye, Albatta Jo Shakhs Majboor Hojaye (Aur Haraam Cheez Khale)…
- Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti .... Ismey Koi Shaq Nahi Ke Allah Aur Uskey Rasool Ka Paigaam Haq Hai, Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Ki Muabarak Aayat me Farmata Hai Ke - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Bhalayi Aur Burayi Ek Jaise Nahi Ho Sakti Tou Tum Burayi Ko Apne Bhale Sulook Se Door Kar Do, Phir Kya…
- Nabiyo Aur Rasoolo Ka Jikr Quraan Me .... ★ Sawaal (Silsila-e-Nabuwat): Allah Ta’ala Ne Quraan Me Kitne Nabiyo Aur Rasoolo Ka Naam Ke Saath Zikr Kiya Aur Unke Kul Tadaat Kitne Hai.? » Jawaab: Nabi Aur Rasoolo Ke Kul Tadaat Kitne Hai Iss Ka Ilm Sirf Allah Ta'ala Ko Hi Hai. Quraan-e-Kareem Me Kul 26 Naam Saaf Saaf…
- Rab Ke Raaste Par Koun Log Hai ? .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Jo Gaib Par Emaan Laate Hain Aur Namaz Qayam Karte Hain Aur Jo Kuch Humne (Allah Ne) Unhe Diya Hai Usmey Se Kharch Karte Hain. Aur Jo Emaan Laate Hain Uss Par Jo (Quraan) Utara Gaya, Aap (Sallallahu Alahi Wasallam) Par Aur Jo Aapse Pahle…
- Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? .... Allah Rabbul Izzat Quraan Me Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Kya Insan Yeh Khayal Karta Hai Ki Hum Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat'ta Nahi Karenge' Kiyon Nahi ! Ham Tou Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust Kar Denge"…
- Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Ka Huqm... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem Me Irshad farmata hai - ♥ Al-Quraan: "Aur Humne Insaan Ko Apney Maa-Baap Ke Saath Husn-e-Sulooq Kerne Ka Hukm Diya Hai, Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pait Me Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jana." - (Surah 26: Al Ahqaaf,…
- Rasool'Allah Se Mohabbat Dono Jahaa Me Azmat .... ♥ Al-Quraan: Tumharey Pass Tum Hi Me Se Ek Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Aaye Hai Tumhari Takleef Unko Gira'ah (Apni Takleef) Maloom Hoti Hai, Aur Tumhari Bhalayi Ke KhwahishMand Hai Aur Momeeno Par Nihayat Shafqat Karney Waley (Aur) Meharbaan Hai. - (Surah At-Taubah (9), Aayat-128) ♥ Al-Quraan: Aur Hum(Allah)ne Aap(Sallallahu…
- Allah Ke Qalaam Ki Pairwi Karo .... Allah Ta'ala Quraan-e-Kareem Me Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Farmata Hai - ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Keh Do Ke Logon Mai Tum Sab Ki Taraf Allah Ka Bheja Hua Hoon Yaani Uss Ka Rasool Hoon. Wo Jo Aasmano Aur Zameen Ka Baadshah Hai.…
- Ta'aki Log Iski Aayto Par Gaur Kare Aur Aqalmand Is Se… !! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !! Allah Ta'ala Quran-e-Kareem Me Farmata Hai: Aye Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Ye Mubarak Kitab(Quraan) Hai Jisey Humne Aapki Taraf Iss Liye Nazil Kiya Ke Log Iski Aayto Par Gaur Kare Aur Aqalmand Is Se Naseehat Hasil Kare. - [Al-Quran Surah(38)Saad: Ayat-29] ♥ Lihaza Hum Sab Par Lazim…
- Farishton Aur Jinno Ko Hukm Ke Aadam Ko Sajda .... ♥ Al-Quraan: Surah-e-Al Kahf :: Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "Aur Jab Humne Farishton Ko Hukm Diya Ke Aadam Ko Sajda Karo Tou Sab Ne Sajda Kiya Magar Iblees Ne Na Kia. Wo Jinn Me Se Tha Tou Apne Parwardigar Ke Hukm Se Bahar Ho Gaya. Kya Tum Uss Ko Aur Uss Ki…
- Quraan-e-Majid Huzoor Ka Aayinadar Hain! ..... » Azeem Haqikat: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Arbi (Arab Ke) Hain Tou Quraan Bhi Arbi! Jab Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Makka Me They Tou Waha Par Jo Wahi(Paigam) Allah Ta'ala Ki Jaanib Se Aap Per Nazil Hui Wo Aayatain MAKKI Kehlayi! Jab Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Madina Munnawara Me They…
- Rasool'Allah(ﷺ) Gawahi Denge - Meri Qoum ne Quran Ko Chorr… Aaj Allah Ki Kitab(Quraan-e-Majid) Se Momino Ko Door Karne Ke Liye Na Jane Kya-Kya Hathkandey Istemal Kiye Jar Rahe, Baaz Paid Ulemao Ke Jarey Fataawe Tak Diye Ja Rahe Hai ke - "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jaoge" Nauzuillah! *Jabki Quraan Se Doori Ikhtiyaar Karne Wale Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)…
- Bewah Aurato Ka Nikah .... Kuch Aisi Rasam’en Bhi Musalman Me Raaij Hai Ke Bewah Aurat Ka Nikah Ko Bura Aur Aar Samjhte Hai, Balke Is Ko Aib Samajhne Me Kufr Ka Khauf Hai Kyunke Shariyat Ke Kisi Hukm Ko Aib Samajhna Aur Iss Ke Karne Wale Ko Zaleel Jan'na Kufr Hai. Allah Ta'ala Ne…
- Fazail-e-Quran: Part 3 Iss Unwan me Quran ke Fazail ke taaluk se Hum chand Ahem Fazilate aapke samne rakhne ki koshish karenge jo Duniya ki Zindagi, Qabr ki Zindagi aur Aakhirat me Fayde ka bayis hongi. Aur Isko chorrne se Duniya me, Qabr me aur Aakhirat me kya-kya nuqsaan hoga ? , wo badi-badi…
- Fazail-e-Quran: Part 6 ✦ Waqia 3: Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ka waqia Hazrat Umar Bin Khattab (R.A) ke talluk se riwayto me Aata hai ke, Aap Khud Imaan Laaney ke baad farmatey hai - "Pahli Baar Jo Imaan ki kuch Ronak ya chamak Mere Jehan me Aayi thi Wo Uss Wakt ki…
- Kya Quran Gumaarahi Lata Hai ? Aaj Humare Quraan Se Doori Ki Sabse Ghatiya Aur Intehahyi Baqwas Vajah Ye Hai Ke – "Quraan Padhey Tou Gumraah Ho Jatey ,.." Subhan’Allah !!! *Jo Quraan Insaniyat Ke Liye Kitab-e-Hidayat Hai Agar Wo Musalmano Ko Hi Gumrah Kar Dey Tou Kya Dawat Denge Hum Gairmuslimo Ko ? *Darhakikat Wo…
- Yeh Deen Aalami Aman Ke Liye .... » Quraan Kiske Liye ? - Iss Deen Ka Yeh Sharf Hai Ke Iska Rab Rabbul Aalmin Hai, Iski Kitaab Quraan Ka Ye Sharf Hai Ke Dunia Ki Koi Kitab Yeh Nahi Batati Ke Wo Kiske Liye Aayi Hai ? Bhejne Wala Koun Hai ? Kaha Jayegi ? Kya Muamla…
- Fazail-e-Quraan: Part 1 ♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ (Allah ke Naam se Shuru Jo nihayat meherban aur reham wala hai) Hum sab Jantey hai ke koi bhi ek Musalman Chahe Imaan ke Aitbaar se Jis bhi Darje ka ho, har Shakhs ke Nazdik Iss kitab ki badi ahmiyat hai. Ye Kitaab Badi Mohataram aur Mukaddas…