♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Beshaq Deen Aasan Hai ! Aur Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega
Deen Uss Par Ghalib Aa Jayega, So Apne Amal Me Pukhtagi (Continuity) Ikhtiyar Karo
– Aur Jahan Tak Mumkeen Ho Mayana Rawi Barto
– Aur Khush Ho Jao, Aur Subah, Dopahar Me Aur Shaam Me
– Aur Kis Qadar Raat Me Ibadat Se Madad Hasil Karo”.
– [(Sunan an-Nasa’i 5034) In-book reference : Book 47, Hadith 50
English translation: Vol.6, Book 47, Hadith no.5037]
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jo Shakhs Deen Me Sakhtiyo Ko Ikhtiyar Karega
Related Posts:
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurerah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaaya - "Jo Shakhs Ye Chahey Ke Allah Ta'ala Sakhtiyo Aur Be-Chainiyo Ke Waqt Uski Dua Qubool Farmaye Tou Usey Chahiye Ke Wo Khushali Ke Zamane Me Ziyada Dua Kiya Kare..." - (Tirmizi Sharif) ♥…
- 3 Tarha Ke Logon Par Allah Nazar-e-Rehmat Nahi Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "3 Tarah Ke Log Wo Honge Jinki Taraf Qayamat Ke Din Allah Ta'ala Nazar (Nazar-e-Rehmat) Bhi Nahi Uthayega Aur Na Unhe Paak Karega Bulki Unkey Liye Dardnaak Azaab Hoga". ∗(1). Wo Shakhs Jiske…
- Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr Ibn Al-'As (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Reham Karne Walo Par Rehmaan Bhi Reham Farmata Hai, Tum Zameen Walo Par Reham Karo Tum Par Wo(Allah) Reham Karega Jo Aasmaan Me Hai". - (Sunan Abu Dawud, Vol#3, Hadith…
- Namaz Ki Fazilat aur Ahmiyat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Namaz Pabandi Se Aada Karega Tou Yeh Uss Ke Liye Qayamat Ke Din Noor Hogi, (Iskey Imaan Aur Allah Se Iski Wafadari Ki) Daleel Hogi, Aur (Jahannum Se) Nijaat Ka Sabab Ban Jayegi. *Aur Jo Shakhs Namaz Ki Pabandi…
- Na Kisi Par Zulm Karo Na Kisiko Zalim Ke Hawale Karo .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Abdullah Bin Umar (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - *Musalman Musalman Ka Bhai Hai, Na Tou Uss Par Zulm Kare, Aur Na Usko Zalim Ke Hawale Kare, (Ke Uss Par Zulm Ho Sake) *Aur Jo Shakhs Apne Bhai Ki…
- Jumaa Me 3 Tarah Ke Log Aatey Hain .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibn Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - Jumaa Me Teen (3) Tarah Ke Log Aate Hain, *(1) Ek Tou Wo Jo Waha Aakar Behuda Baat Kare, Uska Hissa Yahi Hai (Yani Usko Kuch Sawaab Na Milega) Aur *(2) Dusra…
- Apne Amal Ke Charcha Se Parhez Kiya Kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Ibne Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat He Ki, Unhone Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmate Hue Suna Ki, "Jo Shakhs Logo Me Apne Amal Ki Charcha Karega Tou Allah Ta'ala Uski Riyaakari(Showing Off) Ko Logo Me Mash'hoor Kar Dega Aur Usko Beizzat Karega." - (Baihaqqi Sharif) ♥…
- Hadees: Jo Bando Par Reham Nahi Karta Allah us par Reham… Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya, “Jo Shakhs Bando par Reham nahi karega Allah Ta’ala uss par Reham nahi karega” 📕 Sahih Muslim 6030 For more Islamic messages kindly download our Mobile App
- Dahiney Qadam Par Ek Neki Zyada Aur .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke - "Jo Shakhs Masjid Se Jitna Door Hota Hai Wo Utna Hi Ziyada Sawaab Hasil Karta Hai (Kyunki Namaz Ke Liye Janey Par Dahiney Qadam Par Ek Neki Ziyada Aur Bahiney Qadam Par…
- Deen Me Biddat Kar Liye Tou Kya Hua ? Imam Malik (Rahmatullah Alayh) Ke Paas Ek Shakhs Aaya Aur Kahne Laga Agar Mai Eid Ki Namaz Se Pahle Khali Wakt Hai Mere Paas 2 Rakat Nafeel Padh Liye Tou Kaisa Hai? * Aap Imam Malik Ne Kaha - Ke Rasool'Allah(Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Aisa Kaam Na Kiya! Tu Bhi…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Jo Koi Allah Ta'ala Se Astaghfar Talab Karega ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jo Koi Allah Ta'ala Se Astaghfar (Maghferat) Talab Karega Allah Ta'ala Zaroor Uski Magfirat Farmaa Dega.." - (Tirmizi Sharif: Hadith no. 3481)
- Kisi Ki Zameen Par Najayaz Kabza Haraam .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrat Saalim (RaziAllahu Anhu) Apne Waalid Se Riwayat Karte Hain Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Jo Shakhs Doosre Ki Zameen Ka Kuch Hissa Nahaq Daba Le(Bina Haq Kabza Karle) Tou Usey Qayamat Ke Din 7 Zameeno Ki (Tah) Tak Dhansaya Jaayega". - (Bukhari Shareef) ♥…
- Zakaat-Ul-Fitr Se Rozey Ko Paak Karey .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Aallah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne, "Zakat-Ul-Fitr Ko Bekar Aur Behuda Baat Se Rozey Ko Paak Karney Aur Miskeeno Ki Parwarish Ke Liye Muqarar Farmaya Hai, Jo Shakhs Eid Ki Namaz Se Pahley Isey Ada Karega Wo Zakat Ki Tarah…
- Aasani Paida Karo, Tangi Na Paida Karo ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Aasani Paida Karo, Tangi Na Paida Karo, Logon Ko Tasalli Aur Tashaffi Do, Nafrat Na Dilao.." - (Urdu Ref: Sahih Bukhari, Vol.7, Hadith no.6125) *Wajahat: is AaHadeese mubarak me Hum me se unn…
- Ilm ki Talab Rakhne walo Par Beshumar Rehmate ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Irshad-e-Mubarak Hai: "Mere Jaanshino Par Allah Ki Rehmat Ho!" Arz Kiya Gaya "Ya RasoolAllah Aapke Jaanshin Kon Hain?" Farmaya "Jo Meri Sunnat Se Mohobbat Rakhte Hain Aur Usey Allah Ke Bando Ko Sikhate Hai." - (Tafsir-e-Kabir) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Ki Talab Me Jis…
- Takabbur Aur Ghuroorr Walo Par Allah Ki Rehmat Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Umar (Razi'Aallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke, "Allah Ta'ala Uss Shakhs Ki Taraf Nazar-e-Rehmat Nahi Karega Jo Apna Kapda Takabbur Aur Ghuroor Ki Wajah Se Zameen Par Ghaseet Kar Chalta Hai". - (Sahih Bukhari, Vol 7, Hadith no. 5783)
- Hayaa Aur Khamoshi Emaan Ki Do Shakhayen Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Shakhs Meri Ita'at Karega Woh Jannat Me Dakhil Hoga". - (Bukhari Sharif) ∗ Hayaa Aur Khamoshi Emaan Ki Do Shakhayen Hai Aur FahashGoi(Gandi Baat) Aur Zyada Bolna Nifaaq Ki Do Shakhayen Hai. - (Abu Dawood) ∗ Maa-Baap Ka Naam Lekar Pukarna…
- Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (Razi'Alllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Uss Shakhs Ki Namaz Nahi Jiska Wuzu Nahi Aur Uss Shakhs Ka Wuzu Nahi Jisne Iske Shuru Me Bismillah Na Parhi Ho". - (Sunan Abu Dawud, Vol 1, Hadees 101) ♥ Mafhoom-e-Hadees:…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Al-Quran: Jo Shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par Naahaq… Quran: 24 - July: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Jo shakhs Ziyaadati aur Zulm ke taur par aisa (Naahaq Maal khaayega aur Qatl wa Khoon) karega. tou Hum(Allah) usko aag (Jahannum) mein daakhil karenge aur yeh baat Allah ke liye bilkul aasaan hai.❞ 📕 Surah An-Nisa’ 4:30
- Tum Logo Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Shakhs Ne Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Samne Shikayat Pesh Ki Ke, "Mujhe Apni Biwi Ke Kirdar Par Shubah(Shaq) Hai, Ye Baat Mere Liye Takleef Ka Sabab Hai," *Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Tum Logon Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho Tou Log…
- Aalim-e-Deen Jyada Bhaari Hai Shaitan Par .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Ek (1) Fakih Yaani Deen Ka Ek(1) Aalim Shaitan Par Hajaro Ibadat Karne Walo(Aabid) Se Jyada Bhaari Hai..." - (Tirmizi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Hazrate Bilal (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul hai Ke - "Aalim Ke Qalam Ki Roshnaai Shaheed Ke Khoon…
- Fazilate Taqwa Aur Tawakkul .... !!! Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! ♥ Al-Quraan: Jo Shakhs Allah Aur Roze Qayamat Par Imaan Rakhta Ho Aur Taqwa Ikhtiyar Kar Ley Tou Allah Uskey Liye Nijaat Ke Rastey Nikal Deta Hai. Aur Waha Se Rozi Ata Karta Hai Jaha Se Usney Gumaan Bhi Naa Kiya Ho. - [Surah(65) At-Talaq: Ayat:2-3] Iss…