♥ Mafhoom-e-Hadees: Zayed Ibn Khalid Juhani (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya,
“Jo Shakhs Gumshudah Cheez Uthake Aapne Pass Rakhe
Aur Uss (Gumshudah Cheez) Ka (Loutane Ke Niyat Se Logo Me) Ayelan Na Kare
Tou Woh Shakhs Gumraah Hai…”
– (Sahih Muslim, Hadith no. 4402)
Related Posts:
Kaun sa Maal Rakhe ? ♥ Mafhoom-e-Hadees: Ek Sahabi-e-Rasool se Riwayat hai ke, Jab Sone aur Chandi ke bare me Aayat Nazil hui tou log (Sahaba) kehne lagey ke ab Kaun sa Maal hum apne liye rakhe ? Umer (RaziAllahu anhu) ne kaha: "Main isey tumare liye malum karke aata hu,.." aur Aapne Uoont (Camel) par sawar Hokar isey tez daudaya , aur Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ke paas pahunche, Main bhi aap ke piche tha, Unhone arz kiya: "Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) hum kaun sa Maal rakhe ? ,." Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Farmaya: "Tum me har koi Shukr karne…
Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdul Rahman (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho: Tou Allah Ta'ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega, Aur Uski Muflisi Dono Aankhon Ke Darmiyan Kar Dega Aur Duniya Usko Utni Hi Milegi Jitni Uski Taqdeer Me Likhi Hai. *Aur Jiski Niyat Aakhirat Ki Taraf Ho: Tou Allah Ta'ala Uskey Sab Kaam Durast Kar Dega Aur Uskey Dil Me Be-Parwahi Daal Dega Aur Duniya Bila Shuba Uske Pass Aayegi". - (Sunan Ibn Majah)
Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney Alhamdulillah Kaha Tou Rab Ka Shukr Ada Huwa Aur Tumhari Neymat Me Ezaafa". - (Jameul Bayan 1/90) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jis Ne Khaleel Chiz Ka Shukr Ada Nahi Kiya Usney Kaseer Chiz Ka Bhi Shukr Ada Na Kiya Aur Allah Ki Neymat Ka…
Kisi ka Samaan Uthaane me Madad karna bhi Sadqa hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai” – (Bukhari; 2989) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: नबी-ऐ-करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया, “किसी का सामान उठाने में मदद कर देना भी सदका है” – (बुखारी; 2989) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Jo Shakhs Apne Betey ko apni Beti par Tarjeeh nahi dega ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs Apne betey ko apni beti par tarjeeh (badhawa) nahi dega tou woh jannat me dakhil hoga" - (Abu Dawood: Hadith no. 5146) » Jannat ke liye Iman shart hai. ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जो शख्स अपने बेटे को अपनी बेटी पर तरजीह(बढ़ावा) नहीं देगा तो वो जन्नत में दाखिल होगा" - (अब दावुद, हदीस 5146) » जन्नत के लिए ईमान शर्त है. For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Jis Shakhs Ne Kisi Musalman Ki Duniyawi Takleef Me Se Koi… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Jis Shakhs Ne Kisi Musalman Ki Duniyawi Mushkilaat(Takleef) Me Se Koi Mushkil Door Ki tou Allah Ta'ala Uss Ki Qayamat Ki Mushkilaat Me Se Koi Mushkil Door Kar dega." - (Muslim, Jild: 3, Page: 493) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जिस शख्स ने किसी मुसलमान की दुनियावी मुश्किलात (तकलीफ) में से कोई मुश्किल दूर की तो अल्लाह तआला उस की क़यामत की मुश्किलात में से कोई मुश्किल दूर कर देगा" - (मुस्लिम, जिल्द 3, पेज 493) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Jo Shakhs Kamaata nahi aur logon se Maangta phirta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmate hai: "Jo Shakhs (logon se) maangne ka Darwaaza kholta hai, (Kamaata nahi hai aur logon se Maangta phirta hai) tou Allah Ta'ala us par Tangi (Financial Crisis) ka Darwaaza khol deta hai." - (Tirmizi, 2325) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस ﷺ : अल्लाह के रसूल (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है: "जो शख्स (लोगों से) मांगने का दरवाज़ा खोलता है, (कमाता नहीं है और लोगों से मांगता फिरता है) तो अल्लाह तआला उस पर तंगी (Financial Crisis) का दरवाज़ा खोल देता है" - (तिरमिज़ी, 2325) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai". - (Miskat P:24) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Ilm Hasil Karna Har Ek Musalmam (Mard Aur Aurat) par Farz Hai". - (Sunan ibn Majah, Vol-1, Hadith-224) ♥ Mafhoom-e-Hadees: “Har Cheez Ka Ek Raasta Hai Aur Jannat Ka Raasta Ilm Hai”. - (K.Ummal) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Raat Me…
Apne Mehman ki Izzat kare ♥ Mafhoom-e-Hadees: RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Jo shakhs Allah aur Aakhirat ke din par yaqeen rakhta ho usko apne Mehman ki Izzat Karni Chahiye" - (Sahih Bukhari, Jild 7, Hadith no. 6135) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: रसूलअल्लाह (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "जो शख्स अल्लाह और आखिरत के दिन पर यकीन रखता हो, उसको अपने मेहमान की इज्ज़त करनी चाहिए" - (सहीह बुखारी, जिल्द 7, हदीस 6135) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Hadees: Jo Shakhs logon ki zaroorat ke waqt mehngaai ke… Hadith: 25-April: Ma'mar (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs logon ki zaroorat ke waqt mehngaai ke intezaar me ziyada nafa kamane ki garz se cheeze jama kar ke rakhe to woh gunehgaar hai. 📕 Muslim 4206
Jo Shakhs Rishtedaro ka Haq Ada karne ke liye Sadqe ka… ♥ Hadees-e-Nabvi (ﷺ) : RasoolAllah (Salallahu Alaihi Wasallam) farmate hai, “Jo Shakhs Rishtedaro ka Haq Ada karne ke liye Sadqe ka Darwaaza kholta hai tou Allah Ta’ala us ki Doulat ko badha deta hai” – (Musnade Ahmad: 9624) ♥ हदीसे नबवी (ﷺ) : रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम) फरमाते है, “जो शख्स रिश्तेदारों का हक अदा करने के लिए सदके का दरवाज़ा खोलता है तो अल्लाह तआला उस की दौलत को बढ़ा देता है” – (मुस्नदे अहमद: 9624) For more Islamic messages kindly download our Mobile App
Sawaal Karna (Maangna) Kiske Liye Jayaz Hai ?... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Qabisah Bin Mukhiriq Al-Hilali (RaziAllahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Teen Tarah Ke Logon Ke Alawa Kisi Ke Liye Sawaal Karna (Maangna) Jayaz Nahi' 1. Ek Wo Shakhs Jis Par Zamanat Ka Bojh Ho Aur Jab Tak Wo Zamanat Se Nijat Na Pa Le Iske Baad Usko Baaz Rahna Chahiye, 2. Dusra Wo Shakhs Jisko Aisee Musibat Pesh Aaye Jiski Wajah Se Uska Maal Tabah Ho Gaya Ho Tou Uske Liye Bhi Sawal Karna (Maangna) Durast Hai Yaha Tak Ki Wo Aisa Sarmaya Hasil Kar Le Jis Se Wo Guzar Basar…
Husn-e-Akhlaq ki Ahmiyat aur Fazilat ✦ Neki Acche Akhlaq ka Naam hai : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nawas bin Samaan Ansari (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) se Neki aur Gunaah ke baare me Poocha tou Aap ne farmaya "Neki Acche Akhlaaq ka Naam hai aur Gunah Jo tere Seeney me Khatke aur tujhe pasand na ho ke log usey jaaney." (Sahih Muslim 2553) ✦ Kaamil Iman ki Alamat : ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) farmate hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Momino me Iman ke Aitbar se sabse Kamil Shakhs wo hai jiske Akhlaaq sabse acche hai." (Abu Dawood 4682) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem…
Shok Ki Muddat .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kisi ImanWale Ke Liye Halaal Nahi Ke (3) Teen Din Se Jiyadah Shok (Ghum) Kare, Sirf Bewa Aurat Ke Siva, Ke Uske Shok (Ghum) Ki Muddat Char (4) Mahine Das (10) Din Hai,.." - (Bukhari Sharif, Tirmizi Sharif, Tohfa-e-Najat Part-11 Page-49) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Abbas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: "Jo Mooh Par Tamache Marey, Kapdey Fadey, Aur Jaahil Logo Ki Tarah Chilla Kar Roye Wo Hum Me Se Nahi.." - (Bukhari Sharif, Muslim Sharif, Tohfa-e-Najat Part-11 Page-50)
Aurat ke liye Wafat ke Sog ki Muddat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: “Ek Musalman aurat jo Allah Ta”ala aur Aakhirat ke din par Iman rakhti ho. Uss ke liye jayez nahi ke woh kisi (ki wafat) ka sog teen (3) din se zyada manaye siwaye apne Shauhar ( husband ) ke uss ke liye chaar maheene dus din hai.” – (Sahih al Bukhari; Hadith no. 5339) ♥ मफहूम-ए-हदीस: नबी ऐ करीम (सलाल्लाहू अलैहि वसल्लम) ने फ़रमाया: "एक मुसलमान औरत जो अल्लाह तआला और आखिरत के दिन पर इमां रखती हो, उस के लिए जायज़ नहीं के वोह किसी (की वफात) का सोग तीन…