♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai,
Qayamat Ke Din Uss Ki Zubaan Aag Ki Hogi..”
– (Mishkat Shareef)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / Jo Shakhs Duniya Me Geebat Karta Rehta Hai
Related Posts:
- Jo Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai ,... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Mere Ummat Me Se Jo Shakhs Mashwara Karta Hai Wo Sidhi Raah Par Rehta Hai Aur Jo Mashwara Nahi Karta Wo Pareshaan Hee Rehta Hai.." - (Baihaqi Sharif) ♥ Qaul-e-Mubarak: Imaam-e-Maalik (Rahmatullah Alayh) Ka Qoul Hai Ke - "Kisi Shakhs…
- Geebat Ki Ta'arif - What is Backbiting ? "Kisi Shakhs Ka Koi Zaahiri Aib Ho Ya Baatini, Uska Paidaishi Aib Ho Ya Uska Apna Paida Kiya Hua Aib Ho, Usey Bayan Karna Geebat Hai,.." - (Ahyaul Uloom J:3 S:141) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Allah Ta'ala Ke Bad'tarin Bande Woh Hai Jo Logon…
- Geebat Zinaa Se Bhi Bad'tar Hain ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshad Farmate Hain Ki - "Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zinaa Se Bhi Zyada Buri Hain!" Pucha Gaya - "Yeh Zinaa Se Kaise Baddhter Hain?" *Tou Aapne Farmaya - "Aadmi Zinaa Kerke Taubah Ker Leta Hai Tou Allah Ta'ala Kabool Farmata…
- Geebat Ka Badla ..... ♥ Hiqayat: Hasan Basri (Rehmatullah Alayh) Se Kisi Shakhs Ne Aaker Kaha Ki Fala Shakhs Ne Aapki Geebat Ki Hain! Hasan Basri Ne Usi Waqt Taza Choo-aare Mangwaye Aur Ek Tabaak (Thaal) Me Rakhker Unhe Bataur Tohfa Bheja Ki 'Main Aapka Shukr-Guzaar Hoon Ki Aapne Meri Geebat Karke Apne Nekiyon…
- Gurbat Ki Fazeelat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) Hai Ke: "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz Parhta Ho, Uss Ke Ayal Yaani Ghar Waale Zyada Aur Maal Kum Ho Aur Wo Shakhs Musalmano Ki Geebat Na Karta Ho, Mai Aur Woh Jannat Me In Do (Unglion) Ki Tarah Hongey. (Yaani Aap Sallallahu…
- Jo Logon se Milta Julta aur Unki Bato par Sabr Karta Ho ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Logon Se Milta Julta Rehta Hai Aur Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta Hai, Wo Afzal Hai Uss Shakhs Se Jo Logon Se Rabta aur Khalt Nahi Rakhta Aur Na Inn Ki Takleef Deh Baaton Par Sabr Karta…
- Allah Ta'ala uss shakhs se Nafrat karta hai jo sakht mijaaz… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne irshad farmaya ke - "Allah Ta'ala uss shakhs se Nafrat karta hai jo sakht mijaaz ho, Zyada khane wala ho, bazaro me chikhne wala ho, raat me murde ki tarah (padaa sota rehta) ho, din me gadhe ki…
- Geebat Logon Ko Dushman Bana Deti Hai ... ♥ Qaul-e-Mubarak: Geebat Ki Tabahkariyo ke Talluk se Hazarte Ali (RaziAllahu Anhu) Ka Behtareen Qoul aata hai ke: "(Aye logon!) Tumhe Laazim Hai Ke Geebat Se Door Raho, Ke Geebat Logon Ko Aapas me Dushman Bana Deti Hai Aur Tumhara Acche Amaal Ke Ajar Ko Zaaya Kar Deti Hai,.."
- Hadees: Duniya me is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi… Hadith: 03 - Aug Abdullah bin Umar (R.A.) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: ❝Duniya me is tarah raho, jaise koi ajnabi pardesi rehta hai ya is tarah zindagi guzaaro jaise koi raasta chalta huwa Musafir.❞ 📕 Bukhari 6416
- Wo Log Jannat Me Rasool'Allah Ke Sathi Honge .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Apni Do Ungli Mubarak Ko Milakar Farmaya - "Mai Aur Yateem Ki Parwarish Karne Wala Jannat Me Inn Do Unglion Ki Tarah Kareeb Honge.." - (Bukhari Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jo Shakhs Acchi Tarah Namaz…
- Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho Tou .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdul Rahman (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki - Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jis Shakhs Ko Sirf Duniya Ki Fikr Ho: Tou Allah Ta'ala Uske Kaam Me Pareshaani Daal Dega, Aur Uski Muflisi Dono Aankhon Ke Darmiyan Kar Dega Aur Duniya Usko Utni Hi Milegi…
- Jo Shakhs Kisi Musalman Ka Aib Chupayega .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - *Jo Shakhs Kisi Momin Par Se Duniya Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega - Tou Allah Ta'ala Uss Par Aakhirat Ki Sakhtiyon Me Se Ek Sakhti Door Karega. *Aur Jo Shakhs…
- Geebat Karney Walon Ka Azaab .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Mujhe Meraj Ata Ki Gayee Tou Uss Raat Mera Guzar Ek Qoum Par Se Hua Jinkey Nakhun Taanbey(Copper) Ke They Aur Wo Un Nakhuno Se Apney Chehrey Aur Seeney Ko Khurach…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Jab Allah Kisi Musalmaan ko Beemari Me Mubtilah Karta hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Yahiya Ibn Say'eed (RaziAllahu Anhu) Se Rewayat Hai Ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ke Daur Me Ek Shakhs Ki Maut Par Dusra Ek Shakhs Ne Kaha, Woh Bara Naseebwala Tha, Kisi Beemari Ya Taqleef Ke Bagair Hi Mar Gaya, Ye Baat Sunkar RasoolAllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya:…
- Zinaa, Chori, Sharaab Khori Momeen Ka Kaam Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - 'Zinaa Karney Wala Zinaa Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Sharaab Peeney Wala Sharaab Peetey Waqt Momin Nahi Rehta, Chori Karney Wala Chori Kartey Waqt Momin Nahi Rehta, Jab Koi Lootney Wala Loot'ta Hai…
- Allah Ki Raah me Bitaaye Pal Duniya Se Behtar ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas Bin Malik (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Raastey Me Guzarney Waali Ek Subah Ya Ek Shaam Duniya Se Ya Jo Kuch Duniya Me Hai Sabse Behtar Hai.." - (Sahih Bukhari, Vol 4, 2792)
- Safar me Gaane Sunna Kaisa ? SAFAR MEIN GAANE SUNNA ۞ Hadees: Nabi e Kareem ﷺ ne farmaya: "Jo Shakhs Safar Ki haalat mein ALLAH ki Yaad aur ZIKR mein Lagaa Rehta hai tou FARISHTA Uska HUMSAFAR ho Jata hai. Aur Agar (GAANE WA MUSIC) Mein MASHGUL Rehta hai tou SHAITAN Uske SAFAR KA SATHI Ban…
- Dunia me 4 Qisam ke Logo ki Niyato ka badla ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Kabshah Anmaari (RaziAllahu Anhu) se kehte hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya "Mai tum se ek Hadees bayan karta hoon usey yaad rakhna" 1). Sadqa karne se kisi ke maal me kami waqai nahi hoti", 2). Jis kisi par Zulm hua ho aur woh…
- Logo ko Muaf Karne Ki Fazilat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Jo Shakhs Kisi Ko Muaf Kar Deta Hai, Usey Allah Ta'ala Izzat se Sarfaraz Karta Hai,.." - (Muslim Sharif)
- Ramzan me Shaitaan aur Sarkash Jinon ko jakad diya jaata hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaaya: "Jab Ramzan ki pehli Raat aati hai toh Shaitaan aur Sarkash Jinon ko jakad diya jaata hai, Jahannum ke Darwaazey band kar diye jaate hai Unme se koi Darwaazah khula nahi rehta Aur Jannat ke Darwaazey khol diye jaate hai unme se…
- Emanwale ki Pareshani Door Karne ka Silaah Hadees of the Day Emanwale ki Pareshani Door karne ka Silaah Abu Hurayrah (R.A.) riwayat karte hai ki,Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya ki - "Jo Koi Shakhs kisi Imanwale ki Pareshani ko Door karta hai, Allah Qayamat ke Roz Uss Shakhs ki Ghabrahat ko Door farmayega. Aur Jo koi bhi Shakhs…
- Hadith: Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah… Hadith: 5-April: Talha (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasalam) ne farmaya: ‟Jo Shakhs tawazu (aazizi) ikhteyar karta hai, Allah Taala usko Izzat wa sarbulandi ata karta hai. -Musnad al-Bazzar 946
- Jannatiyon Ko Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mua'aj Bin Jabal (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Jannat Walo Ko Jannat Me Jane Ke Baad Duniya Ki Kisi Cheez Ka Afsos Nahi Hoga Sivay Uss Ghadi(Pal) Ke Jo Duniya Me Allah Ta'ala Ke Zikr Ke Bagair(Siwa) Gujari Hogi".…
- Nikah Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai .... # Nikah Ambiya (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai Nabi-e-Paak Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai, ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Nikah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Islie Nikah Karo". - (Muslim Sharif) ♥ Mafhoom-e-Hadees: "Noujavano! Tum Me Se Jo Nikah Ki Isteta’at Rakhta Hai, Wo Nikah Jarur Kare.." -…